New Panchayat Voter List 2020-21 :- Election commission ne Gram Panchyat Chunav ke liye nayi Voter list online jari kar diya hai. Election commission har varsh Gavn me Panchyat chunav karvata hain, Is chunav me matdan karne ke liye kai naye naam bhi jode jate hai. Isliye is bat ko dhyan me rakhte huye election commission prati varsh Panchayat Voter List update karta hai. Yadi aap naye Panchayat Voter List ki khoj kar rahe hain to aap sahi jagah hain, aap sabhi is post me diye gaye link se Voter List PDF online download kar sakte hai.
Aaj ke is post me aap sabhi ke sath Panchayat Voter List kya hai, Iski puri janakri share ki gayi hai. Ise aap online kaise download kar sakte hai, iski step by step jankari bhi share ki gayi hai. Yadi aap bhi apne Rajya ke Gram Panchayat Chunav Voter List download karna chahte hain, to yah post ant tak jarur padhen.
Gram Panchayat Voter List 2020 Download
Yah panchayat voter list Election Commission Of India dwara online state portal par upload kiya jata hai. Panchayat Voter List gramin ilakon ke matdataon ki list hoti hai. Jin bhi logo ka naam is Gram Panchyat Voter List me hota hain, Ve Panchayat chunav me apna matdan kar sakte hai. Yadi aap gramin kshetra hain aur aapki umar 18 Years hai, to aap Voter ID Card banvane ke liye avedan kar sakte hai.
Yadi aapne Voter ID Card banvane ke liye avedan kiya hai, To ab aap apna naam rajya ke official website se Voter list me dekh sakte hai. Yadi aapka naam is Panchayat Voter List me hoga tab aap panchayat chunav me matdan kar sakte hai aur yadi naam shamil nahi hua tab aap apna matdan nahi kar sakte hai. Aap Panchyat Voter List ab ghar baithe bhi online download kar sakte hai.
Panchayat Voter List 2020 – Details
Scheme Name | Panchayat Voter List 2020 |
Started By | Indian Government |
Beneficiary | Rural area citizens |
Objective | Providing voter list online. |
Year | 2020-21 |
Official Website | Given Below |
Panchayat Voter List Benefits and features
- Panchayat Voter List 2020 me sabhi gramin kshetron ke matdataon ki list hai.
- Panchayat voter list me un sabhi logo ka naam hota hai, Jo chunav me matdan kar sakte hai.
- Election Commission dwara har Rajya ki official website Panchayat Voter List 2020 check karne ke liye shuru ki gayi hai.
- Ab aap sabhi log ghar baithe hi apnaa naam Panchayat Voter List 2020 me check kar sakte hai.
Steps To Download Panchayat Voter List Online
- Sabse pahle aapko apne Rajya ki Official website par jana hoga.
- Ab iske home page par “New Panchayat Voter List” ke link par click karna hai.
- Ab aapke samne ek naya page khulega.
- Is page me aapko apne Jila ka chayan karna hai.
- Iske baad aapko apne Block ka chayan karna hai.
- Ab aapko apne Gavn (Village) ka chayan karna hai.
- Ab aapke gavn ki New Panchayat Voter List aapke screen par hogi.
- Aap us Voter List ko online download kar sakte hai.
Panchayat Voter List Download – State Wise
States Name | Official Website |
आंध्र प्रदेश | CLICK HERE |
अरुणाचल प्रदेश | CLICK HERE |
आसाम | CLICK HERE |
बिहार | CLICK HERE |
छत्तीसगढ़ | CLICK HERE |
गोवा | CLICK HERE |
गुजरात | CLICK HERE |
हरियाणा | CLICK HERE |
हिमाचल प्रदेश | CLICK HERE |
झारखंड | CLICK HERE |
कर्नाटका | CLICK HERE |
केरला | CLICK HERE |
मध्य प्रदेश | CLICK HERE |
महाराष्ट्र | CLICK HERE |
मणिपुर | CLICK HERE |
मेघालय | CLICK HERE |
मिजोरम | CLICK HERE |
नागालैंड | CLICK HERE |
उड़ीसा | CLICK HERE |
पंजाब | CLICK HERE |
राजस्थान | CLICK HERE |
सिक्किम | CLICK HERE |
तमिल नाडु | CLICK HERE |
तेलंगाना | CLICK HERE |
त्रिपुरा | CLICK HERE |
उत्तर प्रदेश | CLICK HERE |
उत्तराखंड | CLICK HERE |
वेस्ट बंगाल | CLICK HERE |
अंडमान निकोबार | CLICK HERE |
चंडीगढ़ | CLICK HERE |
दमन एंड दिउ | CLICK HERE |
दिल्ली | CLICK HERE |
जम्मू एंड कश्मीर | CLICK HERE |
लद्दाख | CLICK HERE |
लक्षदीप | CLICK HERE |
पुडुचेरी | CLICK HERE |
Aap sabhi upar diye gaye State Wise Link se apne village ka Panchayat Voter List online download kar sakte hai.Yaha hamne voter list ki puri jankari pradan ki hai. Yadi aapke paas abhi bhi isse sambandhit koi saval hai, to aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.