Time Table

NTA NEET Exam 2021 Date: Check NEET UG New Exam Date & Admit Card @nta.ac.in

NTA NEET UG Exam Date 2021 :- Hello Friends, National Testing Agency (NTA) ne NEET UG Exam 2021 ke liye New Date jari kar diya hai. Aap sabhi ko bata den NEET 2021 1st August 2021 ko aayojit hone vala tha, Lekin ise postpone kar diya hai. NTA ne apne official website @nta.ac.in par National Eligibility Cum Entrance Test (UG) – 2021 ke liye date jari kiya hai. Aap sabhi candidates is post me NTA NEET UG Exam Date 2021 online check kar sakte hai.

National Testing Agency (NTA) ne NEET UG New Exam Date Notification jari kiya hai, Jiske anusar ab NEET 2021 Exam September 2021 me shuru kiya jayega. Yadi aapne bhi National Eligibility Cum Entrance Test (UG) ke liye Application form fill kiya hai, To aap is Exam ka date is article me dekh sakte hai. Jo bhi candidates NEET Exam 2021 me shamil hone vale hai, Ve is exam ka date sheet niche diye gaye Link se download kar sakte hai. 

Latest Update :- NTA NEET UG Exam 2021 Date Sheet/ Time Table 2021 release kar diya gaya hai. Aap sabhi candidates NEET Exam Date 2021 niche diye gaye direct link se download kar sakte hai.

NTA NEET Exam 2021 Date

Aap sabhi candidates jante honge ki National Tesing Agency (NTA) har saal Medical/Dental & other Colleges/ Institutes in India me MBBS/BDS Courses & UG Medical courses me Admission dene ke liye National Eligibility Cum Entrance Test (NEET) ka aayojan kiya jata hai. NTA is saal bhi NEET 2021 ka aayojan karne ja raha hai, Jiske liye Exam September 2021 me aayojit kiya jayega.

NTA NEET Exam 2021 ka aayojan 1st August 2021 ko karne vale the, Lekin Covid-19 situation ko dekhte huye NEET 2021 ko postpone kar diya gaya hai. NTA bahut hi jald NEET 2021 ka New Exam Schedule jari karega. Yadi aapne bhi is Exam ke liye registration form bhara hai, To aap NEET 2021 ka New Exam Date is article me check kar sakte hai.

NTA NEET UG 2021 Exam- Overview

Organization NameNational Testing Agency (NTA)
Examination NameNational Eligibility Cum Entrance Test (UG) – 2021
Article NameNTA NEET Exam 2021 Dat
NEET 2021 Exam Date1st August 2021 (Postponed)
NEET New Exam DateSeptember (Expected)
NEET UG Admit Card Before 10-15 days of Exam
Date Sheet ModeOnline Mode
Exam LocationAll over India
Official Websitehttps://nta.ac.in/

National Eligibility Cum Entrance Test (NEET) Exam Date 2021

National Testing Agency (NTA) ne National Eligibility Cum Entrance Test (NEET) 2021 ke liye application form accept kar liya hai. Jiske bad jin bhi candidates ne NEET UG 2021 ke form apply kiya hai, Ve is article me diye gaye Link se iska Exam Date check kar sakte hai. NTA ne apne official website @nta.ac.in par NEET 2021 Exam Date par share kiya hai.

NTA is bar NEET 2021 Exam ka aayojan karne ja raha hai, Jiske liye Time Table online jari kiya gaya hai. NEET Exam Time Table 2021 download karne ke liye iske official website @nta.ac..in par visit kar sakte hai. Iske alava hamne aap sabhi ke suvidha ke liye NEET Exam Date 2021 PDF link niche share kiya hai.

NEET 2021 Exam Schedule

NEET Exam Day EventsTime
Entry in the Examination Hall7.30 AM to 9.30 AM
NEET Admit card checking Process9.30 AM to 9.45 AM
Closing of Entry in the examination hall9:30 AM
Distribution of Test books9.45 AM
Commencement of NEET exam10.00 AM
Completion of Exam01.00 PM

ID Proofs Required For NEET Exam Verification

Yadi aap Admit Card download karne ke bad, NEET Written Exam me shamil hone vale hai, To aapko Exam Centers par ye ID Proofs sath me le jane honge.

  • Aadhar Card
  • College ID
  • PAN Card
  • Voter ID
  • Bank Passbook
  • Ration Card

How To Download NTA NEET Admit Card 2021?

Yadi aap sabhi candidates NTA NEET Admit Card 2021 online download karna chahte hai, To aap niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-

  • Sabse pahle aap NTA ke Official Website @nta.ac.in par visit kare.
  • Iske website ke home page par “NEET Admit Card 2021” section par click kare.
  • Ab iske agle page par aapko kuch details enter karne honge.
  • Aapko apna Registration Number & Date of Birth enter karna hai.
  • Sabhi details bharne ke bad, Aap Submit button par click kare.
  • Aapka Admit Card screen par show ho jayega.
  • Admit Card download kare, Aur ek print out nikal len.

-: Important Direct Links :-

NTA NEET Exam 2021 DateClick Here To Download
NTA NEET Admit Card 2021Click Here To Download
NTA Official Websitehttps://nta.ac.in/

Details Present on NTA NEET Admit Card 2021

  • Name of the Candidate
  • Name of the Examination
  • Gender
  • Father’s Name
  • Mother’s Name
  • Latest Photograph
  • Category of the Candidate
  • Date of Birth
  • Name of Examination Center
  • Roll Number of the Candidate
  • Address of the Center
  • Time of the Examination
  • Instructions for Candidates
  • Signature of the Examination Authority
  • Signature of the Candidate

Aap sabhi candidates is pakar NTA NEET Exam 2021 ke liye online Admit Card & Exam Date online download kar sakte hai. Yaha hamne NEET Exam 2021 se related sabhi jankari share kiya hai.

Yadi aapke paas abhi bhi NEET Exam 2021 se related koi saval hai, To aap apna saval niche comment box me puch sakte hai. Ham aapke har saval ka javab denge.

Leave a Comment