Pragati Scholarship Application Form 2021 :- Hello Friends, All India Technical Education Council (AICTE) ne apne Desh ke Ladkiyo ke liye “Pragati Scholarship” ki shuruat ki hai. Is Pragati Scholarship Scheme ko shuru karne ke mukhya udeshya Bharat ki yuva ladkiyo ko apni Education pura karne me madad karna hai. Yadi aap bhi ek Yuva Chhatra hai, Aur is Pragati Scholarship ka labh uthana chahte hai, To aap is article me diye gaye link se Pragati Scholarship 2021 ke liye Application form bhar sakte hai.
Pragati Scholarship ke tahat Bharat ke total 4,000 Ladkiyo ko 30,000 Rupaye ki Tution fees ki madad ki jati hai. Yadi aapne abhi tak All India Technical Education Council (AICTE) ke Pragati Scholarship ka labh nahi uthaya hai, To aap sabse pahle iske liye online AICTE ke official website @www.aicte-pragati-saksham-gov.in par jakar Apply karenge. Hamne Pragati Scholarship 2021 Form Apply karne ke liye Direct link & Step by Step method share kiya hai.
Pragati Scholarship Scheme 2021
प्रगति छात्रवृत्ति (Pragati Scholarship) तकनीकी शिक्षा (Technical Education) का पूरा करने वाली लड़कियों की प्रगति के लिए सहायता प्रदान करने के उद्देश्य से AICTE द्वारा लागू की जा रही एक MHRD Scheme योजना है। शिक्षा विकास प्रक्रिया में पूरी तरह से भाग लेने के लिए आवश्यक ज्ञान, कौशल और आत्मनिर्भरता वाली महिलाओं को सशक्त बनाने के सबसे महत्वपूर्ण माध्यमों में से एक है।
यह प्रगति छात्रवृत्ति (Pragati Scholarship) युवा महिलाओं को अपनी शिक्षा को आगे बढ़ाने और “तकनीकी शिक्षा के माध्यम से महिलाओं को सशक्त बनाने Empowering Women through Technical Education)” द्वारा सफल भविष्य के लिए तैयार करने का प्रयास है।
Aaap sabhi students Indian government dwara shuru ki gayi Pragati Scholarship ke liye registration form bhar sakte hai. Aap sabhi students AICTE government ki website www.aicte-pragati-saksham-gov.in se registration form bhar sakte hai. Yaha hamne sabhi scholarship ke List, Eligibility & Last Date ke bare me jankari di hai.
Important Features of Pragati Scholarship
- Total Number of Scholarship-4000 per Annum ( 2000 for Degree and 2000 for Diploma)
- The candidate should be admitted to the 1st year of Degree/Diploma course in AICTE Affiliated College.
- Two Girls Child per family are eligible, whose family income is not more than 8 lakh per annum.
- The selection of candidate will be made on merit on the basis of qualifying examination.
- Amount of scholarship: Tuition Fee of Rs. 30,000/- or at actual, whichever is less and Rs.2000/- per month for 10 months.
- Reservation-15% for SC, 7.5% for ST and 27% for OBC candidate/applicant.
Eligibility Criteria for Pragati Scholarship
- Pragati Scholarship ke liye Apply sirf Girls hi kar sakti hai.
- Applicant Indian Citizens honi chahiye.
- Applicant AICTE dwara Affiliated College, University se 1st Year ki students ho.
- Mata Pita ki Annual income Rs. 8 Lakh se adhik nahi honi chahiye.
- Ek hi family se 2 Girls Pragati Scholarship ka labh le sakti hai.
Documents Required for Pragati Scholarship
- The girl’s parents or husband’s income certificate.
- Class 10th and 12th board exam certificate.
- College, or a letter from the institute, in which the applicant is studying in the first year.
- Tuition fees slip
- Applicant’s bank account number linked to the Aadhar card.
- SC ST OBC Caste Certificate
- Aadhaar card
How To Apply For Pragati Scholarship Online?
Yadi aap Pragati Scholarship ka labh uthana chahte hai, To aap niche diye gaye link se Online application form bhar sakte hai :-
- Sabse pahle aap AICTE Scholarship ke official website @www.aicte-pragati-saksham-gov.in par visit kare.
- Is Website ke home page par “Registration” ke button par click kare.
- Registration karne ke bad aapko ID & Password mil jayega.
- Ab ID & Password ke jariye Login kare.
- Login karne ke bad, Aapko iske home page par ek Application Form milega.
- Ab us Scholarship Form me, Apne bare me sabhi details enter kare.
- Form bharne ke bad, Sabhi important Documents upload kar den.
- Aur iske bad yadi aapka Form AICTE dwara select kar liya jayega, Tab aapko inform kar diya jayega.
Pragati Scholarship Application Form :- Click Here For Apply
How To Check Pragati Scholarship Merit List Online?
Yadi aapne Pragati Scholarship ke liye application form bhara hai, To aap apna naam Merit List me check kar sakte hai, Hamne niche Pragati Scholarship Merit List check karne ke bare me puri jankari share ki hai :-
- Sabse pahe aap AICTE ke official website @www.aicte-india.org/ par visit kare.
- Iske home page par “SCHEMES” section par click kare.
- Ab iske agle page par “Student Development Schemes” ke link par click kare.
- Pragati Scholarship ke page par “Batch 2021-2022” ke link par click kare.
- Ab aapke screen par ek Merit List PDF open ho jayega.
- Ab aapko Merit List me naam dekhna hai.
- Yadi aapka naam shamil hoga, Tab aapko is Scholarship ka labh milega.
AICTE Official Website :- https://www.aicte-india.org/
Pragati Scholarship Merit List :- Click Here To Download
Yaha hamne Pragati Scholarship ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is exam se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.