Bihar Police Fireman Syllabus & Exam Pattern 2021 :- Central Selection Board of Constable (CSBC) ne Bihar Police Fireman ke 2380 Post ke liye Vacancy notification release kiya hai, Yadi aapne bhi Last date se pahle is Vacancy ke liye online apply kar diya hai, Aur ab iske Written Exam Syllabus & Exam Pattern ke bare me pata karna chahte hai, To aaj ke is post me hamne Bihar Police Fireman Syllabus & Exam Pattern 2021 in Hindi ke bare me puri jankari share kiya hai.
Bihar Police Fireman Vacancy ke liye sabhi candidates 24 February 2021 se 25 March 2021 tak online application form bhar sakte hai. Jin bhi candidates ne Online Application Form bhar diya hai, Aur iske written exam ki taiyari karna chahte hai, To aapko sabse pahle iske Syllabus & Exam patten ke bare me pata hona chahiye. Isliye hamne aap sabhi candidates ke liye “CSBC Fireman syllabus 2021” ki puri details niche share kiya hai.
Yadi aap Bihar Police Fireman Written Exam 2021 me shamil hone vale hai, To aapko pata hona chahiye ki iske exam me kis subject se kaisa saval aane vala hai. Hamne niche is post me Bihar Police Fireman Syllabus Hindi me jankari share kiya hai. Aap sabhi candidates Bihar Police Fireman Syllabus check karke is written exam ki taiyari kar sakte hai.
Bihar Police Fireman Syllabus & Exam Pattern ke jariye aap yah aasani se pata kar sakte hai kis subject se kitne saval aane vale hai, Exam pattern padhne ke bad aap apne Exam ki taiyari achhe se kar sakte hai.
CHECK THIS :- Bihar Police Fireman Vacancy 2021: Apply Online for 2380 Post
CHECK THIS :- Bihar Police Fireman Admit Card 2021 (OUT): Download Admit Card @apply-csbc.com
Bihar Police Fireman Written Exam me aapse 100 Questions puche jayenge, Aap Fireman Post ke liye tabhi select honge, Jab aap iske preliminary examination or written examination, physical qualification, or physical efficiency me qualify karenge. CSBC Fireman syllabus in Hindi download karne ke liye aap CSBC ke official website @csbc.bih.nic.in par visit kar sakte hai.
Organization Name | Central Selection Board of Constables (CSBC) |
Total No. of Post | 2380 Posts |
Mode of Examination | Offline |
Article name | Bihar Fireman Syllabus in Hindi |
Application started on | 24 February 2021 |
Last Date of Application | 25 March 2021 |
Official Website | csbc.bih.nic.in |
Name of the Subjects | Total Questions | No.of Marks |
English, Hindi, General Knowledge & Current Affairs | 50 | 50 |
Mathematics, Physics, Chemistry, Zoology, History, Geography, Political Science and Economy (Choose any Two Subjects) | 25 | 25 |
25 | 25 | |
Total | 100 | 100 |
Subject | Important Topics |
English | English Grammar, Reading Comprehension, etc. |
Hindi | Treaty, antonyms, synonyms, a word for phrase, idioms, author compositions, common inaccuracies, etc. |
Mathematics | Average, Profit – Loss class, Square root, Simple and compound interest, Work and time average, Exponent, Power, etc. |
General Science and Current Issues | Neighboring countries of India, currency, capital, international day, Indian tourist destination, Indian arts and culture, books and authors, Indian research organization, Bihar important, etc. |
Social science | History, Geography, Civics, Economics, etc. |
Total Marks / Total Questions | 100/100 |
सामान्य विज्ञान
अंग्रेज़ी
हिन्दी
गणित
भौतिक विज्ञान
जीवविज्ञान
रसायन विज्ञान
अर्थशास्त्र
इतिहास
भूगोल विषय
राजनीति विज्ञान
Bihar Police Fireman Vacancy 2021 | Click Here |
Bihar Police Fireman Apply Online | Click Here |
Bihar Police Fireman Admit Card | Click Here |
Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates Bihar Police Fireman Recruitment 2021 se related sabhi jankari prapt kar sakte hai. Yaha hamne CSBC dwara dwara nikala gaya “Police Fireman Vacancy” ke bare me jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi isse related saval puchna hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…