Sarkari Jankari

Panchyat Voter List 2020-21 (State Wise): Download PDF

New Panchayat Voter List 2020-21 :- Election commission ne Gram Panchyat Chunav ke liye nayi Voter list online jari kar diya hai. Election commission har varsh Gavn me Panchyat chunav karvata hain, Is chunav me matdan karne ke liye kai naye naam bhi jode jate hai. Isliye is bat ko dhyan me rakhte huye election commission prati varsh Panchayat Voter List update karta hai. Yadi aap naye Panchayat Voter List ki khoj kar rahe hain to aap sahi jagah hain, aap sabhi is post me diye gaye link se Voter List PDF online download kar sakte hai.

Aaj ke is post me aap sabhi ke sath Panchayat Voter List kya hai, Iski puri janakri share ki gayi hai. Ise aap online kaise download kar sakte hai, iski step by step jankari bhi share ki gayi hai. Yadi aap bhi apne Rajya ke Gram Panchayat Chunav Voter List download karna chahte hain, to yah post ant tak jarur padhen.

Gram Panchayat Voter List 2020 Download

Yah panchayat voter list Election Commission Of India dwara online state portal par upload kiya jata hai. Panchayat Voter List gramin ilakon ke matdataon ki list hoti hai. Jin bhi logo ka naam is Gram Panchyat Voter List me hota hain, Ve Panchayat chunav me apna matdan kar sakte hai. Yadi aap gramin kshetra hain aur aapki umar 18 Years hai, to aap Voter ID Card banvane ke liye avedan kar sakte hai.

Yadi aapne Voter ID Card banvane ke liye avedan kiya hai, To ab aap apna naam rajya ke official website se Voter list me dekh sakte hai. Yadi aapka naam is Panchayat Voter List me hoga tab aap panchayat chunav me matdan kar sakte hai aur yadi naam shamil nahi hua tab aap apna matdan nahi kar sakte hai. Aap Panchyat Voter List ab ghar baithe bhi online download kar sakte hai.

Panchayat Voter List 2020 – Details

Scheme NamePanchayat Voter List 2020
Started ByIndian Government
BeneficiaryRural area citizens
ObjectiveProviding voter list online.
Year2020-21
Official WebsiteGiven Below

Panchayat Voter List Benefits and features

  • Panchayat Voter List 2020 me sabhi gramin kshetron ke matdataon ki list hai.
  • Panchayat voter list me un sabhi logo ka naam hota hai, Jo chunav me matdan kar sakte hai.
  • Election Commission dwara har Rajya ki official website Panchayat Voter List 2020 check karne ke liye shuru ki gayi hai.
  • Ab aap sabhi log ghar baithe hi apnaa naam Panchayat Voter List 2020 me check kar sakte hai.

Steps To Download Panchayat Voter List Online

  • Sabse pahle aapko apne Rajya ki Official website par jana hoga.
  • Ab iske home page par “New Panchayat Voter List” ke link par click karna hai.
  • Ab aapke samne ek naya page khulega.
  • Is page me aapko apne Jila ka chayan karna hai.
  • Iske baad aapko apne Block ka chayan karna hai.
  • Ab aapko apne Gavn (Village) ka chayan karna hai.
  • Ab aapke gavn ki New Panchayat Voter List aapke screen par hogi.
  • Aap us Voter List ko online download kar sakte hai.

Panchayat Voter List Download – State Wise

States Name Official Website
आंध्र प्रदेशCLICK HERE
अरुणाचल प्रदेशCLICK HERE
आसामCLICK HERE
बिहारCLICK HERE
छत्तीसगढ़CLICK HERE
गोवाCLICK HERE
गुजरातCLICK HERE
हरियाणाCLICK HERE
हिमाचल प्रदेशCLICK HERE
झारखंडCLICK HERE
कर्नाटकाCLICK HERE
केरलाCLICK HERE
मध्य प्रदेशCLICK HERE
महाराष्ट्रCLICK HERE
मणिपुरCLICK HERE
मेघालयCLICK HERE
मिजोरमCLICK HERE
नागालैंडCLICK HERE
उड़ीसाCLICK HERE
पंजाबCLICK HERE
राजस्थानCLICK HERE
सिक्किमCLICK HERE
तमिल नाडुCLICK HERE
तेलंगानाCLICK HERE
त्रिपुराCLICK HERE
उत्तर प्रदेशCLICK HERE
उत्तराखंडCLICK HERE
वेस्ट बंगालCLICK HERE
अंडमान निकोबारCLICK HERE
चंडीगढ़CLICK HERE
दमन एंड दिउCLICK HERE
दिल्लीCLICK HERE
जम्मू एंड कश्मीरCLICK HERE
लद्दाखCLICK HERE
लक्षदीपCLICK HERE
पुडुचेरीCLICK HERE

Aap sabhi upar diye gaye State Wise Link se apne village ka Panchayat Voter List online download kar sakte hai.Yaha hamne voter list ki puri jankari pradan ki hai. Yadi aapke paas abhi bhi isse sambandhit koi saval hai, to aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.

kvsro

Recent Posts

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 (Released): Check Bhavnagar University Results

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…

2 months ago

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 (जारी): Check RU BA Part 2 Results

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…

2 months ago

VKSU UG Admission 5th Merit List डाउनलोड करें @vksuonline.in

VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…

2 months ago

Puducherry Police Admit Card 2023 (Released): Constable Exam Call Letter

Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…

2 months ago

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन 2023 ऑनलाइन फॉर्म MSME/ Udyam Registration

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…

2 months ago

VKSU पार्ट 1 UG एडमिशन 1st Merit List 2023 | ऐसे करें डाउनलोड

VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…

2 months ago