MHPOST Result 2021 Released :- Hello friends, Maharashtra Postal Circle, Mumbai ne Postman, Mail Guard, and Multi-tasking-staff (MTS) Result Date 2021 release kar diya hai. Yadi aapne bhi MHPOST Postman/Mail Guard, Multi-Tasking Staff (MTS) ke 1371 Posts ke liye online application form bhara tha, Aur iske Written exam me shamil ho chuke hai, To ab aap apna Result online download kar sakte hai.
Maharashtra Postal Circle ne Multi-tasking-staff (MTS) Written exam 5th January 2021 to 15th January 2021 ke bich aayojit kiya tha, Aur Postman/ MailGuard ka Exam 15th January 2021 to 29th January 2021 tak kiya tha, Jo bhi candidates is exam me shamil the, Ve apna Result online Maharashtra Postal Circle ke official website @maharashtrapost.gov.in se download kar sakte hai.
Latest Update :- Maharashtra Postal Circle, Mumbai Postman/ MailGuard, Multi- Tasking Staff (MTS) Result 2021 online March 2021 me jari kiya jayega. Aap sabhi candidates apna Result iske official website @maharashtrapost.gov.in se download kar sakte hai.
MHPOST Result 2021
Ministry of Communications Department of Posts Maharashtra Circle, Mumbai ne Postman/ MailGuard, Multi- Tasking Staff (MTS) ke 1371 Posts ke liye Recruitment Notification jari kiya tha. Is exam ke liye ek bade sankhya me candidates ne online application form bhara hai, Yadi aap is Exam me shamil ho chuke hai, To aap apna Result bahut hi jald online download kar sakte hai.
Maharashtra Postal Circle ke is Recruitment Exam me jo bhi candidates shamil the, Ve apna Result ka wait kar rahe hai. Sabhi candidates apna Result MHPOST ke official website @maharashtrapost.gov.in se online download kar sakte hai. Hamne niche Result download karne ke liye direct link bhi share kiya hai.
MHPOST Result 2021 (1371 Posts) Overview
Organization Name | Maharashtra Postal Circle, Mumbai |
Post Name | Postman/MailGuard, Multi- Tasking Staff (MTS) |
Article | MHPOST Result 2021 |
Number of Post | 1371 Posts |
Result Date | Notify Later |
Date of Exam | 15th January to 19th January 2021 |
Release of Answer Key | Released (4th February 2021) |
Job Location | Maharashtra |
Official Portal | maharashtrapost.gov.in |
Maharashtra Postal Circle Merit List 2021
Maharashtra Postal Circle, Mumbai Result ke sath sath Merit list/ Selection list dono release karega. Jo bhi candidates MHPOST ke 1371 Post ke liye apply kar chuke hai, Unka selection list online March 2021 me jari kiya jayega. Jin candidates ka naam us Selection list me shamil hota hai, Unko MHPOST me job diya jayega. Niche hamne MHPOST Merit list 2021 online download karne ke liye direct link bhi share kiya hai.
MHPOST Result 2021 – Important Dates
How To Download MHPOST Result 2021 Online?
Yadi aap Maharashtra Postal Circle, Mumbai Postman, Mail Guard, MTS Exam Result download karna chahte hai, Ve niche diye gaye steps ko follow kar sakte hai :-
- Yadi aap MHPOST ke official website @maharashtrapost.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Postman, Mail Guard, MTS Exam Result” ke link par click kare.
- Ab aap apna Post select kare, Next par click kare.
- Ab aap apna Roll Number & Date of birth enter kare.
- Aapka Result screen par show ho jayega.
- Result download karke, Ek print out nikal len.
-: Important Links :-
Postman, Mail Guard, MTS Result | Click Here To Download |
MHPOST Official Website | Click Here |
MHPOST Cut off Marks 2021
Maharashtra Postal Circle ke higher authority ke dwara abhi tak Cut off Marks jari nahi kiya gaya hai. MHPOST Cut off marks ek minimum qualifying marks hota hai, Jise sabhi candidates ko qualify karne ke liye lana hota hai. Ab Jaise hi MHPOST Circle Cut off marks jari karta hai, Ham uski jankari aap ko sabse pahale yaha denge. Hamne niche expected cut-off marks share kiya hai.
Category | Cut off |
General (UR) | 40% |
Economically Weaker Section (EWS) | 37% |
Other Backward Class (OBC) | 37% |
Schedule Caste (SC) | 33% |
Schedule Tribe (ST) | 33% |
Person with Disability (PWD) | 33% |
Hamne aaj ke is post me “MHPOSt Result 2021” se related sabhi update share kiya hai. Result jari ho chuka hai aur aap upar diye gaye Result link se online result download kar sakte hai.
Yadi aapko isse related koi saval puchna hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.