Gaura Devi Kanya Dhan Yojana 2021 :- Yadi aap Gaura Devi Kanya Dhan Yojana ka labh uthana chahte hai, Aur is Yojana ke bare me puri jankari prapt karna chahte hai, To aap bikul sahhi post par hai. Aaj aapko is Gaura Devi Kanya Dhan Yojana (नन्दा गौरा देवी कन्याधन अनुदान योजना 2021) ke bare sabhi jankari dene ja rahe hai. Aap is post me is Yojana ke labh ke liye Online Registration kar sakte hai, Iske alava is Yojana se related Eligibility, Beneficiary List, Payment/ Amount Status, Features, Benefits & Application Form PDF Download ke bare me bhi jankari prapt kar sakte hai.
Uttarakhand Government apne State ke sabhi Ladkiyo ke liye bahut sari yojana ki shuruat ki hai, Unhi me se ek hai, Gaura Devi Kanya Dhan Yojana. Uttarakhand government apne State ke sabhi Garib Parivar ke 2 Ladkiyo ko Rs 51,000 ki sahayata rashi dekar, Unki madad karti hai. Yadi aap is yojana ke bare me details jankari prapt karna chahte hai, To aapko aaj ka yah post ant tak padhna hoga. Aapko is Post me is Yojana ki sabhi jankari hindi me mil jayegi.
गौरा देवी कन्याधन अनुदान योजना (Gaura Devi Kanya Dhan Yojana) के अंतर्गत , उत्तराखंड राज्य में निवास कर रहे अनुसूचित जाति , अनुसूचित जाति एंव गरीबी रेखा से नीचे रह रहे समस्त परिवारों के ऐसी बालिकाएँ जो कि राज्य में स्थित केंद्र सरकार/राज्य सरकार द्वारा मान्यता प्राप्त बोर्ड के अधीन किसी विद्यालय में इंटरमीडिएट कक्षा की छात्रा है, वे इस गौरा देवी कन्या धन योजना का लाभ उठा सकते है|
Uttarakhand State Government ab is Gaura Devi Kanya Dhan Yojana ke madhyam se Ladki ke janm se lekar Uski shadi tak ke paise degi. Taki ve apni Siksha prapt kar sake aur apne pairo par khade ho sake. Gara Devi Kanya Dhan Yojana ke madhyam se sabhi Ladkiyo ko Total Rs. 51,000 diye jayenge, Yadi aap bhi is yojana ka labh uthana chahte hai, To jald se jald is post me diye gaye Direct link se Registration form bhar sakte hai.
Uttarakhand ke Past Chief Minister Trivendra Singh Rawat ne 2018 me is Gaura Devi Kanya Dhan Yojana ki shuruat kiya tha. Aapko yah bhi bata den ki 1st July 2017 se pahle Nanda Devi Kanya Dhan Yojana aur Devi Kanya Yojana ke nam ki do alag alg Yojanaye thi, Aur ab ise “Nand Gaura Kanya Dhan Yojana” bana diya gaya hai.
Uttarakhand government ne Garib parivar ke Betiyo ke liye “Gaura Devi Kanya Dhan Yojana” ki shuruat ki hai. Uttarakhand government sabhi Ladkiyo ko Unke janm se lekar unke Shadi tak Rs. 51,000 Rupaye dete hai. Gaura Devi Kanya Dhan Yojana ke tahat sabhi ladkiyo ko 51,000 Rupaye milte hai, Jinka upyog unki shadi ke samya aur 12th Class pass karne ke bad kiya ja sakta hai.
Scheme Name | Gaura Devi Kanya Dhan Yojana (GDKDY) |
Launched by | Uttarakhand State Government |
Beneficiaries | Belonging to a Poor family girls |
Major Benefit | An amount of Rs. 51,000 / – ( Rupees fifty one thousand only ) |
Scheme Objective | Provide an incentive to girls |
Name of State | Uttarakhand |
Official Website | http://escholarship.uk.gov.in/ |
SCHEME OBJECTIVES :-
MAJOR BENEFITS :-
SCHEME FEATURES :-
At the time of the girl’s birth | Rs 5000 / – |
After completing 1 year of age | Rs 5000 / – |
After passing 8th grade from school | Rs 5000 / – |
After passing class 10th from school | Rs 5000 / – |
After passing class 12 from school | Rs 5000 / – |
Completion of diploma or graduation | 10,000 / – |
At the time of the girl’s wedding | Rs 16,000 / – |
Total amount paid by the government | Rs 51,000 / – |
Uttarakhand ke jo bhi students Gaura Devi Kanya Dhan Yojana 2021 ke liye Scholarship form bhar sakte hai. Aap sabhi students niche diye gaye Form ko bharkar aap bataye gaye tarike ke anusar online Form jama kar sakte hai.
Yadi aap Gaura Devi Kanya Dhan Yojana ke liye Online Appication Form bharna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
Yadi aap Gaura Devi Kanya Dhan Yojana ka “The current status of the application” check karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
-: Important Links :-
Apply Online For Garua Devi Kanya Devi Yojana | Application Form |
School Registration | Registration| Login |
Garua Devi Kanya Devi Yojana Notification | Click Here |
List of Registered Schools | Click Here |
Search for Application | Click Here |
Gaura Devi Kanya Dhan Yojana 2021 | Official Website |
Nodal Officer IT Cell-Social Welfare and Tribal Welfare Department -:
Yaha hamne Gaura Devi Kanya Dhan Yojana Scholarship ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is Yojana se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…