Assam Special TET Result 2021 :- Hello Friends, Assam Department of Education ne Special Teacher Eligibility Test (TET) Result 2021 online jari kar diya hai. Assam Special TET Result online mode me iske official website @ssa.assam.gov.in par jari kiya gaya hai. Yadi aapne bhi 28th February 2021 ko Assam Special TET Exam me shamil huye hai, To aap apna Result online download kar sakte hai. Hamne is article me Assam Special TET Result 2021 online check karne ke liye direct link & step by step method share kiya hai.
Axom Sarba Siksha Abhiyan Mission – Department Of Education, Assam ne Special Teacher Eligibility Test 2021 ka aayojan 28th February 2021 ko kiya tha. Ab Assam Education Department ne Special TET Result Date 2021 jari kar diya hai, Jiske anusar May 2021 me Assam Special TET Result online release kar diya jayega. Aap sabhi candidates Assam Special TET Result 2021 check karne keliye is post me diye gaye Direct link ka upyog kar sakte hai.
Latest Update :- Department Of Education, Assam Special Teacher Eligibility Test (TET) Result & Merit List 2021 online release kar diya gaya hai. Aap sabhi candidates niche diye gaye Direct Link se apna Assam Special Tet Result & Final Merit list PDF online download kar sakte hai.
Assam Special TET Result 2021
Axom Sarba Siksha Abhiyan Mission – Department Of Education, Assam ne Special Teacher Eligibility Test Written Exam ka aayojan 28th February 2021 ko kiya tha. Assam Special TET Exam me ek badi sankhya me candidates shamil huye hai, Jo ki official Result & Merit List jari hone ka wait kar rahe hai. Aap sabhi candidates ko bata den ki May 2021 me Special TET Result 2021 online jari karega.
Assam Education Department ke latest notification ke anusar Special TET Result 2021 May 2021 ko jari kiya jayega. Sabhi candidates iske official website @ssa.assam.gov.in se Special TET Result online check kar sakte hai. Assam Special TET Result 2021 online check karne ke sabhi candidates apne Roll Number & Date of Birth ka upyog kar sakte hai.
Assam Special TET Result 2021 – Overview
Assam Education Department ne sabhi result aur merit list apne Official website par onilne mode me jari kiya hai. Aap sabhi candidates apne Roll number aur Date of birth ki madad se apna Result aur Final Merit list online download kar sakte hai.
Organization Name | Axom Sarba Siksha Abhiyan Mission – Department Of Education, Assam |
Exam Name | Assam Special Teacher Eligibility Test (TET) |
Article Name | Assam Special TET Result |
Exam Date | 28th February 2021 |
Result Date | May 2021 (Expected) |
Result Status | Available Soon |
Official Website | ssa.assam.gov.in |
Assam Special TET Result Download
Department of Education, Assam ne Speical TET Result online jari karne vala hai, Iske sath hi Assam Education department ne Merit list bhi online jari kar diya hai. Yadi aap bhi is exam me shamil huye hai, Aur iske Cut Off Marks jitna marks score karte hai, To aap apna result online download kar sakte hai. Assam Special TET Result & Merit List PDF download karne ke liye diret link niche share kiya gaya hai.
Yadi aap Assam Special TET Result & Merit List 2021 online download karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kar sakte hai.
How To Check Assam Special TET Result 2021?
Yadi aap Assam Special TET Result & Merit List 2021 online download karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap iske official website @ssa.assam.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Latest Update” section par click kare.
- Ab agle page se “Assam Special TET Result & Merit List 2021” ke link par click kare.
- Iske bad aap apna “Roll Number & Date of Birth” enter kare.
- Aapka Result aapke screen par show ho jayega.
- Result download kare, Aur ek print out nikal len.
-: Important Links :-
Assam Special TET Result 2021 | Click Here To Download |
Assam Special TET Merit List 2021 | Click Here To Download |
Official Website | https://ssa.assam.gov.in/ |
Hamne aaj ke is post me “Assam Special TET Result & Merit List 2021” se related sabhi update share kiya hai. Result jari ho chuka hai aur aap upar diye gaye Result link se online result download kar sakte hai.
Yadi aapko isse related koi saval puchna hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.