CTET Paper I And Paper II Answer Key 2021 :- CBSE ne CTET Paper I and Paper II Exam 2021 ka Answer key online jari kar diya hai. Yadi aap bhi CBSE dwara aayojit CTET Exam 2021 me shamil ho chuke hai, Aur ab is exam ka answer key ki khoj kar rahe hai, To aap bilkul sahi jagah hai, Aapko yaha is post me Paper I & Paper II Answer Key (Set Wise A, B, C, D) mil jayega. Hamne niche answer key download karne ke liye direct link share kiya hai.
Aap sabhi candidates CTET Paper I & Paper II Answer key download karne ke liye CBSE ke official website @ctet.nic.in par visit kar sakte hai. Aap sabhi candidates ko Answer key download karne ke liye apna Roll number aur Date of birth enter karna hoga. Niche diye gaye direct link se bhi aap CTET Paper I & Paper II Set wise A,B,C,D Answer key download kar sakte hai. Aap is post me CTET 2020-21 Answer Key ki puri details prapt kar sakte hai.
Central Board Of Secondary Education 31 January 2021 ko CTET Exam 2021 do shifts me aayojit karega. CTET Paper I Classes 1-5 me teacher banne ke liya jayega aur CTET Paper II Classes 6-8 me teacher banne ke liya jayega. Iske bad February 2021 ke 1st Week me Answer Key bhi online jari kar diya jayega. Jiske bad aap apne Answers ka Answer key ke jariye cross check kar skate hai.
Name Of The Organization | Central Board Of Secondary Education (CBSE) |
Name Of The Examination | Central Teacher Eligibility Test (CTET 2021) |
Test Date | 31st January 2021 |
Answer Key Release Date | 2nd Week of February 2021 |
Result Release Date | Update Soon |
Result Release Mode | Online |
Official Website | www.ctet.nic.in |
Below are the direct link to download set wise answer key of CTET 2020 for Paper 1 and Paper 2
Paper 1 | Paper 2 |
Set A | Set A |
Set B | Set B |
Set C | Set C |
Set D | Set D |
CTET Result 2021: Check Cut Off Marks, Result Date & Merit List @ctet.nic.in
Yadi aap sabhi candidates CBSE CTET 2020-21 Answer Key online download karna chahte hai, To niche diye gaye stesps ko follow kare :-
Step 1: Sabse pahle aap CBSE CTET, i.e. ctet.nic.in par visit kare.
Step 2: Iske Homepage to “Latest Announcement” Section par click kare.
Step 3: Ab vaha se “Download CBSE CTET 2020 Provisional Answer Key” ke link par click kare.
Step 4: Ab apna Paper chune yani i.e Paper 1 and Paper 2.
Step 5: CTET 2021 Answer Key PDF aapke screen par khul jayega.
Step 6: PDF download kar len, Aur apne answer ke sath cross check karen.
Important Links For CTET 2021 Answer Key Paper wise Download
Papers (CTET 2020-21) | Links |
CTET paper 1 | Download Here |
CTET paper 2 | Download Here |
Aap sabhi candidates CTET Result 2021 Update prapt karne ke liye hamare is page ke sath bane rah sakte hai, Yah ham CTET January Exam 2021 se judi sabhi update aap sabhi ke sath samay samay par share karenge.
Yadi aapke man me abhi bhi is CTET January 2021 Exam, Answer Key or Result date se juda koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…