Bihar Board 12th Physics Answer Key 2021:- Yadi aap Bihar School Examination Board (BSEB) Inter 12th Physics Subject Exams 2021 ka Answer Key & Solution Paper ki talash kar rahe hain to aap bilkul sahi page par hain. Aap yaha se BSEB Inter Physics Subjects Exam Answer Key 2021 PDF download kar sakte hain. Aapko bata den ki Bihar Board ne 01 February 2021 ko Inter 12th ke Physics Paper Exams ko aayojit kiya hai, Aur Physics ke MCQ Objective Question ka Answer Key February 2021 ke last week me online jaari kiya jayega. Lekin hamne aap sabhi ke liye ek achhe coaching institute dwara solve kiye gye BSEB Inter Physics Exam Answer Key 2021 provide karaya hai. Aap is page se Bihar Board Physics Exam 2021 Set wise Answer Key & Solution Paper ki janch kar sakte hain
Board ne Intermediate 12th Physics Subject ka Exam total 70 Marks ka liya hai, Jisme se 40 marks MCQ objective question and 30 marks ka subjective question shamil hai. Jabki 30 marks ka practical exam aapke sambandhit Schools ke dwara liya gya hai.
To jo bhi students Bihar Board Physics Exam 2021 me upsthit huye hain ve is page se MCQ Objective and Subjective Question Answer Key & Solution Paper download kar sakte hain. Bihar Board Inter Exam 2021 ke Physics MCQ Objective Question Answer Key download karne ka direct link diya gya hai.
Bihar Board Inter Physics Answer Key 2021
Sabhi students jo Science Stream se Inter 12th ka Exam diya hai, Ve yaha se Physics Subject ka Exam smapt hone ke kuchh samay baad Set wise Answer Key download karke apne dwara solve kiye gye MCQ/ Objective Question ke answers ka milan kar sakte hain.
Aur jab iske officials dwara Inter 12th Physics Subject ka Answer Key official website par upload kiya jata hai to ham is page par Set wise download karne ka direct link update karenge. Iske baad aap yaha se official answer key download kar sakte hain.
Events | Important Dates |
Bihar Board Inter Physics Exam Date | 01 February 2021 |
Bihar Board Inter Physics Answer Key 2021 Release Date | Last week of February 2021 |
Bihar Board Physics Answer Key 2021 – Details
Board Name | Bihar School Examination Board, Patna |
Exams Name | Bihar Board Inter Annual Exam 2021 |
Subject | Physics |
Total Marks | 70 |
Exam Date | 01 February 2021 |
Official Answer Key Release Date | Last week of February 2021 |
Official Website | http://biharboardonline.bihar.gov.in/ |
Note:- बिहार बोर्ड के अधिकारीयों द्वारा अधिकारिक भौतिक विज्ञान MCQ वस्तुनिष्ठ उत्तर कुंजी 2021 को परीक्षा समाप्त होने दो या तिन सप्ताह बाद सेट वाइज ऑनलाइन जारी किया जायेगा अधिकारिक वेबसाइट पर, अधिक जानकारी के लिए आप यहाँ से अनौपचारिक उत्तर कुंजी डाउनलोड कर सकते हैं| |
Step to Download Bihar Board Physics MCQ Objective Answer Key & Solution 2021
Bihar Board ke officially Inter 12th Physics Answer Key 2021 Set wise upload karne ke baad aap yaha bataye gye steps ko follow karke download kar sakte hain.
- Bihar Board ke official website http://biharboardonline.bihar.gov.in/ par visit karen.
- Aur iske home page se “Latest Circular Section” me jayen.
- Yaha se “Bihar Board Physics Exam Answer Key 2021” link par click karen.
- Aapke samne ek new page open hoga, Isme apna Roll Number ko enter karen aur Subject ko select karke Submit par click kar den.
- Aapka Physics Answer Key 2021 PDF screen par open ho jayega.
- Ise download karke apne answer ka milan karen.
Subject Code | Answer Key PDF Download Link |
Code A | Download PDF |
Code B | Download PDF |
Code C | Download PDF |
Code D | Download PDF |
Download Bihar Board Inter Physics Answer Key 2021:- Click Here (Active on last week of February 2021)
Bihar Board Physics Answer Key 2021 Set Wise Download Link
S.N. | Set. A | Set. B | Set. C | Set. D |
1. | ||||
2. | ||||
3. | ||||
4. | ||||
5. | ||||
6. | ||||
7. | ||||
8. | ||||
9. | ||||
10. | ||||
11. | ||||
12. | ||||
13. | ||||
14. | ||||
15. | ||||
16. | ||||
17. | ||||
18. | ||||
19. | ||||
20. | ||||
21. | ||||
22. | ||||
23. | ||||
24. | ||||
25. | ||||
26. | ||||
27. | ||||
28. | ||||
29. | ||||
30. | ||||
31. | ||||
32. | ||||
33. | ||||
34. | ||||
35. | ||||
36. | ||||
37. | ||||
38. | ||||
39. | ||||
40. |