BSF Constable (GD) Vacancy 2021 :- Hello Friends, Border Security Force (BSF) ne Constable (GD) under Sports quota ke 269 Post ke liye vacancy notification release kiya hai. Yadi aap bhi ek Sportsperson hai, Aur job ka khoj kar rahe hai, To aapke liye yah ek sunhara mouka ho sakta hai. BSF ne Group C category me Constable (GD) ka bharti karane ja raha hai, Jiske liye sabhi eligible candidates se Application Form manga gaya hai. Hamne is article me BSF Constable (Ground Duty) Vacancy 2021 se related sabhi jankari share kiya hai.
Jo bhi candidates Sports Quota ke tahat Constable (GD) ke post par bharti hona chahte hai, Ve iske liye online Application form fill up kar sakte hai. Sabhi candidates 269 Constable Post ke liye 09 August 2021 se Application Form bhar sakte hai. BSF Constable (GD) Bharti 2021 se related educational qualification, Age Limit, Application Fees and Selection Procedure niche share kiya gaya hai.
Latest Update :- Border Security Force (BSF) ne 269 Post Male & Female Constable (GD) Vacancy (Sports Quota) 2021 ke liye Notification release kiya hai. Aap sabhi candidates is vacancy ke liye 09 August – 22 September 2021 tak application form fill up kar sakte hai.
Border Security Force (BSF) ne Constable (GD) ke 269 Post ke liye vacancy notification release kiya hai. BSF Department ek bahut hi badi Recruitment Exam ka aayojan karne ja raha hai, Aap sabhi candidates niche Constable (GD) Sports Quota Vacancy 2021 check kar sakte hai. Hamne is recruitment se related sabhi jankari share kiya hai, Iske sath is Constable (GD) Recruitment ke liye Form fill karne ke liye, Direct Link & Step by step method bhi share kiya hai.
BSF apne official website @bsf.gov.in par Constable (GD) Sports Quota Vacancy 2021 Notification PDF release kiya hai. BSF 09 August 2021 se 22 September 2021 tak is Vacancy ke liye Application form accept karega. Ham aap sabhi ke sath BSF Constable (GD) Sports Quota Bharti ki sabhi details yaha is post me share karenge.
Authority Name | Border Security Force (BSF) |
Article Name | Constable (GD) Sports Quota Vacancy 2021 |
Post Name | Constable (Ground Duty) |
Total Post | 269 Post |
Application Date | 09 August 2021 – 22 September 2021 |
Apply Mode | Online Only |
Official Website | http://bsf.gov.in |
BSF Recruitment Board ne Male & Female Constable (Sports Quota) ke 106 Post ke liye Recruitment notification jari kiya hai. Sabse pahle aap sabhi candidates is BSF Constable (GD) Sports Quota Recruitment notification ke liye Qualification, Selection process and Online Apply ke bare me yaha check kar sakte hai.
Name of Sports | Men | Women |
Boxing | 10 | 10 |
Judo | 08 | 08 |
Swimming | 12 | 04 |
Cross Country | 02 | 02 |
Kabaddi | 10 | – |
Water Sports | 10 | 06 |
Wushu | 11 | – |
Gymnastics | 08 | – |
Hockey | 08 | – |
Weight Lifting | 08 | 09 |
Volleyball | 10 | – |
Wrestling | 12 | 10 |
Handball | 08 | – |
Body Building | 06 | – |
Archery | 08 | 12 |
Tea-Kwondo | 10 | – |
Athletics | 20 | 25 |
Equestrian | 02 | – |
Shooting | 03 | 03 |
Basketball | 06 | – |
Football | 08 | – |
Yadi aap BSF Constable (GD) Sports Quota Vacancy 2021 ke liye online apply karna chahte hai, To aap niche diye steps ko follow kar sakte hai :-
-: Important Direct Links :-
Apply Online | Link 1 || Link 2 |
Download Notification | Click Here |
Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates upar diye gaye direct link se “BSF Constable (GD) Sports Quota Recruitment 2021” ke liye online application form bhar sakte hai. Yaha hamne BSF Recruitment Board dwara nikali gayi latest job vacancy ke bare me jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi is vacancy se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai. Aap hamare is Website se sabhi latest Job ki full details prapt kar sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…