Sarkari Jankari

[Apply Online] Driving Licence: ड्राइविंग लाइसेंस के लिए ऐसे करें आवेदन @sarathi.parivahan.gov.in

Driving Licence Apply Online :- Hello Friends, Yadi aap Driving Licence online banvana chahte hai, Lekin aapko iske bare me koi bhi jankari nahi hai, To hamne aapke liye is article me Driving Licence and Learner Licence online banvane ki sabhi jankari share kiya hai. Indian Government ne Driving Licence se related work ke liye @sarathi.parivahan.gov.in portal ki shuruat ki hai. Is portal ke jariye kisi bhi State ka Driving Licence online banva sakte hai.

Aap sabhi nagrik Sarathi Parivahan Portal ke jariye Learning or permanent Driving Licence ke liye online application form fill up kar sakte hai. Aap niche bataye gaye tarike ke anusar Driving Licence ke liye online apply kar sakte hai. Hamne Driving Licence Form bharne ke liye Direct link & Step by Step details niche share kiya hai.

Apply Online Driving Licence

Indian Government ne Road Transport se related kisi bhi work ke liye Sarathi Parivahan Portal ki shuruat kiya hai, Is portal ke jariye sabhi State ke nagrik Learner Licence, Driving Licence, Conductor Licence, Driving School (DSL) ke liye Online application form apply kar sakte hai. Hamne niche in sabhi Licence ko online banvane ke liye Application form apply kiya hai.

Driving Licence Apply Online @sarathi.parivahan.gov.in

Site for Road Transport ServiceSarathi Parivahan Sewa
Licence availableFor all states.
No. of vehicles registered so far30 Cr. + by June 2021
No. of DL Issued through Sarathi13 Cr. by June 2021
Services available at SARATHIAll the services of Regional Transport Office
Application Site of SARTHI portalhttps://sarathi.parivahan.gov.in/

How To Apply For Learning Licence @sarathi.parivahan.gov.in?

Yadi aap Sarathi Parivahan ke official portal ke jariye Learning Licence ke liye online Application form fill up karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-

  • Iske bad aap apne 2 wheeler or 4 wheelers select kare.
  • Iske bad aap apna RTO Office Pin Code, Personal Details, Address enter kare.
  • Form fill up karne ke bad, Fee pay kare.
  • Form submit kare, Aur ek print out nikal len.

How To Apply For Driving Licence @sarathi.parivahan.gov.in?

Yadi aap Sarathi Parivahan ke official portal ke jariye Driving Licence ke liye online Application form fill up karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-

  • Iske bad aap “Learning Licence Number” enter kare, Taki DOB verify ho sake.
  • Iske bad important Documents upload kar den.
  • Form fill up karne ke bad, Fee pay kare.
  • Form submit kare, Aur ek print out nikal len.

Driving Licence Name Change, Address, DOB Correction

Yadi aap Sarathi Parivahan ke official portal ke jariye Driving Licence me correction karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-

  • Sabse pahle aap Sarathi Parivahan ke official website @https://sarathi.parivahan.gov.in/ par visit kare.
  • Iske home page se “State Selection” par click kare, Aur apna State select kare.
  • Iske agle page se aap “change your address/ or change no. or duplicate DL etc” ke link par click kare.
  • Iske baad aap apna DL no. with the D.O.B enter kare, Aur next par click kare.
  • Ab aap apne Driving Licence me correction kar sakte hai.

-: Important Direct Links :-

Change address in Current DLClick Here
Sarthi Parivahan Application Status CheckCheck Here
Extracting your DL at SarthiCheck Here

आप सभी बिहार के नागरिक ड्राइविंग लाइसेंस और लर्निंग लाइसेंस  के लिए इस ऑफिसियल पोर्टल के माध्यम से ऑनलाइन आवेदन कर सकते हैं| आवेदन करने की पुरी प्रक्रिया हम यहाँ अपडेट कर दिया है| आवेदन करने के बाद आप सभी इस सुविधा का लाभ उठा सकते हैं|

तो इस प्रकार हमने यहाँ इस पोस्ट मे ड्राइविंग लाइसेंस ऑनलाइन आवेदन की पुरी जानकारी हिंदी मे प्रदान की हैं| यदि आपको अभी इस जानकारी के सम्बन्ध मे कोई सवाल है तो आप निचे कमेंट के माध्यम से अपना सवाल हमसे पूछ सकते हैं|

kvsro

Recent Posts

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 (Released): Check Bhavnagar University Results

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…

2 months ago

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 (जारी): Check RU BA Part 2 Results

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…

2 months ago

VKSU UG Admission 5th Merit List डाउनलोड करें @vksuonline.in

VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…

2 months ago

Puducherry Police Admit Card 2023 (Released): Constable Exam Call Letter

Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…

2 months ago

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन 2023 ऑनलाइन फॉर्म MSME/ Udyam Registration

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…

2 months ago

VKSU पार्ट 1 UG एडमिशन 1st Merit List 2023 | ऐसे करें डाउनलोड

VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…

2 months ago