Result

PRSU Result 2020: Check BA BSc Bcom Annual Semester Result 2020

PRSU Graduation Result 2020 :- Hello Friends, Pt. Ravishankar Shukla University (PRSU) ne Graduation (BA BSc Bcom) Part 1 2 3 Result online jari kar diya hai. PRSU ne UG 1st 2nd 3rd Final Year Result bhi apne official website par online jari kiya hai. PRS University se in exams me shamil hone vale sabhi students niche diye gaye link se apna result mark sheet download kar sakte hai. PRSU Result 2020 Download aur check karne ke liye aap is post me diye gaye direct link ka upyog kar sakte hai.

Pt. Ravishankar Shukla University (PRSU) ne 2020 me liye gaye sabhi undergraduate aur postgraduate exam ka result apne official website par jari kiya hai. Yadi aap bhi PRS University se iske Annual Semester Exam 2020 me shamil the, Aur ab apne result ka wait kar rahe hai, To ab aap apna result check kar sakte hai. Aap apne Roll Number ke jariye apna PRSU UG BA BSc BCom Result online download kar sakte hai.

Latest Update :- Pandit Ravishankar Shukla University (PRSU) ne BA BSc BCom Part 1 2 3 Result 2020 online apne official website par jari kar diya hai. PRSU ne official site @prsuuniv.in par yah result jari kiya hai. Result Check karne ki puri jankari niche share ki gayi hai.

PRSU BA BSc BCom Result 2020

Pt. Ravishankar Shukla University (PRSU) ne pichle mahine hi sabhi UG PG Annual / Semester Exam ka aayojan kiya tha. Jo bhi students is exam me shamil the, Ve ab apne result ka wait kar rahe hai. Aise sabhi students ko ham batana chahte hain ki PRS University ne sabhi courses ka result online jari kar diya hai. Jise sabhi students is post me diye gaye link se online download kar sakte hai.

PRSU UG PG Exam Result 2020 check karne ke liye sabhi students apne Roll no./ Unique ID aur apne courses select kar apna result check aur download kar sakte hai. Aaj ke is post me me aap sabhi ko PRS University UG Result 2020 ek hi saath kaise check kare uske bare me bataya ja raha hai. Yadi aap PRSU ke students hai, To niche diye gaye link se apna result download kare.

PRSU UG Part 1 2 3 Result 2020 – Details

University NamePandit Ravishankar Shukla University (PRSU)
Examination NameUG PG Annual/Semester Exam
CourseBA B.Com B.Sc BCA DCA B.Tech
MA M.Com M.Sc etc
Year1st, 2nd, 3rd Year
Session2020
Mode of Release ResultOnline
Result Declaration DateNovember/December
Result StatusAvailable Now
University LocationChhattisgarh
Official websitewww.prsu.ac.in

PRSU UG Exam Result 1st 2nd 3rd Year

PRS University ke Undergraduate aur Postgraduate ke exam me ek badi sankhya me students shamil the. Aise sabhi students ko ham bata den ki PRSU ne BA B.Com B.Sc MA M.Com M.Sc MBA MSC Result 2020 jari kar diya hai. In exams me shamil hone vale sabhi students PRSU ke official website @prsuuniv.in par jakar apna result check kar sakte hai.

How to Check PRS University BA B.Com B.Sc Result 2020?

Jo Candidates PRS University BA B.Com B.Sc MA M.Com M.Sc Part 1/2/3 Year Result check karna chahte hain, Ve niche diye gaye steps ko follow kar sakte hai :-

  • Sabse pahle aap PRS University ke offiicial site @prsuuniv.in par visit karen.
  • Iske home page par “Examination Tab” par click karen.
  • Iske baad “Click Here For Annual Result” ke link par click karen.
  • Uske baad aap apna cousre select karen jiska result download karna chahte hain.
  • Yaha par ab apna roll number enter karen.
  • Aapka result show ho jayega.
  • Jise ab aap download aur print kar sakte hai.

Important Links For PRSU Result 2020 Download

PRSU B.Sc Part 1 Result 2020CLICK HERE
PRSU B.Com Part 1 Result 2020CLICK HERE
PRSU B.A Part 1 Result 2020CLICK HERE
PRSU B.Sc Part 2 Result 2020CLICK HERE
PRSU B.A Part 2 Result 2020CLICK HERE
PRSU B.COM Part 2 Result 2020CLICK HERE
PRSU B.Sc Part 3 Result 2020CLICK HERE
PRSU B.APart 3 Result 2020CLICK HERE
PRSU B.COM Part 3 Result 2020CLICK HERE

PRS University Result Information

  1. Candidate’s Roll Number
  2. Form Number
  3. Name of the candidate
  4. Father’s Name
  5. Date of Birth
  6. Marks obtained in the entrance test

PRS University Result Recheck / Revaluation

Jo Students apne result se satisfied ya santusht nahi hai ve apna result Recheck / Revaluation ke liye apply kar sakte hai, Aap apna result iske official site ke dwara date jari kiye jane ke bad aap Revaluation ke liye apply kar sakte hai.

Aap iske Result schedule se releated dates ke liye iske official site par regular visit karte rahe. Yaha aap sabhi result declare hone ke sabhi update samay samay par diye jayenge.

ABOUT PRS UNIVERSITY

The Pandit Ravishankar Shukla University is well known as it’s short name PRSU. This university is located at Raipur Chhattisgarh, was set up in 1964. PRSU offered various undergraduate postgraduate courses. The University has 46 affiliated colleges and other teaching departments.

To make quality higher education accessible to all sections of society, including the tribal population of Chhattisgarh.

To provide quality education in the disciplines of arts, humanities, social sciences, natural sciences and other disciplines of learning.

Leave a Comment