CEO Full Form in Hindi: Hello Friends, Yadi aap Janna chahte hain ki CEO ka full form kya hota hai to is article me CEO ke bare me puri jankari hindi me share ki ja rahi hai. Ham yahan par aap sabhi ko bata rahe hain ki CEO FULL FORM kya hota hai aur ise Hindi me kya kahte hain. To aaiye jaante hain puri Jankari.
CEO Full Form in Hindi
To sabse pahle aap sabhi ko bata den ki CEO ka full form Chief Executive Officer hota hai jise hindi me मुख्य कार्यकारी अधिकारी kahte hain. Ye मुख्य कार्यकारी अधिकारी kisi bhi company ya organization ka sabse highest pad hota hai.
Jaisa Udaharan ke liye aapko bata den ki Google ke CEO abhi Sundar Pichai Ji hain jo India se hain. Aur abhi ye Google company ke sabse uchch pad par hain.
CEO kisi bhi company ke pure management aur adminstration ki dekh bhal karta hai. Ye kisi bhi company ke bade faisle lene ke liye utardai hota hai.
To is prakar aapne jana ki The full form form CEO kya hota hai. Niche ise phir se padh lete hain.
- CEO Full Form = Chief Executive Officer
- CEO Full Form in Hindi = मुख्य कार्यकारी अधिकारी