Bihar Bal Sahayata Yojana 2023:- Hello Friends, Bihar Chief Minister Nitish Kumar ne Covid-19 Pandemic ke karan jin bacho ne apna Mata ya Pita ko kho diya hai, Unke liye “Bihar Bal Sahayata Yojana” ki shuruat kiya hai. Bihar Bal Sahayata Yojana ke tahat rajya ke jin bhi bacho ke Mat ya Pita ki mrityu ho gayi hai, Un sabhi bacho ko Rs. 1500 /- diye jayenge.
बिहार के मुख्यमंत्री नितीश कुमार ने अपने राज्य के ऐसे बच्चे बच्चियों जिनके माता या पिता की मृत्यु कोरोना के कारण हो गयी है, उन सभी बच्चों को इस “बिहार बाल सहायता योजना “ के तहत हर महीने में 1500 रूपए दिया जायेगा | यदि आप बिहार बाल सहायता योजना का लाभ उठाना चाहते है, और इसके बारे में जानकारी प्राप्त करना चाहते है, तो इस आर्टिकल को अंत तक पढ़े, आपको सभी जानकारी मिल जायेगी |
Bihar Bal Sahayata Yojana 2023
Jaisa ki ham sabhi jante hai ki hamare desh me Corona ke karan kitni moute ho chuki hai, Bihar me bhi iski sakhya bahut jyada hai, Isi ko dekhte huye Bihar ke Mukhyamantri Nitish Kumar ne aise sabhi bachon jinke mata ya pita ki mout corona ke karan ho chuki hai, Unke liye Bihar Bal Sahayata Yojana ki shuruat ki gayi hai.
Bihar government dwara ailan kiya gaya hai ki Bihar Bal Sahayata Yojana ke antargat aise bacho bachiyo ko 18 Years tak 1500 Rupaye har mahine diye jayege, Aap sabhi nagrik niche bataye gaye tarike ke anusar is Bihar Bal Sahayata Yojana ka labh utha sakte hai.
Bihar Bal Sahayata Yojana 2023- Overview
Article Name | Bihar Bal Sahayata Yojana 2023 |
Authority | Government of Bihar |
Launched by | Bihar CM Nitish Kumar |
Benefits | Rs.1,500 every month |
Announce Date | 30.05.2021 |
Official Website | cm.bihar.gov.in |
Bihar Bal Sahayata Yojana 2021 Benefits
बिहार के मुख्यमंत्री ने स्वयं ट्विटर पर ट्विट करके इसके बारे में बताया –
Bihar CM Nitish Kumar :- वैसे बच्चे-बच्चियों जिनके माता पिता दोनो की मृत्यु हो गई, जिनमें कम से कम एक की मृत्यु कोरोना से हुई हो, उनको ‘बाल सहायता योजना’ अंतर्गत राज्य सरकार द्वारा 18 वर्ष होने तक 1500 रू0 प्रतिमाह दिया जाएगा।
How To Apply For Bihar Bal Sahayata Yojana 2023?
Bihar government bahut hi jald apne official website @http://cm.bihar.gov.in/ par Bihar Bal Sahayata Yojana ke liye Registration process shuru karne ja raha hai. Iske liye bahut hi jald online official notification bhi release kiya jayega.
Ham bahut hi jald aap sabhi ke sath is Bihar Bal Sahayata Yojana ke liye Registration process ki puri jankari share karnege, Aap sabhi candidates is Bihar Bal Sahayata Yojana se related sabhi update prapt kar sakte hai.
-: Important Link :-
Official Notification | Click Here (Updated Soon) |
Official Website | http://cm.bihar.gov.in/users/home.aspx |
Yaha hamne Bihar Bal Sahayata Yojana 2023 ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is Yojana se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.
FAQ’s Bihar Bal Sahayata Yojana 2023
1. Bihar Bal Sahayata Yojana Kya Hai?
Bihar Chief Minister Nitish Kumar ne Covid-19 Pandemic ke karan jin bacho ne apna Mata ya Pita ko kho diya hai, Unke liye “Bihar Bal Sahayata Yojana” ki shuruat kiya hai. State government dwara 18 Years hone tak 1500 रू0 har maine diya jayega.
2. Bihar Bal Sahayata Yojana Kiske Dwara Shuru Kiya Gaya Hai ?
Bihar Bal Sahayata Yojana Bihar ke CM Nitish Kumar dwara shuru kiya gaya hai.
3. Bihar Bal Sahayata Yojana Ke Liye Aavedan Kaise Kare ?
Bihar sarkar bahut hi jald Bihar Bal Sahayata Yojana ke liye registration Process shuru karega.