Bihar Corona Vaccine Registration Online 2021 :- Yadi aap Bihar Rajya ke nagrik hai, Aur Corona Vaccine lagvana chahte hai, To aapko sabse pahle online registration karna hoga, Jiski puri jankari aaj ke is post me share ki gayi hai. Aap online registration karke apne najdiki Hospital me jakar Corona Vaccine lagva sakte hai.
Bihar ke Health Department ne Bihar ke sabhi nagriko ko muft me Covid-19 Vaccine dene ke liye 01 March 2021 se online registration shuru kar diya hai. Sabhi nagriko ko Corona vaccine lagvane ke liye registration karvana jaruri hai. Yadi aap Corona Vaccine lena chahte hai, To aap is article me iski puri jankari prapt kar sakte hai.
1 MAY 2021 SE 18 YEARS SE UPAR SABHI LOGO KO FREE VACCINE LAGAYA JAYEGA.
Latest Update :- Bihar Corona Vaccine Online Registration 2021 shuru ho chuka hai, Sabhi nagrik 01 March 2021 se online registration kar sakte hai. Niche diye gaye link se aap bhi Corona Vaccine ke liye registration kar sakte hai.
Bihar Health Department ne Corona Vaccine ko lekar ek official notification jari kiya hai, Jiske anusar Bihar Rajya ke 60 varsh se upar aur 45 de 59 varsh ke rogi vyakti ko Free Corona Vaccine lagaya jayega. Corona Vaccine lagvane ke liye online registration karna hoga.
Sabhi nagrik Indian Government ke dwara shuru ki gayi CoWIN website se Corona Vaccine Registration kar sakte hai. Corona Vaccine ke liye online registration kaise karna hai, Uski puri jankari aaj ke is post me share ki gayi hai, Sath hi registration karne k liye link bhi share kiya gaya hai.
Department Name | Health Department of Bihar |
Article | Bihar Corona Vaccine Registration 2021 |
Registration Mode | Online |
State | Bihar |
Registration Start Date | 01.03.2021 |
Name of App | Aarogya Setu |
Toll Free Helpline Number | 104 |
Official Website | cowin.gov.in |
Registration Start Date | 01 March 2021 |
Registration Last Date | निर्धारित नहीं है |
Yadi aap Bihar Corona Vaccine lagavane ke liye online registration karna chahte hai, To niche diye gaye stesp follow kare :-
Online Registration | Registration || Login |
Download Aarogya Setu App | Click Here |
Download Official Notification | Click Here |
Download List of Hospitals | Click Here |
Official Website | Click Here |
Aap sabhi Bihar Rajya ke nagrik Online Registration karke Corona Vaccine lagva sakte hai. Yaha hamne Corona Vaccine Online Registration karne ke liye direct link aur step by steps method share kiya hai.
Yadi aapko abhi bhi isse related koi saval puchna hai, To aap hamse apna saval niche comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…