BRABU Graduation BA BSC BCOM Part 3 Admission 2021: Hello Friends, Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University (BRABU) ke jo bhi studetns Part 2 exam pass kar chke hain ve ab isme part 3 admission ke liye online form bhar sakte hain. Is article me ham BRABU Part 3 Admission 2021 ki puri jankari hindi me de rahe hain. To jo bhi students BRABU Part 3 Admission session 2018-21 me lena chahte hain ve iska liye form April 2021 se bhar sakte hain. Form kaise bharna hai aur iske liye fee kya hai wo sabhi jankari niche provide karai jaa rahi hai.
To sabse pahle bata den ki BRABU Part 3 Admission 2021 online mode me karaya ja raha hai. To aapko offline visit karne ki jarurat hai nahi. Iske liye aapko apna registration number aur puchhi gayi details bharni hogi aur uske baad aap iske liye form bhar sakte hain.
BRABU Part 3 Admission 2021 Online Form
University ka Naam | Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University (BRABU) |
Post Details | BRABU Part 3 Admission 2021 |
Admission Session | 2018-21 |
Admission Start Date | April 2021 |
Admission End Date | April 2021 |
BRABU Graduation Part 3 BA BSC BCOM Course me admission lene ke liye aap April 2021 se form bhar sakte hain. Form kaise bharna hai uski step by step jankari niche share kar di gyi hai. To iske liye admission form aap BRABU ke official site se bhar sakte hain. To jo bhi students BRABU PART 2 RESULT pass kar chuke hain ve isk form ko bharne ke yogy hain.
Important Dates for Admission
Events | Dates |
BRABU Part 3 Admission 2021 Start Hoga | April 2021 |
BRABU Part 3 Admission Ka Last Date | April 2021 |
How to Apply for BRABU Part 3 Admission 2021?
- Sabse pahle aap BRABU ke official website @brabu.edu.in par visit kare.
- Iske home page se “BRABU UG Admission 2021” ke link par click kare.
- Ab aap direct is page @ http://umis.brabu.edu.in/ par chale jayenge.
- Ab vaha se “Apply Online For Part 3 Admission” ke link par click kare.
- Ap vaha se online registration form bhare.
- Iske bad Admission Form me apna sabhi details enter kare.
- Ab aap Form Fee pay kare, Aur Documents upload kare.
-: Important Links :-
BRABU Admission Link Direct | Apply Online From Here |
BRABU Official portal link | https://www.brabu.net/ |
List of Affiliated College of BRABU
1) L.S College | 19) S.R.K.G Collge |
2) M.D.D.M College | 20) S.L.K College |
3) R.D.S College | 21) R.S.S. Science College |
4) Dr. R.M.L.S College | 22) J.S. College |
5) M.P. Sinha Science College | 23) M.S. College |
6) R.B.B.M. College | 24) Dr. S.K. Sinha Women College |
7) Nitishwar Singh College | 25) S.N.S College |
8) Rameshwar Singh College | 26) L.N.D College |
9) L.N.T College | 27) M.S.S.G College |
10) M.S.K.B College | 28) S.R.A.P College |
11) Jiwachh College | 29) K.C.T.C College |
12) R.C. College | 30) M.J.K. College |
13) S.R.P.S College | 31) R.L.S.Y College |
14) R.N. Collge | 32) T.P Verma College |
15) Vaishali Mahila College | 33) C.N. College |
16) L.N. College | 34) J B S D College |
17) Samta College | 35) R.P.S College |
18) B.M.D College |