E Kalyan Bihar Scholarship 2020:- Hello Friends, Bihar Mukhyamantri Protsahan Yojana ke under 10th & 12th Students ke liye Scholarship Payment unke bank account me bheje ja rahe hai. Yadi aapne bhi is E Kalyan Scholarship Scheme ke liye apply kiya hai, To aap iska Payment status check kar sakte hai.
E Kalyan ne Bihar Mukhyamantri Protsahan Scholarship Payment jari kiya hai, Yadi aapke bank account me payment nahi aaya hai, To ab aap iska E Kalyan Bihar Scholarship Status check kar sakte hai.
Latest Update :- बिहार मुख्यमंत्री बालिका/बालक प्रोत्साहन योजना के अंतर्गत मैट्रिक और इंटर (10th & 12th) पास स्कॉलरशिप के लिए ऑनलाइन आवेदन किया था उनका स्कॉलरशिप का पैसा बैंक में आना शुरू हो चूका है, अगर आपके बैंक अकाउंट में अभी तक पैसे नहीं आये है तो आप E Kalyan Bihar Scholarship Status चेक कर सकते है, पूरी जानकारी निचे साझा की गयी है.
Bihar Government ne aise sabhi students ke liye Mukhyamantri Protsahan Yojana shuru kiya hai, Jo ki aarthik rup se kamjor hai aur higher studies prapt nahi kar sakte hai, Un sabhi students ko is yojana ke antargat Scholarship diya jayega. Sabhi students ke bank account me yah Scholarship Amount bheja jayega.
Aise students jinhone Bihar Mukhyamantri Protsahan Yojana ke under Matric & Inter passed scholarship ke liye online application form apply kiya tha, Unka scholarship ka payment bank account me aana shuru ho chuka hai, Jiske liye payment students check kar sakte hai.
Article Name | E kalyan Bihar Scholarship Payment Status |
Authority | E Kalyan |
Scholarship Name | Bihar Mukhya Protsahan Yojana |
Class | 10th & 12th |
Apply Mode | Online |
Official Website | medhasoft.bih.nic.in |
Yadi aap E Kalyan Bihar Scholarship Status check karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare:-
10th Payment Status | Click Here |
12th Payment Status | Click Here |
Official Website | Click Here |
Yaha hamne E Kalyan Bihar Scholarship ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is exam se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…