Bihar SHSB ANM Recruitment 2021 :- Hello Friends, Bihar State Health Society (SHSB) ne Auxiliary Nurse Midwifery (ANM) ke 8853 Post ke liye recruitment notification release kiya hai. Bihar SHSB ne apne official website @statehealthsocietybihar.org par ANM Recruitment 2021 ke liye notification release kiya hai. Bihar ke jo bhi candidates Bihar SHSB Department me ANM Post ke liye job karna chahte hai, Unke liye yah vacancy nikali gayi hai.
Bihar SHSB Department ne ANM ke 8853 Post ke liye vacancy nikala hai, Yadi aapke iske liye form apply karna chahte hai, To aap sabse pahle iska notification check kar len, Yadi aap is vacancy ke liye eligible hai, To aap 01st July 2021 se 21st July 2021 tak application form fill up kar sakte hai. Hamne is article me Bihar SHSB ANM Recruitment 2021 se related sabhi details share kiya hai.
Latest Update :- Bihar State Health Society (SHSB) ne 8853 ANM Recruitment 2021 ke liye Notification release kiya hai. Aap sabhi candidates is Vacancy ke liye Form 01st July 2021 se fill up kar sakte hai. Is article me is vacancy ki sabhi details share ki gayi hai.
Bihar SHSB ANM Recruitment 2021
Bihar State Health Society (SHSB) ne Auxiliary Nurse Midwifery (ANM) Post ke liye vacancy notification release kiya hai. SHSB department ek bahut hi badi Recruitment Exam ka aayojan karne ja raha hai. Hamne is recruitment se related sabhi jankari share kiya hai, Iske sath is ANM (8853 Post) Recruitment ke liye Form fill karne ke liye, Direct Link & Step by step method bhi share kiya hai.
SHSB ne apne official website @statehealthsocietybihar.org par ANM Vacancy 2021 Notification PDF jari kiya hai. SHSB Dept. 01st July 2021 se 21st July 2021 tak is Vacancy ke liye Application form accept karega. Hamne Bihar ANM Bharti Vacancy 2021 Eligibility Criteria, Qualification, Age Limit details bhi check kar sakte hai.
Bihar SHSB ANM Vacancy 2021- Overview
Authority Name | State Health Society Bihar (SHSB) |
Article Name | SHSB ANM Recruitment 2021 |
Post Name | Auxiliary Nurse Midwifery (ANM) |
Total No. of Post | 8853 Post |
Application Date | 01st July 2021 – 21st July 2021 |
Apply Mode | Online |
Official Website | http://statehealthsocietybihar.org |
Bihar State Health Society ANM Recruitment (8853 Post) Notification 2021
Bihar State Health Society (SHSB) Department ne ANM ke 8853 Post ke liye Recruitment notification jari kiya hai. Sabse pahle aap sabhi candidates is ANM Recruitment notification check karne, Aur yadi aap iske eligibility criteria ko full fill karte hai, To aap iske liye online Form Apply kar sakte hai.
Post Name | Total Post |
Auxiliary Nurse Midwifery (ANM) | 8853 |
Bihar State me aise kai candidates hai, Jo berojgari ke karan new vacancy ka wait kar rahe hai. Jiske bad SHSB Department ne ANM Post ke liye Recruitment notification release kiya hai. Sabhi candidates niche diye gaye direct link se ANM Vacnacy ke liye apply kar sakte hai.
Bihar ANM Vacancy 2021- Eligibility Criteria
Education Qualification :
- Candidates should have Diploma (2 Years Full Time) in Auxiliary Nurse Midwifery (ANM) Training course from a recognized ANM Training Institute.
- Registration of candidates from “Bihar Nurses Registration Council” will also be necessary.
Application Fee :
- General/ BC/ MBC/ EWS – Rs.500/-
- SC/ ST/ PH – Rs.250/-
- All Female – Rs.250/-
Age Limit :
- Age Limit as on 01.06.2021
- Minimum Age – N/A
- Maximum Age – 37 Years
Jo bhi candidates Bihar SHSB ANM Recruitment 2021 ke liye online application form bharna chahte hai, Ve niche diye gaye link se online apply kar sakte hai. Sabhi candidates last date se pahle is ANM Recruitment 2021 ke liye online application form bhar sakte hai.
Bihar SHSB ANM Vacancy 2021- Required Documents
- Mobile Number
- Birth Certificate
- 10th / Matric Marksheet
- 12th / Inter Marksheet
- Diploma Certificate
- Scanned Photo
- Scanned Signature
How To Apply Online For Bihar SHSB ANM Recruitment 2021?
Yadi aap Bihar SHSB ANM Recruitment 2021 (8853 Post) ke liye online apply karna chahte hai, To aap niche diye steps ko follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap Bihar SHSB ki official website @statehealthsocietybihar.org par visit kare.
- Iske home page par “Recruitment / Career” Section par click kare.
- Ab vaha se “ANM 8853 Post Recruitment 2021” ke link par click kare.
- Notification download kare, aur ek bar padhe.
- Sabhi details padhne ke bad, “Apply Online” par lcick kare.
- Registration Form fill kare, Aur Documents upload kare.
- Apna registration fee pay kare.
- Registration form submit kar den, Aur ek print out nikal len.
-: Important Direct Links :-
Apply Online For ANM Vacancy | Click Here |
Download ANM Vacancy Notification | Click Here |
ANM Exam Syllabus | Click Here |
SHSB Official Website | Click Here |
-: Important Date :-
Start Date of Registration | 01.07.2021 |
Start Date of Payment of Fee | 01.07.2021 |
Last Date of Registration | 21.07.2021 |
Last Date of Payment of Fee | 21.07.2021 |
Aap sabhi candidates diye gaye link se Application from bhar sakte hai. Iske bad aap apne Registration Number ke jariye Admit Card download kar sakte hai, Aur fir iske Exam me shamil ho sakte hai.
Yaha hamne Bihar SHSB ANM Recruitment 2021 ki puri jankari share ki hai. Yadi aapko abhi bhi is recruitment se related koi aur details chahiye, To niche aap apna saval comment box me puch sakte hai.