Sarkari Yojna Hindi

PIK Nuksan Bharpai Yojana Form 2021: Registration Online For PIK Vima Yojana

PIK Nuksan Bharpai Yojana | PIK Vima Yojana 2021 :- Hello Friends, Maharashtra State Government & Agriculture department ne State ke sabhi kisano ke liye “PIK Vima Yojana 2021” ki shuruat ki hai. Isi yojana ke antargat PIK Nuksan Bharpai Form ka bhi shuruat kar diya gaya hai. Yadi aap Maharashtra ke kisan hai, Aur aapka fasal kisi barish, toofan ke karan barbad ho chuka hai, To aapko State Government ke taraf se financial help diya jayega.

Maharashtra Government dwara shuru ki gayi “PIK Vima Yojana” ke antargat state ke sabhi kisano ko financial help diya jayega, Jinka fasal bemousam barish ke karan kharab ho chuka hai. Yadi aap PIK Nuksan Bharpai Yojana Form online fill karna chahte hai, To is article me diye gaye Links se form online bhar sakte hai. PIK Nuksan Bharpai Yojana Form and PIK Vima Yojana ki sabhi jankari niche share ki gayi hai.

PIK Vima Yojana 2021

PIK Vima Yojana ki shuruat Central government ke dwara shuru kiya gaya hai. Is yojana ki shuruat Maharashtra ke kisan ko Insurance (Vima) dene ke liye kiya gaya hai. Maharashtra ke jo bhi kisan PIK Vima Yojana Registration karnege, Ve is yojana ka labh utha sakte hai. Ab kisi bhi kisan ko apne fasal ke liye kisi bhi floods or droughts ki chinta nahi karni hogi.

Aapko PIK Vima Yojana ka labh uthane ke liye PIK Nukasn Bharpari Form 2021 online fill up karna hoga. Aap sabhi kisan yah Form online fill up kar sakte hai. Yadi state government dwara PIK Nuksan Bharpai Form accept kar liya jata hai, To aapko state government ke dwara aapke falsal barbad hone par financial help diya jayega.

PIK Nuksan Bharpai Yojana 2021- Overview

Scheme NamePIK Nuksan Bharpai Yojana
Article NamePIK Vima Yojana Form 2021
Launched ByMaharashtra State Government
BeneficiariesFarmers of State
Registration ProcedureOnline
Scheme BenefitsCrop Insurance
Official Websitekrishi.maharashtra.gov.in/

PIK Vima Yojana 2021 Benefits

इस योजना के माध्यम से किसानों को अपनी फसल नष्ट होने की चिंता नहीं करनी पड़ेगी, क्योंकि महाराष्ट्र सरकार द्वारा योजना के क्रियान्वयन से महाराष्ट्र राज्य के किसानों को कई प्रोत्साहन मिलेंगे, जिससे किसानों की वित्तीय आय में वृद्धि होगी। कुंआ। वे प्राकृतिक आपदा के कारण अपनी फसलों के नुकसान के कारण जीवन के बारे में कोई गलत निर्णय नहीं ले पाएंगे।

Ham sabhi jante hai ki apne desh me natural calamities and man-made disasters ke karan sabhi kisano ke fasal barbad ho jate hai, Jiske karan sabhi kisano ko high loss uthana padta hai. In sabhi problem ko dekhte huye PM Narendra Modi dwara “PIK Nuksan Bharpai Scheme” ki shuruat ki gayi hai. Is scheme ke tahat sabhi kisano ko bahut sare labh diya jayega.

