Indian Coast Guard Navik & Yantrik Recruitment 2022 :- Hello Friends, India Coast Guard (ICG) ne Navik & Yantrik Batch (02/2022) ke liye online application form release kiya hai. ICG ne apne official website par Navik & Yantrik ke 322 Post ke liye recruitment notification release kiya hai. India ke jo bhi candidates Indian Coast Guard Navik & Yantrik Post ke liye application form bharna chahte hai, Ve sabse pahle iska sabhi details yaha is article me check kar sakte hai.
Yadi aap Navik & Yantrik Post ke liye Job me interested hai, To aap iske liye 04th January 2022 se online application form fill up kar sakte hai. Aap sabhi candidates sabse pahle ICG Vacancy Notification read kar len, Aur yadi aap iske liye eligible hai, To online Application form fill up kar sakte hai. ICG Navik & Yantrik Recruitment 2022 se related educational qualification, Age Limit, Application Fees and Selection Procedure niche share kiya gaya hai.
Latest Update :- Indian Coast Guard (ICG) Department has released the official notification for 322 Navik & Yantrik Recruitment 2022, All interested candidates can fill the application form from 04th January 2022. The complete procedure to fill the application form is shared below.
Indian Coast Guard ne Navik & Yantrik ke 322 Post ke liye Recruitment notification jari kiya hai. ICG ek bahut hi badi Recruitment Exam ka aayojan karne ja raha hai, Aap sabhi candidates niche Navik & Yantrik Vacancy 2022 check kar sakte hai. Hamne is recruitment se related sabhi jankari share kiya hai, Iske sath is ICG Recruitment ke liye Form fill karne ke liye, Direct Link & Step by step method bhi share kiya hai.
ICG ne apne official website @joinindiancoastguard.cdac.in par Navik & Yantrik Vacancy Notification PDF release kiya hai. ICG 04th January 2022 se is Vacancy ke liye Application form accept karega. Ham aap sabhi ke sath Indian Coast Guard Navik & Yantrik Recruitment 2022 ki sabhi details yaha is post me share karenge.
Authority Name | Indian Coast Guard (ICG) |
Article Name | Navik & Yantrik Recruitment 2022 |
Post Name | Navik & Yantrik Batch (02/2022) |
Total Post | 322 Post |
Application Start | 04th January 2022 |
Apply Mode | Online |
Selection Process | Written Exam, Physical Endurance Test |
Official Website | joinindiancoastguard.cdac.in |
Indian Coast Guard Recruitment Board ne Navik & Yantrik Batch (02/2022) ke 322 Post ke liye Recruitment notification jari kiya hai. Sabse pahle aap sabhi candidates is Navik & Yantrik Recruitment 2022 ke liye Notification, Qualification, Selection process and Online Apply ke bare me yaha check kar sakte hai.
Navik & Yantrik Vacancy Details Post-Wise:
Post Name | No. of Post |
Navik (General Duty) | 260 |
Navik (Domestic Branch) | 35 |
Yantrik (Mechanical) | 13 |
Yantrik (Electrical) | 09 |
Yantrik (Electronics) | 05 |
Sabhi interested candidates Indian Coast Guard Navik & Yantrik Recruitment (322 Post) 2022 ke liye online Application form fill up niche diye gaye Link se fill kar sakte hai. ICG Vacancy ke liye form bharne se pahle iske eligibility criteria check kar sakte hai.
Yadi aap Indian Coast Guard Navik & Yantrik Recruitment 2022 (322 Post) ke liye online apply karna chahte hai, To aap niche diye steps ko follow kar sakte hai :-
Important Links
Apply Online Form | Click Here (Link Active- 04.01.2022) |
Download Notification | Click Here |
Instruction to Apply | Click Here |
Syllabus & Model Paper | Click Here |
Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates diye gaye link se Indian Coast Guard Navik & Yantrik Application form bhar sakte hai. Iske bad aap apne Registration Number ke jariye Admit Card download kar sakte hai, Aur fir iske Exam me shamil ho sakte hai.
Yaha hamne Indian Coast Guard Navik & Yantrik Recruitment 2022 ki puri jankari share ki hai. Yadi aapko abhi bhi is recruitment se related koi aur details chahiye, To niche aap apna saval comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…