Magadh University Part 1 Practical Exam Date Sheet 2021:- Hello friends, Magadh university ne BA BSc BCom part 1 practical exam ke liye date sheet jari kar diya hai. Jo bhi students 12 January 2021 se MU Part 1 Exam me shamil hone vale hai, Ve sabse pahle Practical Exam me shamil honge. Jiske liye Magadh University ne apne official website par date sheet aur time table jari kar diya hai. Aap sabhi students Date sheet ke anusar UG Part 1 Practical exam 2021 me shamil ho sakte hai.
Magadh University dwara 31 December 2021 ko jari ki gayi Exam Schedule ke anusar Part 1 Practical Exam 07 January 2021 se aayojit ki jayegi. Magadh university ne apne official site par BA and B.Sc (Hons/ Subsidiary/ General/ Vocational) Practical exam ke liye date sheet jari kiya hai. Ham puri date sheet is article me share kar rahe hain aur iske saath hi step by step jankari bhi de rahe hain ki kaise aap MU part 1 practical exam date sheet download kar sakte hain.
Latest Update :- Magadh University BA BSc BCom Part (Hons/ Subsidiary/ General/ Vocational) Practical exam 07 January 2021 se aayojit karega. Aap sabhi students is article me is Exam ki full schedule dekh sakte hai.
Jaisa ki hamne aapko bataya ki Magadh University Graduation BA BSc BCom Part 1 Practical Exam 07 January 2021 se aayojit karne ja raha hai. Yadi aap bhi Magadh University se Part 1 Exam me shamil hone vale hai, To aapko sabse pahle Practical Exam dena hoga. Is exam ki puri date sheet niche share ki gayi hai.
Magadh University Part 1 Practical exam dene ke liye sabhi students ko apne college jana hai. Kyonki yah exam home centers par hi aayojit kiya jayega. Aap sabhi students Magadh university ke official website @magadhuniversity.ac.in se online part 1 practical exam date sheet download kar sakte hai.
Name of University | Magadh University |
Name of Exam | Graduation Part 1 (B.A/B.Com/B.Sc) 2020 |
Session | 2019-22 |
Date Sheet Release Date | January 2021 |
Practical Exam Start Date | 07 January 2021 |
Theory Exam Start Date | 12 January 2021 |
Date Sheet Release Mode | Online |
Official Website | magadhuniversity.ac.in |
To jaisa ki hamne aapko bataya ki Magadh University Part 1 ka practical exam 07 January 2021 se shuru ho raha hai aur ye 11 January 2021 tak chalega. Aap sabhi students Puri date sheet niche ke image me dekh sakte hai. Iske bad aap sabhi niche diye gaye steps ko follow kar is exam ka date sheet online download kar sakte hai.
Magadh University Part 1 Practical exam date 2021 online jari kar diya gaya hai. Magadh University Part 1 Practical exam 7th January 2021 se aayojit kiya jayega.
Events | Date |
Start of Magadh University Part 1 Practical Exam 2021 | 7th January 2021. |
End of Magadh University Part 1 Practical Exam 2021 | 11th January 2021 |
To aaiye jaante hain ki aap kis prakar Magadh University Part 1 Practical Exam Date Sheet 2021 download kar sakte hain. Step by step jankari aap niche se prapt kar sakte hain.
MU Part 1 Exam Date Sheet 2021 | Click Here To Download |
MU Part 1 Exam Admit Card 2021 | Click Here To Download |
Magadh University is located in Bodh Gaya, Bihar. The university provides facilities for higher education and research in the faculties of science, social sciences, humanities and commerce. It is the largest university in Bihar located in a vast campus of 460 acres of land enjoying the spiritual air of the Bodhi tree, in which Lord Buddha was enlightened.
It started functioning from 2 March 1962 with two constituent colleges, 32 affiliated colleges and seven postgraduate departments. The university consists of two government medical colleges, two private engineering colleges, one private dental college and three law colleges.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…