PIK Nuksan Bharpai Amount Compensation

  • पशु हमले में किसी किसान की मौत होने पर 8 लाख रुपये की आर्थिक सहायता मुआवजे के तौर पर दी जाएगी।
  • यदि कोई किसान पशु के हमले से घायल होता है, तो मुआवजे के रूप में 15000 रुपये की वित्तीय सहायता प्रदान की जाएगी।
  • यदि किसी पशु द्वारा किसान की फसल को नष्ट कर दिया जाता है तो 50 प्रतिशत या 40 प्रतिशत के मुआवजे के रूप में वित्तीय सहायता प्रदान की जाएगी।
  • गन्ने की फसल नष्ट होने पर किसानों को 800 रुपये प्रति मीटर टन मुआवजा दिया जाएगा।
  • यदि एक नारियल का पेड़ नष्ट हो जाता है तो किसानों को मुआवजे के रूप में 4800 रुपये की वित्तीय सहायता प्रदान की जाएगी।
  • सुपारी की फसल नष्ट होने पर किसानों को 2800 रुपए मुआवजे के रूप में आर्थिक सहायता प्रदान की जाएगी।
  • आम का एक पेड़ नष्ट होने पर किसानों को 36000 रुपये मुआवजे के रूप आर्थिक सहायता प्रदान की जाएगी।

PIK Nuksan Bharpai Yojana Eligibility Criteria

Yadi aap is PIK VIma Scheme ka labh uthana chate hai, To aap niche diye gaye eligibility criteria check kar sakte hai :-

  • Yadi aap Bharat ke nagrik hai, To iske liye onilne fomr fill up kar sakte hai.
  • PM Nuksan Bharpai Yoajna ka labh uthane ke liye aapko Maharashtra ka nagrik hona chahiye.
  • Yadi aap below poverty line ke nagrik hai, To is yojana ke liye form fill kar sakte hai.
  • Yadi aapka maximum income kheti ke karan hoti hai, To aap iska labh utha sakte hai.

How to Fill Up PIK Nuksan Bharpai Yojana Form 2021 Online?

Yadi aap PIK Nuksan Bharpai Yojana ke liye eligibility criteria full fill karte hai, To niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-

  • Sabse pahle aapko PIK Vima Yojana ke official website @krishi.maharashtra.gov.in par visit kare.
  • Iske home page par “PIK Nuksan Bharpai Form” ke link par click kare.
  • Iske agle page par “PIK Nuksan Bharpai Yojana Application Form” open ho jayega.
  • Is form me apne sabhi details enter kare.
  • Form fill up karne ke bad, Aapko sabhi important documents uploa karne hai.
  • Form bharne ke bad PIK Vima Scheme Form submit kare.

How To Check PIK Vima Yojana Beneficiary List 2021?

Yadi aap PIK Vima Yojana Beneficiary List online check karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-

  • Sabse pahle aapko PIK Vima Yojana ke official website @krishi.maharashtra.gov.in par visit kare.
  • Iske home page par “PIK Nuksan Bharpai Yojana” ke link par click kare.
  • Iske agle page par “PIK Nuksan Bharpai Yojana Benficiary List” ke link par click kare.
  • Aapke screen par ek PDF format open ho jayega, Jisme aapko apna Name check karna hoga.

-: Important Direct Links :-

PIK Nuksan Bharpai Form 2021Click Here
PIK Nuksan Bharpai Beneficiary ListClick Here
PIK Vima Scheme Official WebsiteClick Here

Hamne aap sabhi ke sath is PIK Nuksan Bharpai Yojana ke liye Registration process ki puri jankari share kiya hai, Aap sabhi candidates is PIK Vima Yojana se related sabhi update prapt kar sakte hai.

Yaha hamne PIK Vima Yojana 2021 ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is Yojana se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.

kvsro

Recent Posts

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 (Released): Check Bhavnagar University Results

MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…

2 months ago

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 (जारी): Check RU BA Part 2 Results

UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…

2 months ago

VKSU UG Admission 5th Merit List डाउनलोड करें @vksuonline.in

VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…

2 months ago

Puducherry Police Admit Card 2023 (Released): Constable Exam Call Letter

Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…

2 months ago

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन 2023 ऑनलाइन फॉर्म MSME/ Udyam Registration

जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…

2 months ago

VKSU पार्ट 1 UG एडमिशन 1st Merit List 2023 | ऐसे करें डाउनलोड

VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…

2 months ago