Gujarat Career Portal Login :- Hello Friends, Gujarat State Government ne apne sabhi Students ke education & carrier ke liye bahut achha kam kar rahi hai. Abki bar fir se Gujarat government ne apne sabhi students ke liye “Gujarat Career Portal/App” ki shuruat ki hai. Sabhi students is career portal ke jariye apne Career & Education ke regarding sabhi jankari prapt kar sakte hai.
Gujarat State ke sabhi students is Career Portal/ App par Login karke, Education and Career se related sabhi latest update prapt kar sakte hai. Gujarat ke jitne bhi unemployed youth hai, Un sabhi ke liye yah “Gujarat Career Portal” bahut hi vadiya kam karti hai. Sabhi log is Career app ke jariye, Gujarat government ke sabhi latest job & education ke bare me pata kar sakte hai.
Gujarat Career Portal App par login karke, Sabhi Latest Job se related details prapt kar sakte hai. Hamne aaj ke is post me Gujarat Career Portal download karne ke liye aur Register karne ke bare me jankari diya hai. Aap sabhi candidates Gujarat Career Portal se related sabhi details yaha is post me check kar sakte hai.
Gujarat Government ne is portal ko career guidance and job information dene ke liye taiyar kiya gya hai un students ke liye jo abhi padhai kar rahe hain ya padhai puri kar chuke hai. Is portal ki sahayta se students jo matric aur inter pass kar chuke hain unhe jankari di jayegi aage aane bale exams, jobs, scholarships ke bare me sirf ek hi site/ portal par.
Gujarat ke jo bhi students poverty line se niche hai ya poor families se belong karte hai, Ve is “Gujarat Career Portal” par sabhi career, colleges exam, scholarship, professional career etc. se related jankari prapt kar sakte hai.
Portal Name | Gujarat Career Portal |
Launched By | Gujarat Government |
Implemented by | Samagra Shiksha – Gujarat |
App Size | 24 MB |
Beneficiaries | Class 9th to 12th Students |
Objective | Career Guidance Portal |
Official Portal | www.gujaratcareerportal.com |
Gujarat ke is Career Portal ke website ka link hai – gujaratcareerportal.com. Is portal ko sirf Registration Number se khola ja sakta hai. Is Portal me kai sare teachers ki bharti ki ja rahi hai. Sabhi district se 2 Teacher select kiye jayenge. Sabhi teachers ko district level par trained kiya jayega, Aur fir ve apne sabhi student ko portal join karne ko kahenge.
Iske bad sabhi students is “Gujarat Career Portal” par new career option, entrance test in 2021, Scholarship and higher institution ke bare me information prapt kar sakte hai.
गुजरात कैरियर पोर्टल या ऐप गुजराती के सभी छात्रों के लिए कैरियर विकल्प, कॉलेज, प्रवेश परीक्षा और छात्रवृत्ति के लिए बहुत उपयोगी होगा। नीचे दिए गए कुछ महत्वपूर्ण लाभ देखें।
Yadi aap Gujarat Career Portal online download karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
Yadi aap bhi Gujarat state ke Class 10th & 12th ke students hai, Aur apne future ke career ke bare me jankari prapt karna chahte hai, To niche diye steps ke jariye Gujarat Career Portal par online registration kar sakte hai :-
Important Links For Gujarat Career Portal Registration
Yaha hamne is Gujarat Career Portal ki puri jankari pradan ki hai. Yadi aapke man me abhi bhi “Gujarat Career Portal” se related koi question hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…