Covid-19 Vaccination Registration 2021 :- Hello Friends, Indian Government ke latest notification ke anusar 1st May 2021 se Covid Vaccination ka Phase 3 shuru hone ja raha hai. Indian government ke anusar Phase 3 Vaccination me 18 + Years ke logo ko Covid-19 Vaccine lagaya jayega. Yadi aap Indian citizen hai, Aur 18+ Year hai, To apne aap ko Covid-19 Vaccination Phase 3 ke liye Registration kar sakte hai.
Hamne aaj ke is post me 1st May 2021 se shuru hone ja rahe hai, Covid Vaccination Registration 2021 ke bare me jankari diya hai. India ke jitne bhi 18+ Years ke log hai, Ve Covid-19 vaccine lagvane ke liye Registration kar sakte hai. Covid-19 Vaccine ke liye Online Registration karne ke liya aap sabhi log Co-WIN Application ke official website @selfregistration.cowin.gov.in par visit kar sakte hai.
Indian ke sabhi 18+ Years ke log niche bataye gaye tarike ke anusar Covid-19 Vaccination ke liye Online registration kar sakte hai. Hamne ek direct link provide kiya hai, Jiske jariye sabhi log online Corona Vaccine ke liye Registration kar sakte hai. Aap sabhi log is @selfregistration.cowin.gov.in Portal par jakar Aarogyasetu, Umang, Phone Number ke dwara registration kar sakte hai.
CHECK THIS :- Corona Helpline Number 2021 (All States) Contact Now For Emergency Help
Aap sabhi Indian citizens jante honge ki abhi tak Indian government ne 45+ Years ke logo ko hi vaccine laga rahi thi, Lekin ab Indian Government ne naya Notice release kiya hai, Jisme kaha gaya hai ki 1st May 2021 se 18+ Years ke logo ko bhi Vaccine lagaya jayega. Yadi aap bhi 18+ Years hai, To aap 28th April 2021 se Covid-19 Vaccine ke liye registration kar sakte hai.
Covid-19 Vaccine lagvane ke liye aap sabhi logo ko @selfregistration.cowin.gov.in website par jakar Aarogyasetu ke jariye registration karna hai. Covid-19 Vaccine ke liye registration kaise karna hai, Iski puri jankari niche is post me share ki gayi hai. Aap Aarogyasetu, Umang, Phone Number ke jariye bhi Online Registration kar sakte hai.
Indian me pichle dino Corona ke cases lagatar badhte ja rahe hai, Aise me Indian goverment sabhi logo ko jald se jald vaccinate karna chahte hai, Jiske liye Phase wise vaccination kiya ja raha hai. Abhi tak Indian government ne Phase 1 & Phase 2 me 45+ Years ke logo ko Covid Vaccine lagaya hai. Ab 1st May 2021 se 18+ Years ke logo ko bhi Covid-19 Vaccine lagaya jayega.
Indian Government Phase 3 Vaccination ke liye 28th April 2021 se registration shuru karne ja raha hai. Is bar 18+ Years ke bahut se log hai, Yah Phase 3 sabse lambe samay tak chalu rahega. Isliye Yadi aap bhi is Phase me Vaccine lagvana chahte hai, To jald se jald online registration karva len. Covid-19 Vaccine kaise lagana hai, Iski jankari niche is post me share ki gayi hai.
CHECK THIS :- Bihar Corona Vaccine Registration 2021 Online: बिहार कोरोना वैक्सीन लगवाने के लिए रजिस्ट्रेशन करें यहाँ से
Yadi aap Covid-19 Vaccine lagvana chahte hai, To aap sabhi log niche diye gaye stesp ko follow karke Covid Vaccination ke liye registration kar sakte hai :-
Login:
Registration:
Book Appointment:
Confirm:
Next Dose:
-: Important Links :-
Covid-19 Vaccination Registration | Click Here For Register Youself |
Official Website | https://selfregistration.cowin.gov.in/ |
Aap sabhi log Covid-19 Vaccine Online Registration karke Corona Vaccine lagva sakte hai. Yaha hamne Corona Vaccine Online Registration karne ke liye direct link aur step by steps method share kiya hai.
Yadi aapko abhi bhi isse related koi saval puchna hai, To aap hamse apna saval niche comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…