Sarkari Yojna Hindi

[₹25000] Chhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana 2021: Fill Registration Form & Check Benefits

Chhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana 2021 :- Chhattisgarh government ne apne State ke ladkiyo aur mahilao ke shadi ke liye ek achhi yojana lekar aai hai. Chhattisgarh government ne “Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana” ki shuraut ki hai, Jisme state se sabhi ladkiyo ko labh diya jayega. Chhattisgarh ke sabhi garib ghar ki ladkiyo ko is yojana ke tahat Rs. 25000 /- diya jayega. Aap is article me Chhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana ki puri jankari prapt kar sakte hai.

Chhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana ke tahat state ke sabhi ladkiyo jinki family poverty line se niche hai, Un sabhi ko is yojana ke tahat labh diya jayega. Government is yojana ke tahat sabhi ladkiyo ke shadi ke liye yah kharcha degi, Yadi aap bhi Chhattisgarh ke nagrik hai, Aur is yojana ka labh uthana chahte hai, To aapko iske liye Registration Form fill karna hoga. Hamne is article me is yojana ki puri jankari share kiya hai.

Aap sabhi nagrik is post me Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana se related Scheme Benefit, Eligibility Criteria, Key Features of Scheme, Application Status, Application process check kar sakte hai. Hamne niche is Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana ke liye online registration karne ke liye direct link & step by step method aap sabhi ke share kiya hai.

Chhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana 2021

छत्तीसगढ़ प्रदेश में गरीब परिवारों को कन्या के विवाह के सम्बन्ध में होने वाली कठिनाई को देखते हुए मुख्यमंत्री कन्या विवाह योजना लागू की गई है। गरीब परिवारों को कन्या के विवाह के संदर्भ में होने वाली आर्थिक कठिनाईयों का निवारण, विवाह के अवसर पर होने वाले फिजूलखर्ची को रोकना एवं सादगीपूर्ण विवाहों को बढ़ावा देने, सामूहिक विवाहों के आयोजन के माध्यम से मनोबल/आत्मसम्मान में वृद्धि एवं उनकी सामाजिक स्थिति में सुधार, सामूहिक विवाहों का प्रोत्साहन तथा विवाहों में दहेज के लेन-देन की रोकथाम करना।

Chhattisgarh ke aise sabhi family jo apne ladkiyo ki shadi garibi ke karna nahi kar pa rahe hai, Ve is yojana ka labh utha sakte hai. Sabhi garib parivar ki ladkiyo ko is yojana ke tahat labh diya jayega. Chhattisgarh government ne is yojana ke liye kuch sharte rakhi hai, Jinko yadi aap pura karte hai, To aap is yojana ke tahat di jane vali rashi ka labh le sakte hai.

Chhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana 2021- Overview

Scheme NameChhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana
Launched byChhattisgarh Government
Beneficiaries+ 18 Years Girls of Chhattisgarh
Major Benefit25 Thousand Rupees for Marriage
Subsidy Amount₹25000
State NameChhattisgarh
Post CategoryMukhyamantri Scheme / Yojana
Official Websitehttp://cgwcd.gov.in/

Chhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana Benefits

गरीबी रेखा से नीचे जीवन-यापन करने वाले परिवार/मुख्यमंत्री खाद्यान्न योजना अन्तर्गत कार्डधारी परिवार की 18 वर्ष से अधिक आयु की अधिकतम दो कन्याओं को योजना अन्तर्गत लाभ दिलाया जाना है। योजना अन्तर्गत प्रत्येक कन्या के विवाह हेतु अधिकतम 25,000/- रूपये की राशि व्यय किए जाने का प्रावधान है। इसमें से वर-वधु हेतु श्रृंगार सामग्री पर राशि 5,000/- रूपये, अन्य उपहार सामग्री पर राशि 14,000/- रूपये, वधु को बैंक ड्राफ्ट के रूप में राशि 1,000/- रूपये तथा सामूहिक विवाह आयोजन पर प्रति कन्या राशि 5,000/-रूपये तक व्यय की जा सकती है। राज्य शासन द्वारा मुख्यमंत्री कन्या विवाह योजना अन्तर्गत विधवा/अनाथ/निराश्रित कन्याओं को भी शामिल किया गया है।

Amount DetailsSubsidies
वर-वधु हेतु श्रृंगार सामग्री₹5000
अन्य उपहार सामग्री₹14000
वधु को बैंक ड्राफ्ट के रूप में राशि₹1000
सामूहिक विवाह आयोजन पर प्रति कन्या राशि₹5000

Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana- Eligibility Criteria

  • Labh lene vali ladki Chhattisgarh ki nivasi honi chahiye.
  • Ladki ki umr 18 varsh aur 18 varsh se adhik honi chahiye.
  • Ladki garib parivar yani BPL category ki honi chahiye. बीपीएल परिवार की होनी चाहिए।
  • Kanya vivah yojana ka labh ek parivar ki do ladkiyo ko diya jayega.
  • Ladki ke parivar ki annual income 1 Lakh se kam honi chahiye.

Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana- Documents Required

  • Aadhar Card
  • Address proof
  • income certificate
  • proof of age
  • marriage certificate
  • Ration card
  • Passport size photograph
  • mobile number

How To Apply For Chhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah 2021?

Yadi aap Chhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana ke liye Online Appication Form bharna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-

  • Sabse pahle aap Chhatisgarh Govt. ke official website i.e. http://cgwcd.gov.in/ par visit kare.
  • Iske home page par “Mukhya Mantri Kanya Vivah Yojana Form” ke link par click kare.
  • Application form aapke screen par show ho jayega, Jisme aapko us bache ki puri detail bharni hai.
  • Ab us Application form ko Fill kare, Aur usme apni sabhi Details enter kare.
  • Apne sabhi documents ko usme attach kare.
  • Form dobara check kare, Aur fir Submit button par click kare.

-: Important Direct Links :-

Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana 2021Apply Online Form Here
Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana NoticeClick Here To Download
Chhattisgarh Govt. Official Websitehttp://cgwcd.gov.in/

Hamne aap sabhi ke sath is Chhattisgarh Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana ke liye Registration process ki puri jankari share kiya hai, Aap sabhi candidates is Kanya Vivah Yojana se related sabhi update prapt kar sakte hai.

Yaha hamne Mukhyamantri Kanya Vivah Yojana 2021 ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is Yojana se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.

kvsro

Recent Posts

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 (Released): Check Bhavnagar University Results

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…

4 months ago

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 (जारी): Check RU BA Part 2 Results

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…

4 months ago

VKSU UG Admission 5th Merit List डाउनलोड करें @vksuonline.in

VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…

4 months ago

Puducherry Police Admit Card 2023 (Released): Constable Exam Call Letter

Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…

4 months ago

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन 2023 ऑनलाइन फॉर्म MSME/ Udyam Registration

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…

4 months ago

VKSU पार्ट 1 UG एडमिशन 1st Merit List 2023 | ऐसे करें डाउनलोड

VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…

4 months ago