Durg University UG PG Result 2021 :- Hello Friends, Hemchand Yadav University, Durg ne UG PG Result 2021 release kar diya hai. Durg University ne apne official website @durguniversity.ac.in par Annual/ Semester Exam Result 2021 release kiya hai. Yadi aap Durg University ke students hai, Aur iske BA BSc BCom BEd BBA MA MSc MCom Result ka wait kar rahe hai, To aapke liye good news hai, Ab aap sabhi students apna Result online download kar sakte hai.
Durg University ne sabhi Graduation & Post Graduation ke Courses ke liye Annual & Semester exam ka aayojan kiya tha, Jiske liye Result ab online release kiya gaya hai. Sabhi students ke jankari ke liye bata den ki Durg University UG PG 1st 2nd 3rd Year Result 2021 jari kar diya hai. Aap sabhi students apne Username & Password ke jariye Result check kar sakte hai. Niche sabhi Result ka direct link share kiya hai, Jiske jariye aap apna Result download kar sakte hai.
Latest Update :- Hemchand Yadav University, Durg ne BA BSc BCom BEd BBA MA MSc MCom 1st 2nd 3rd Year Result 2021 online release kar diya hai. Aap sabhi students apna Result online Durg University ke official website @durguniversity.ac.in se check kar sakte hai.
Durg University UG PG Result 2021
Durg University Chhattisgarh ne apne Examination schedule ke anusar UG PG Courses ka Exam aayojit kiya tha, Uska Result ab Examination department dwara jari kar diya jayega. Durg University ne apne official website par BA BSc BCom BEd BBA MA MSc MCom 1st 2nd 3rd Year Result 2021 release kar diya hai. Sabhi students apne Username & Password ke jariye online download kar sakte hai. Durg University Result check karne ke liye niche direct link share kiya hai.
Durg University jab bhi Graduation & Post Graduation Exam Result 2021 online jari karta hai, Aap sabhi candidate is post me diye gaye direct link ke jariye apna 1st 2nd 3rd Year Marksheet online download kar sakte hai. Niche hamne aap sabhi ke suvidha ke liye Durg University ke official website @durguniversity.ac.in se UG PG Exam Result download karne ka sabhi details share kiya hai.
Durg University Result 2021 – Details
University Name | Hemchand Yadav University, Durg |
Exam Name | UG & PG Exam |
Course Name | BA BSc BCom BEd BBA MA MSc MCom |
Exam Date | Nov – Dec & May – July |
Results Release Date | May – June 2021 |
Results Declaration Mode | Online |
Result Status | Available |
Official Website | www.durguniversity.ac.in |
Durg University BA BSc BEd BBA MA Result 2021
Durg University bahut hi jald apne official website @durguniversity.ac.in par sabhi courses ka result jari karega. Durg University yah BA BSc BCom BEd BBA MA 1st 2nd 3rd Year Result online jari karega, Isliye sabhi candidates apne Roll Number aur Date of Birth ke jariye apna result download kar sakte hai.
Niche aap sabhi candidates Durg University Result online download karne ke liye direct link prapt kar sakte hai. Durg University UG PG Result 2021 online kaise download karna hai, Iski bhi jankari niche share ki gayi hai.
How To Download Durg University Result 2021 Online?
Aap sabhi candidate niche diye gaye steps ko follow kar apna Durg University UG PG Exam 2021 Result online download kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap Durg University ke official website @durguniversity.ac.in par visit kare.
- Iske home page par “Result” section par click karen.
- Ab aap apna apna courses select karen.
- Iske bad aap ek naye page par honge, Jaha aapko apna Roll No. enter karna hai.
- Roll No enter karne ke baad “Show Result” par click kar den.
- Aapka result aapke screen par show ho jayega.
- Ab aap apna result download kar sakte hai, Aur uska print out bhi nikal sakte hai.
-: Important Links :-
Durg University Result 2021 | Click Here To Download |
University Official Website | https://www.durguniversity.ac.in/ |
Hamne aaj ke is post me “Durg University BA BSc BCom BEd BBA MA MSc MCom 1st 2nd 3rd Year Result 2021” se related sabhi update share kiya hai. Result jari ho chuka hai aur aap upar diye gaye Result link se online result download kar sakte hai.
Yadi aapko isse related koi saval puchna hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.
About Durg University
The Hemchand Yadav Vishwavidyalaya has come into existence after the division/bifurcation of existing Pt. Ravishankar Shukla Vishwavidyalaya, Raipur (C.G.) and the jurisdiction of the Vishwavidyalaya comprises 116 affiliated colleges situated in the districts of Durg, Bemetara, Balod, Rajnandgaon and Kabirdham.
The temporary office of the Vishwavidyalaya has been set up in the three-storied old Girls’ PG College Camus Building, Raipur Naka, Durg (C.G.) which has been allotted to the New University.