Haryana Free Laptop Yojana 2021 Registration :- Hello Friends, Haryana ke Chief minister Manohar Laal Khattar ne apne state ke class 10th ke sabhi students ko Free Laptop dene ke liye ek yojana banaya hai. Iske liye government ne ek yojana bhi shuru kiya hai, Jiska naam hai “Haryana Free Laptop Yojana”. Is yojana ke antargat class 10th exam me 90% se above marks laane vale sabhi students ko free laptop diya jayega.
Haryana government dwara apne state ke sabhi students ke padhai ke prati protsahit karne ke liye yah “Free Laptop Yojana” shuru kiya gaya hai. Yadi aap Haryana state ke students hai, Aur is yojana ke bare me puri jankari prapt karna chahte hai to aap bilkul sahi jagah hai. Yaha aap sabhi student Free Laptop Yojana se related Benefits, objectives, features, eligibility, important documents, application process etc. ki jankari prapt kar sakte hai.
Haryana Free Laptop Yojana 2021
Haryana government dwara shuru ki gayi is “Free Laptop Vitran Yojana 2021” ke antargat Haryana ke un sabhi students ko free laptop pradan kiye jayenge jo Class 10th Exam me 90% above marks prapt karenge. Is free laptop yojana ka labh sirf unhi students ko milega, Jo k Haryana Government School me padhte hai.
Haryana ke sabhi students ko is “Free Laptop Yojana” ke tahat laptop prapt karne ke liye online registration karna hoga, Jiske bad yadi ve government dwara jari merit list me aayenge, To unhe yah laptop diya jayega. Aise sabhi students ko Haryana ke Deputy Commissioner ke dwara laptop pradan kiya jayega.
Haryana government is “Free Laptop Vitran Yojana” ke tahat 500 free laptop sabhi students ko degi. Yah sabhi laptop 5 alag alag category me students ko diya jayega. Is laptop ke jariye ve sabhi students online class kar sakenge, Aur higher education prapt karne ke liye laptop ki madad le sakte hai.
Haryana Free Laptop Yojana 2021 – Details
Scheme Name | Haryana Free Laptop Yojana |
State | Haryana |
Beneficiary | Haryana Students |
Objective | Providing free laptops to students |
Total No of Laptops | 500 Laptops |
Year | 2021 |
Haryana Free Laptop Yojana – Five categories
- First category – 100 laptops will be distributed under the first category. Which will be in the top 100 in the entire state. There will be people of all castes, religions in this category.
- Second category- 100 laptops will also be distributed in the second category. These laptops will be provided to students of the general category. Which will get maximum marks.
- Third category- 100 laptops will be distributed in the third category. These laptops will be provided to the students who live below the poverty line.
- Fourth category- 100 laptops will also be distributed in the fourth category. These laptops will be provided to scheduled caste students.
- Fifth category- 100 laptops will also be distributed in the fifth category. Which will be provided to Scheduled Caste students.
Haryana Free Laptop Yojana 2021 – Benefits
- Haryana Free Laptop Yojana ke tahat merit list me aane bale sabhi students ko free laptop diya jayega.
- Haryana government is “Free Laptop Vitran Yojana” ke tahat 500 free laptop sabhi students ko degi.
- Is yojana ka labh uthane ke liye sabhi students ko 90% marks prapt karne honge.
- Haryana Free Laptop Scheme 2021 ka labh sirf unhi students ko milega, Jo k Haryana Government School me padhte hai.
- Aise sabhi students ko Haryana ke Deputy Commissioner ke dwara laptop pradan kiya jayega.
- Haryana free laptopt yojana ka labh 10th class ke board exam me shamil hone vale students utha sakte hai.
Haryana Free Laptop Yojana Eligibility
- Applicant must be permanent resident of Haryana.
- The annual income of the applicant’s family should be 2.5 lakh rupees or less.
- Only those students whose name will appear in the merit list will be able to take advantage of this scheme.
Haryana Free Laptop Yojana – Important documents
- Aadhar Card
- income certificate
- Class 10th marksheet
- Ration card
- residence certificate
- Passport size photograph
- mobile number
How To Apply For Haryana Free Laptop Yojana 2021
Haryana Free Laptop Yojana ke antargat Class 10th Result aane ke bad merit list me aane vale students ko free laptop pradan kiya jayega. Yah 500 Laptop ek function ka aayojan kar pradan kiya jayega. Is function ki suchna student ke government school ko di jayegi, Jiske bad vah school us student ko suchit karega. Jisse vah students laptop lene ke liye us function me shamil ho sake.
Yadi aap bhi Haryana Board ke class 10th ke student hai, Aur is free laptop yojana ka labh uthana chahte hain, To aap apne board exam me 90% se above marks prapt kare. Tab yah laptop aapko free me pradan kiya jayega Yaha hamne is yojana ki puri jankari pradan ki hai. Yadi aapke paas abhi bhi koi saval hai, To aap apna saval niche comment box me puchh sakte hai.