Indian Navy Agniveer Recruitment 2022:- Hello Friends, Indian Navy ne Agneepath Scheme Vacancy 2022 ke under Agniveers (SSR & MR) Recruitment ke liye online application form release kiya hai. Indian Navy Agniveer Recruitment 2022 ke liye official notification iske website @joinindiannavy.gov.in par release kiya gaya hai. Sabhi interested candidates jo Indian Navy Agniveer Vacancy ka wait kar rahe hai, Ve iske liye online form apply kar sakte hai. Indian Navy Agniveer Recruitment 2022 se related sabhi Notification, Total Post, Eligibility, Salary, Apply Process & Last Date etc. details is article me share kiya gaya hai.
Indian Navy 15th July 2022 se Agniveer (SSR & MR) Recruitment 2022 ke liye form accept karne vala hai. Aap sabhi candidates sabse pahle Indian Navy Vacancy Notification read kar len, Aur yadi aap iske liye eligible hai, To Application form fill up kar sakte hai. Indian Navy SSR & MR Recruitment 2022 se related sabhi details is article me provide kiya gaya hai.
Latest Update:- Indian Navy Agniveer SSR Recruitment 2022 Apply last date extended upto 24 July 2022.
Indian Navy has released the official notification for Agniveer (SSR and MR) Recruitment 2022, All interested candidates can fill up the application form from 15th July 2022. The complete procedure to fill out the Indian Navy Agniveer Vacancy Online Form is shared below.
Indian Navy ne Agniveer SSR and MR (3300+ Post) Recruitment 2022 notification jari kiya hai. Indian Navy ek bahut hi badi Recruitment Exam ka aayojan karne ja raha hai, Aap sabhi candidates niche Indian Navy Agniveer Vacancy 2022 se related details check kar sakte hai. Hamne is Indian Navy Agniveer SSR and MR Recruitment ke liye Form fill karne ke liye direct link bhi share kiya hai.
Indian Navy ne apne official website @joinindiannavy.gov.in par Agniveer SSR & MR Vacancy Notification release kiya hai. Indian Navy 15th July 2022 se is Vacancy ke liye Application form accept karega. Hamne yaha Indian Navy Agniveer Recruitment 2022 se related sabhi details share kiya hai.
Authority Name | Indian navy |
Article Name | Indian Navy Agniveer Recruitment 2022 |
Post Name | Agniveer (SSR and MR) |
Total Post | 3300+ Post |
Form Apply Start Date | 15th July 2022 |
Apply Mode | Online |
Official Website | https://joinindiannavy.gov.in/ |
Indian navy ne sabhi candidates ke liye Agniveer (SSR and MR) Recruitment 2022 notification jari kiya hai. Sabse pahle aap sabhi candidates is Indian Navy Agniveer Recruitment 2022 ke liye Notification, Qualification, Selection process and Online Apply ke bare me yaha check kar sakte hai.
Agniveer (SSR and MR) Vacancy Details:
Post Name | Total Post |
Agniveer SSR | 2800 |
Agniveer MR (Chef/ Stewar/ Hygienist) | 500 |
Indian Navy Agniveer Recruitment 2022 online form fill up karne ke liye niche diye gaye steps follow kare:
Form Apply Start Date | 15.07.2022 |
Form Apply Last Date | 24.07.2022 |
Apply Online Form | Click Here |
Download SSR Notification | Click Here |
Download MR Notification | Coming Soon |
Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates upar diye gaye direct link se “Indian Navy Agniveer (SSR and MR) Recruitment 2022” ke liye online application form bhar sakte hai. Yaha hamne Indian Navy dwara nikali gayi latest job vacancy ke bare me jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi is vacancy se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai. Aap hamare is Website se sabhi latest Job ki full details prapt kar sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…