JNUEE Application Form 2022 :- Hello Friends, National Testing Agency (NTA) ne Jawaharlal Nehru University Entrance Examination 2022 ke liye Application Form release kiya hai. JNUEE Application Form 2022 online iske official website @jnuexams.nta.nic.in se bhara ja sakta hai. Sabhi interested candidates March 2022 ke 1st week se JNUEE Application Form apply kar sakte hai. Hamne niche JNUEE Application Form 2022 bharne ke liye sabhi jankari ke sath sath direct link share kiya hai.
Yadi aap Jawaharlal Nehru University me UG (BA BSc BCom) Courses me ya PG (MA MSc MCom) Courses me Admission lena chahte hai, To aap is “Jawaharlal Nehru University Entrance Examination 2022” ke liye online application form bhar sakte hai. JNUEE Application Form online bharne ke liye iske official webste @jnuexams.nta.nic.in par visit kar sakte hai. JNU Entrance Examination 2022 Registration karne ke liye direct link & step by step method share kiya hai.
Latest Update :- National Testing Agency (NTA) ne JNU Entrance Examination 2022 ke liye Application Form March 2022 ke 1st Week se accept karega. Aap sabhi candidates JNUEE 2022 Application Form is article me niche diye gaye Link se bhar sakte hai.
National Testing Agency (NTA) March 2022 ke 1st Week se JNU Entrance Examination 2022 ke liye Application form accept karna shurua karega. Jo bhi candidates JNNU me UG & PG Courses me Admission lena chahte hai, Ve Entrance Exam me shamil ho sakte hai, Iske liye ve sabse pahle application form online bharenge, Jiski jankari niche di gayi hai.
JNUEE 2022 Official Notification June – August 2021 me release kar diya jaeyga. Aap sabhi candidates JNUEE 2022 Notification me exam dates, application date, form filling procedure, exam pattern, syllabus, eligibility and other important details check kar sakte hai. JNUEE 2022 ke liye apply kaise karna hai, iski jankari niche share ki gayi hai.
Article Name | JNUEE Application Form 2022 |
Exam Name | JNU Entrance Examination 2022 |
Known As | JNUEE 2022 |
Exam Level | University Level |
Conducted By | National Testing Agency (NTA) |
Exam Type | Entrance Examination |
Official Website | jnuexams.nta.nic.in |
NTA ne JNUEE 2022 ke liye Application Form, Exam Date & Eligibility release kar diya hai. Jo bhi candidate JNU me undergraduate & postgraduate courses me admission lena chahte hai, Ve iske liye online application form bhar sakte hai. JNUEE 2022 ke jariye aap BA BSc BCom MA MSc MCom Course admission le sakte hai.
Jawaharlal Nehru University me jo bhi candidates UG PG Course me admission lena chahte hai, To aapko JNU Entrance Examination (JNUEE 2022) me shamil hona hoga, Jiske liye sabse pahle aapko Application form bharna hoga, Hamne niche JNUEE Application form 2022 bharne ke liye direct link share kiya hai.
Events | JNUEE Registration Dates |
JNUEE 2022 registration start date | 1st week of March 2022 |
Last date to submit JNUEE application form | Last week of March 2022 |
Dates for correction in JNU online application form | From April 7 to 15, 2022 |
Release of JNUEE Admit Card | April 30, 2022 |
NTA JNUEE 2022 Date | May 11-May 14, 2022 |
Result Declaration Date | May 31, 2022 |
Yadi aap NTA JNU Entrance Examination Application Form fill up karna chahte hai, To aap niche diye gaye Eligibility Criteria ek jarur check kar len, Uske bad aap JNUEE Application Form bhar sakte hai :-
Documents | Specifications |
Photograph | File Size – Less than 20 KBFile Format – JPG or JPEG |
Signature | File Size: Less than 30 KBFile Format – JPG or JPEG |
Categories | Application fee for 1 Subject | Application fee for 2 Subjects | Application fee for 3 Subjects |
General | Rs. 400/- | Rs. 575/- | Rs. 750/- |
ST/SC/Pwd | Rs. 265/- | Rs. 325/- | Rs. 380/- |
BPL | Rs. 65/- | Rs. 125/- | Rs. 180/- |
Categories | Application fee for 1 Subject | Application fee for 2 Subjects | Application fee for 3 Subjects |
General | Rs. 530/- | Rs. 800/- | Rs. 1000/- |
ST/SC/Pwd | Rs. 310/- | Rs. 415/- | Rs. 500/- |
BPL | Rs. 110/- | Rs. 215/- | Rs. 300/- |
Yadi aap Jawaharlal Nehru University me Entrance Examination Application Form 2022 online fill up karna chahte hai, To niche diye gaye Steps follow kare :-
– : Important Direct Links :-
JNUEE Application Form 2022 | Click Here To Apply Online |
JNUEE Official Website | https://jnuexams.nta.nic.in/ |
Aap sabhi candidates upar diye gaye Direct link se JNU Entrance Examination 2022 ke liye online Application Form apply kar sakte hai. Yaha hamne JNUEE 2022 se related sabhi details share kiya hai.
Hame ummid hai aapke liye ye sabhi details jaruri hongi, Yadi aapko abhi bhi JNUEE 2022 Application Form se related koi saval puchna hai, To aap apna saval niche comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…