Hamara Ghar Hamara Vidyalaya Yojana 2021 :- Hello Friends, Madhya Pradesh Government ne Class I to Class VIII ke students ke liye “Hamara Ghar Hamara Vidyalaya Yojana” ki shuruat ki hai. Yadi aap Madhya Pradesh Board ke students hai, To aap apne is Hamara Ghar Hamara Vidyayla Yojana se related sabhi Jankari hindi me prapt kar sakte hai. Aaj ke is post me hamne Hamara Ghar Hamara Vidyalaya Yojana ke bare me sabhi jankari share kiya hai, Sath hi aapko yaha bhi bataya hai ki Aap is yojana ka labh kaise utha sakte hai.
मध्य प्रदेश सरकार ने COVID-19 महामारी के कारण लॉकडाउन के दौरान छात्रों की शैक्षणिक नियमितता का ध्यान रखने के लिए एक आभासी मंच पर “हमारा घर-हमारा विद्यालय” लॉन्च किया है। सरकारी स्कूलों में कक्षा एक से आठवीं तक के बच्चों के लिए अब उनका अपना होम स्कूल होगा। शिक्षक बच्चों की पढ़ाई पर नजर रखेंगे। हमारा घर हमारा स्कूल अभियान 6 जुलाई से शुरू होगा। इसमें स्कूली शिक्षक बच्चों के घर जाएंगे या उनसे फोन पर संपर्क करेंगे।
Madhya Pradesh ne State me Lockdown ki ghoshna kar diya hai, Aise me sabhi School/ College band kar diye gaye hai. Yadi aap bhi Madhya Pradesh ke nagrik hai, Aur aapke bache Madhya Pradesh Board se study kar rahe hai, To aapko is Hamara Ghar Hamara Vidyalaya Yojana ke bare me janna chahiye. Madhya Pradesh Government ne apne sabhi Class I to Class VIII ke students ke liye ek yojana lekar aai hai, Jo ki bacho ke liye labhkari savit ho rahi hai.
Covid-19 Cases ko dekhte huye Madhya Pradesh government ne ‘Hamara Ghar-Hamara Vidyalaya’ means My Home-My school scheme’ ki shuruat ki hai. Is yojana ke madhyam se sabhi bacho ko school like environment me padhaya jayega. Is yojana ke jariye sabhi Government Teachers ek Group Students ko unke ghar jakar padhayenge. Yadi aap bhi is yojana ka labh uthana chahte hai, To sabse pahle aap is yojana ke bare me puri jankari yaha se prapt kar len.
Scheme Name | Hamara Ghar Hamara Vidyalaya |
Launched by | Madhya Pradesh Government |
Beneficiaries | Students |
Major Benefit | Students Education |
Scheme under | State Government |
Name of State | Madhya Pradesh |
Official Website | https://mp.gov.in/govschemes |
हमारा घर हमारा विद्यालय योजना के अंतर्गत घर के स्कूल में सुबह 10 बजे परिजनों द्वारा घण्टी/थाली बजाकर स्कूल प्रारम्भ किया जाएगा, इसी प्रकार दोपहर एक बजे घण्टी/थाली बजाकर अवकाश किया जाएगा। इससे बच्चों को घर में ही विद्यालय का आभास होगा। इस कार्यक्रम के लिए राज्य शिक्षा केन्द्र द्वारा एक सुझावात्मक समय सारिणी भी परिजनों और विद्यार्थियों को उपलब्ध कराई जा रही है।
Madhya Pradesh ke sabhi Class I to Class VIII ke students is, Hamara Ghar Hamar Vidyalaya Yojana ka labh utha sakte hai. Hamne yaha is post me is yojana ki basic jankari aap sabhi ke sath share kiya hai. Yadi aapko abhi bhi isse related koi saval puchna hai, To aap apna Saval hamse niche comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…