Post Office Savings Schemes 2021 :- Yadi aap India Post Office Savings Schemes 2021 me apne liye sabse achhi beneficial schemes ki talash kar rahe hai, To hamne aaj ke is post me Post Office ki sabhi Savings Schemes ke bare me puri jankari di hai. Aap sabhi post office savings scheme ke jankari prapt kar ke apne paise sahi aur low-interest vale schemes me paise invest kar sakte hai.
India me aise kai Banks hai jo RD’s and FD’s par low rate of interest pradan kar rahe hai, Lekin aise kai log hai jo Post Office Schemes me apne paise invest karna chahte hai. Isliye, Hamne Post Office ke alag alag Saving Schemes ke bare me puri jankari di hai. Aap sabhi schemes ke bare me jankar apne paise sahi jagah invest kar sakte hai.
India Post Office ne Year 2021 ke liye sabhi sabhi Savings Schemes ki list jari kar diya hai. Hamne sabhi Post office savings schemes ke bare me jankari diya hai. Iske alava savings account, Public Provident Fund, Fixed Deposit and Recurring Deposit ke bare me bhi pura details share kiya hai.
India Post Office Saving Schemes me koi bhi apna account khol sakta hai. Post office saving scheme me paise invest karne vale sabhi depositor ko yah dhyan rakhna hota hai ki Post office me account keval cash mode me khola ja sakta hai. Aap sabhi ko Post office me account kholne se pahle in main points par dhyan rakhna chahiye.
Post office dwara apne sabhi Saving Schemes par interest 4 % per annum hai. Iske alava aapke account ko operate karne ke liye Minimum balance Rs 500/- maintain karna hoga. Iske sath hi 3 financial years me, Account ko ek bar operate kiya jana chahiye.
Aap niche sabhi Post Office Saving Schemes ke bare me puri jankari prapt kar sakte hai. Niche hamne total 8 Savings schemes ke bare me puri details share kiya hai. Aap apne fayde ke anusar savings scheme me paise invest kar sakte hai.
Aap sabhi Bhartiye nagrik Post Office me ye accounts khole ja sakte hai :-
->> Is Savings schemes me yah account four categories ke logo ke dwara khola ja sakta hai. Iske account me interest rate Yearly base par badlta rahta hai.
->> Is Account ko kholne ke liye Minimum balance Rs 1000 /- hone chahiye. Pahle 3 financial year ke liye, Interest rate 5.5% aur Fifth year ke liye, badhkar 6.7% ho jati hai.
->> Post Office RD Recurring Deposit account par pradan ki jane vali interest rate 5.8% hai. Interest rate annually calculate kiya ja sakte hai.
->> Iske sath hi, RD nomination facility bhi available hai. RD me har mahine minimum balance Rs 100/- jama karne hote hai Ya fir yah amount 10 ke multipy me jama kiya ja sakta hai.
->> Is Post office savings schemes me kai prakar ke account kai post office me operate kiya ja sakta hai. Sabhi account me deposit amount ko jodne par 4.5 Lakh honi chahiye.
->> Yadi koi vyakti minor hai, To use apne naam se account badlana hoga. Iske sath hi aapko yah bhi bata den ki is account ka maturity Monthly Income 5 years hai.
->> Ek aisa senior citizen (60 years and more) aur 55 years ya usse adhik age ka vyakti, Jo VRS lekar retire hua hai. Ve is savings schemes me apna account khol sakte hai.
->> Is Senior Citizen Saving Scheme ki maturity 5 Years hai. Is account me 1 Lakh Cash deposit kiya ja sakta hai. Lekin isse adhik cash deposit keval Cheque se hi kiya ja sakta hai.
->> Yah Kisan Vikas Patra Account ek vyakti, ek minor ke guardian aur ek mentally unsound person ke guardian dwara operate kiya ja sakta hai.
->> Is scheme me 3 logo ko milakar ek hi joint account khola ja sakta hai. Is scheme me Kisan Vikas Patra certificate passbook ke rup me diya jata hai.
->> Is Sukanya Samridhi Scheme me account 10 Years tak ke balikaon ke liye khola jata hai. Is scheme me girl’s guardian ke dwara operate kiya jata hai.
->> Sukanya Samridhi account me Rs 250/- minimum amount deposti karni hogi. Is account me account kholne ke liye date se 15 Years tak deposit possible hai.
->> Post Office PPF me pradan ki jane vali interest rate 7.1% hai. PPF account me minimum Rs 500/- aur maximum Rs 1 Lakh amount deposit kiya ja sata hai.
->> PPF account puri tarah se taxes free hai, Isme joint PPF account nahi khole ja sakte hai. Account ki maturity 15 years hoti hai, Jise 1 Year aur badhaya ja sakta hai.
Type of Savings Account | Minimum Deposit Value | Maximum Deposit Value | Rate of Interest Per annum |
P.O. Savings Account | 500 Rupees | No Max Value | 4% |
RD | 100 Rupees | No Max Value | 5.8% |
P.O. Scheme of Monthly Income | 1000 Rupees | 9 lac rupees ( For Joint account) | 6.6% |
Kisan Vikas | 1000 Rupees | No Max Value | 6.9% |
P.P.F | 500 Rupees | 1.5 Lac per year | 7.1 % |
Sukanya Samridhi | 250 Rupees | 1.5 Lac per year | 7.6% |
Senior Citizen’s Saving Scheme | 1000 Rupees | 15 lac | 7.4% |
Yadi aapne upar di gayi sabhi Savings Schemes ke bare me jankari prapt kar li hai, To aap niche diye stesp ko follow karke un scheme me apna Account khol sakte hai :-
Important Links To Open Post Office Saving Scheme 2021
Post Office Savings Account 2021 Link (SB) | Click Here To Apply |
National Savings Recurring Deposit Account 2021 Link (RD) | Click Here To Apply |
National Savings Time Deposit Account 2021 Link (TD) | Click Here To Apply |
National Savings Monthly Income Account 2021 Link (MIS) | Click Here To Apply |
Senior Citizens Savings Scheme Account 2021 Link (SCSS) | Click Here To Apply |
Public Provident Fund Account 2021 Link (PPF ) | Click Here To Apply |
Sukanya Samriddhi Account 2021 Link (SSA) | Click Here To Apply |
National Savings Certificates 2021 Link (VIIIth Issue) (NSC) | Click Here To Apply |
Kisan Vikas Patra 2021 Link (KVP) | Click Here To Apply |
Low-Risk Category | Medium Risk Category | High-Risk Category |
Photo Id | PAN Card | PAN Card |
Aadhar card | Aadhar card | Aadhar card |
Bank Passbook | Bank Passbook | Bank Passbook |
Ration Card | Ration Card | Salary Slip |
Electricity Bill/ Telephone Bill | Electricity Bill/ Telephone Bill | Voter Id |
Voter Id | Voter Id | Passport |
Passport | Passport | Identity Card( of Central Govt.) |
Passport Sized Photos | Passport Sized Photos | Letter by UIDAI and passport sized photos. |
Aap sabhi Bhartiye nagrik is prakar Post Office Saving Schemes 2021 ke tahat apna Account open kar sakte hai. Yaha hamne post offce ki sabhi sabhi Schemes ke bare me puri details share ki hai.
Yadi aapke paas abhi bhi Post Office Scheme se related koi question hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…