Bihar Free Laptop Yojana 2021 :- Hello Friends, Bihar Government ne online education ko badhava dene ke liye ek bahut hi achhi yojana ka shuruat kiya hai. Bihar government ne Free Laptop Yojana ki ghoshna kiya hai. Is yojana ke tahat Bihar ke sabhi padhne bale students ko Free Laptop diya jayega. Yadi aap bhi Bihar ke students hai, Aur is Free Laptop Yojana ke bare me jankari prapt karna chahte hai, To aaj ke is post ko last tak read kare. Aap sabhi students is post me madhyam se is Free Laptop Scheme ke bare me puri jankari prapt kar sakte hai.
Bihar government ne MNSSBY Free Laptop Yojana ke antargat boards exam me acche marks lane vale sabhi students ko Free Lapopt dene ki bat kahi hai. Jiske liye ab online registration bhi shuru kar diya gaya hai. Yah Laptop sabhi students ke board numbers merit ke aadhar par diya jayega. Niche aap is Free Laptop Distribution Scheme se related sabhi jankari jaise ki Eligibility, How to Apply, Online Merit List ki jankari prapt kar sakte hai.
Latest Update :- Bihar Free Laptop Yojana 2021 ke liye Online Registration start ho gaya hai. Sabhi students is article me diye gaye Direct Link se Free Laptop Scheme ke liye registration kar sakte hai.
Bihar Board Exam pass karne vale sabhi meritorious students ko is Free Laptop Yojana ke tahat labh pradan kiya jayega. Vaise sabhi Vocational students jo Bihar Board Class 10th & Class 12th se pass honge, Unhe bhi is yojana ka labh pradan kiya jayega. Isse juri puri details janne ke liye ek bar notification jarur padhe.
Iske alava aap sabhi students ke jankari ke liye bata den ki Bihar board exam me acche marks lane vale sabhi candidates ki merit list banegi aur unhe hi Free Laptop pradan kiya jayega. Bihar ke sabhi students ko is Free Laptop scheme ka labh uthane ke liye online registration form fill up karna hoga.
Scheme Name | Bihar Free Laptop Yojana 2021 |
Organization | Bihar Education Department |
State | Bihar |
Beneficiary | Meritorious students of Bihar Skilled youth Program. |
Objective | Providing free laptops to students |
Registration Date | Anytime |
Year | 2020-21 |
Official Website | bihar.gov.in |
Bihar ke sabhi students ko is “Free Laptop Yojana” ke tahat laptop prapt karne ke liye online registration karna hoga, Jiske bad yadi ve government dwara jari merit list me aayenge, To unhe yah laptop diya jayega. Aise sabhi students ko Bihar ke government ke dwara laptop pradan kiya jayega.
Bihar government is “Free Laptop Vitran Yojana” ke tahat free laptop sabhi students ko degi. Yah sabhi laptop 5 alag alag category me students ko diya jayega. Is laptop ke jariye ve sabhi students online class kar sakenge, Aur higher education prapt karne ke liye laptop ki madad le sakte hai.
Jo bhi students Free Laptop Scheme ke liye eligibility criteria ko pura karte hai, Ve niche diye gaye steps ko follow karke, Online Application from bhar sakte hai :-
Yadi aapne Bihar Free Laptop Scheme ke antargat laptop prapt karne ke liye apply kar diya hai, To aap niche bataye gaye tarike ke anusar Merit list me apna naam dekh sakte hai :-
-: Important Direct Links :-
1st Link | Click Here |
2nd Link | Click Here |
Yaha hamne Bihar Government ke taraf se di ja rahi “Bihar Free Laptop Scheme” ke bare me janakri di hai. Yadi aapke paas abhi bhi is scheme se related koi question hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…