Patliputra University Part 2 Result 2022:- Hello Friends, PPU Part 2 exam 2020 January 2022 me complete kar liya gya hai aur ab jitne bhi log is exam me upasthit hue hain ve sabhi iska result download karna chahte hain. To aap bhi yadi PPU Part 2 result 2022 ki khoj kar rahe hain to is article me ham iski puri jankari share kar rahe hain ki kab se aap iska result download kar sakte hain aur result download kare ke liye direct link bhi niche ke box me share kiya gya hai.
To jitne bhi students PPU Part 2 exam (BA / B.Sc / B.Com) me bhag liye hain ve ab result download kar sakte hain. Ham is article ko samay samay par update karte rahte hain aur jaise hi iska result jaari kiya jaata hai to ham uski bhi jankari niche update kar denge aur saath hi result check karne ka direct link bhi share kar denge. Patliputra University apna sabhi result apne official site par hi share karta hai aur 2nd year ka result bhi yahi share kiya jayega. Patliputra University ka official site @ppup.ac.in hai jiska bhi link niche diya gya hai.
Patliputra University ke part 2 me padhne vale sabhi students apne roll number ke jariye apna result check kar payenge aur aisa karna kafi aasan hai kyonki ham aapko step by step bata rahe hain ki kaise result download karna hai.
Latest Update – Patliputra University B.Com Part 2 Result 2022 is released
To jaisa ki aap sabhi ko upar bataya gya hai ki iska exam January 2022 me liya gya hai jiske liye puri date sheet bhi aap niche se dekh sakte hain. Philhaal ham result ki baat kar rahe hain to aapko bata den ki result exam ke 2 ya 3 mahine baad jaari kiya jayega. Jaise hi result jaari kiya jaata hai to ise check karne ka direct link niche share kiya jayega.
Waise is exam ki puri jankari hindi me niche share kiya ja raha hai taki aap iske bare me aur adhik jaan saken.
यूनिवर्सिटी का नाम | पाटलिपुत्र यूनिवर्सिटी |
परीक्षा का नाम | ग्रेजुएशन पार्ट 2 |
परीक्षा का प्रकार | विश्वविद्यालय वार्षिक परीक्षा |
परीक्षा की तिथि | April 2022 |
परीक्षा का रिजल्ट | Declared |
ऑफिसियल वेबसाइट | ppup.ac.in |
PPU part 2 exam 2020 me bhag lene vale sabhi students niche ke direct link se iska result download kar sakte hain. Step by step jankari bhi just niche share ki ja rahi hai. Kisi tarah ki samasya aane par aap niche comment kar ke bhi puchh sakte hain.
PPU B.A Part 2 result | Click Here |
PPU B.Com. Part 2 result | Click Here |
PPU B.Sc. Part 2 result | Click Here |
पाटलिपुत्र विश्वविद्यालय, पटना की स्थापना 18 मार्च 2018 को, बिहार सरकार के आदेश से, पत्र / ज्ञापन सं। 15 / M1-71 / 2016-700, दिनांक 09.04.2018। पटना और नालंदा जिले, बिहार (भारत) के सभी कॉलेज, पटना विश्वविद्यालय से जुड़े लोगों को छोड़कर पाटलिपुत्र विश्वविद्यालय के अधिकार क्षेत्र में आते हैं। विश्वविद्यालय का 25 घटक कॉलेजों, दो सरकारी गर्ल्स कॉलेजों, तीन अल्पसंख्यक कॉलेजों और कई संबद्ध कॉलेजों पर नियंत्रण है|
इन कॉलेजों में से कई व्यावसायिक और तकनीकी / व्यावसायिक क्षेत्रों में कौशल-उन्मुख पाठ्यक्रमों के अलावा विभिन्न विषयों में विश्वविद्यालय-स्वीकृत स्नातकोत्तर केंद्र चला रहे हैं। ये संबद्ध इकाइयाँ उनके शासी स्थानीय निकाय और विश्वविद्यालय द्वारा अनुमोदित प्रबंधन बोर्ड का विधिवत संचालन करती हैं|
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…