Pragati Scholarship Application Form 2021 :- Hello Friends, All India Technical Education Council (AICTE) ne apne Desh ke Ladkiyo ke liye “Pragati Scholarship” ki shuruat ki hai. Is Pragati Scholarship Scheme ko shuru karne ke mukhya udeshya Bharat ki yuva ladkiyo ko apni Education pura karne me madad karna hai. Yadi aap bhi ek Yuva Chhatra hai, Aur is Pragati Scholarship ka labh uthana chahte hai, To aap is article me diye gaye link se Pragati Scholarship 2021 ke liye Application form bhar sakte hai.
Pragati Scholarship ke tahat Bharat ke total 4,000 Ladkiyo ko 30,000 Rupaye ki Tution fees ki madad ki jati hai. Yadi aapne abhi tak All India Technical Education Council (AICTE) ke Pragati Scholarship ka labh nahi uthaya hai, To aap sabse pahle iske liye online AICTE ke official website @www.aicte-pragati-saksham-gov.in par jakar Apply karenge. Hamne Pragati Scholarship 2021 Form Apply karne ke liye Direct link & Step by Step method share kiya hai.
प्रगति छात्रवृत्ति (Pragati Scholarship) तकनीकी शिक्षा (Technical Education) का पूरा करने वाली लड़कियों की प्रगति के लिए सहायता प्रदान करने के उद्देश्य से AICTE द्वारा लागू की जा रही एक MHRD Scheme योजना है। शिक्षा विकास प्रक्रिया में पूरी तरह से भाग लेने के लिए आवश्यक ज्ञान, कौशल और आत्मनिर्भरता वाली महिलाओं को सशक्त बनाने के सबसे महत्वपूर्ण माध्यमों में से एक है।
यह प्रगति छात्रवृत्ति (Pragati Scholarship) युवा महिलाओं को अपनी शिक्षा को आगे बढ़ाने और “तकनीकी शिक्षा के माध्यम से महिलाओं को सशक्त बनाने Empowering Women through Technical Education)” द्वारा सफल भविष्य के लिए तैयार करने का प्रयास है।
Aaap sabhi students Indian government dwara shuru ki gayi Pragati Scholarship ke liye registration form bhar sakte hai. Aap sabhi students AICTE government ki website www.aicte-pragati-saksham-gov.in se registration form bhar sakte hai. Yaha hamne sabhi scholarship ke List, Eligibility & Last Date ke bare me jankari di hai.
Yadi aap Pragati Scholarship ka labh uthana chahte hai, To aap niche diye gaye link se Online application form bhar sakte hai :-
Pragati Scholarship Application Form :- Click Here For Apply
Yadi aapne Pragati Scholarship ke liye application form bhara hai, To aap apna naam Merit List me check kar sakte hai, Hamne niche Pragati Scholarship Merit List check karne ke bare me puri jankari share ki hai :-
AICTE Official Website :- https://www.aicte-india.org/
Pragati Scholarship Merit List :- Click Here To Download
Yaha hamne Pragati Scholarship ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is exam se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…