PPU Graduation Part 2 Result Scrutiny 2021 :- Hello Friends, Patliputra University ne Graduation Part 2 Result Scrutinty ke liye Date release kar diya hai. Aap sabhi students jante honge ki PPU ne UG Part 2 Result 2021 online jari kar diya hai. Sabhi students apna BA BSc BCom Part 2 Result 2021 PPU ke official website se online check kar sakte hai. Jo students apna Result check kar chuke hai, Lekin ve apne Marks se satisfy nahi hai, To ve Result Scrutiny / Rechecking ke liye Apply kar sakte hai.
Patliputra University ne Graduation Part 2 Result Scrutiny ke liye Form jari kar diya hai, Jo bhi students apne Marks se satisfy nahi hai, Aur ve apne Answer Sheet ka Rechecking ke liye apply karna chahte hai, Ve niche diye gaye link se Scrutiny form bhar sakte hai. PPU Part 2 Result Rechecking application form 2021 online mode me bhara ja sakta hai. PPU Part 2 Result Scrutiny 2021 ke liye online apply kaise karna hai, Iski sabhi details niche share gayi hai.
Latest Update :- PPU Graduation Part 2 Result Scrutiny/ Revaluation/ Rechecking 2021 online apply karne ke liye Direct link niche share kiya gaya hai. Sabhi students PPU Part 2 Result Scrutiny kke liye 26th April 2021 se form bhar sakte hai.
PPU Part 2 Result Scrutiny 2021
Patliputra University ne Graduation BA BSc BCom Part 2 Result Scrutiny Form 2021 online jari kar diya hai. Jo bhi students Result Scrutiny/ Revaluation/ Rechecking ke liye apply karna chahte hai, Unhe yah Application form online bharna hoga. Sabhi students PPU ke official website @www.ppup.ac.in se online application form bhar sakte hai.
Yadi aap PPU Part 2 Result Scrutiny Form 2021 ki khoj kar rahe hain to is article me ham iski puri jankari share kar rahe hain ki kab se aap iska result rechecking ke liye apply kar sakte hain aur result scrutiny form apply karne ke liy direct link bhi niche ke box me share kiya gya hai.
PPU Part 2 Result Rechecking / Scrutiny 2021
PPU Graduation Part 2 Result scrutiny 2020-21 26th April 2021 se May 2021 ke First Week tak online accept kiya jayega. Aap sabhi students Last day se pahle PPU Part 2 Result Scrutiny ke liye apply kar sakte hai.
University Name | Patliputra University |
Exam Name | Graduation Part 2 Exam 2021 |
Article Name | PPU Part 2 Result Scrutiny 2021 |
Result Status | Released |
Scrutiny Form Date | 26th April 2021 |
Official website | www.ppup.ac.in |
PPU Part 2 Result Rechecking Form 2021
PPU ne Graduation BA BSc BCom Part 2 Result Scrutiny 2021 ke liye date jari kar diya hai. Sabhi students dates ke anusar apne Answer Sheet ke Rechecking ke liye online apply kar sakte hai. Hamne niche PPU Part 2 Result Scrutiny Form 2021 bharne ke step by step method share kiya hai.
Patliputra University ne Part 2 Result Scrutiny Form online apne official website @ppup.ac.in par jari kiya hai. PPU Graduation Part 2 Result Rechecking Form 2021 niche diye gaye link se bhar ja sakte hai. PPU Part 2 Result Scrutiny 2021 ke liye form kaise bharna hai, Iski jankari niche share ki gayi hai.
How To Apply For PPU Part 2 Result Scrutiny 2021?
Yadi aap Patliputra University Part 2 Result scrutiny 2021 ke liye online apply karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap PPU ke official website @www.ppup.ac.in par visit kare.
- Iske home page ke “Latest Announcements” ke link par click kare.
- Iske agle page par “Apply for Part 2 Result Scrutiny” ke link par click kare.
- Iske bad aapko ek application form fill up karna hai.
- Iske bad Form submit kare, Aur Fee pay kare.
-: Important Dates :-
Part 2 Scrutiny Form 2021 | Click Her To Apply |
PPU Official Website | Click Here |
About Patliputra University
Pataliputra University, Patna was established on 18 March 2018, by order of the Government of Bihar, letter / memo no. 15 / M1-71 / 2016-700, dated 09.04.2018. All colleges in Patna and Nalanda district, Bihar (India), except those affiliated to Patna University, come under the jurisdiction of Pataliputra University. The university has control over 25 constituent colleges, two government girls colleges, three minority colleges and several affiliated colleges.
Many of these colleges run university-approved postgraduate centers in various disciplines in addition to skill-oriented courses in vocational and technical/vocational fields. These affiliated units duly administer the Board of Management approved by their governing local bodies and the University.