Punjab Police Jail Warder Syllabus & Exam Pattern 2021 :- Hello Friends, Yadi aapne Punjab Police Jail Warder & Matron Recruitment 2021 ke liye Form Apply kiya hai, Aur ab iske Exam ka Syllabus & Exam Pattern check karna chahte hai, To aap bilkul sahi post par hai. Aaj ke is post me hamne aap sabhi ke sath Punjab Police Jail Warder & Matron Exam Syllabus PDF & Exam Pattern share kiya hai. Yaha aapko Punjab Police Jail Warder Exam Syllabus & Exam Pattern 2021 ki puri details Hindi, English & Punjabi me provide ki gayi hai.
Punjab Subordinate Service Selection Board ne Punjab Police Jail Warder (Male) Matron (Female) ke 847 Post ke liye Recruitment Notification release kiya hai. Jiske liye online Application form 10th May 2021 se 30th May 2021 tak bhare jane hai, Yadi aapne bhi is Recruitment ke liye Apply kiya hai, To aapko sabse pahle iske Written exam me shamil hona hoga, Jiske liye aapko is Exam ke Syllabus & Exam pattern ke bare me pata hona bahut jaruri hai.
Hamne aaj ke is post me Punjab Police Jail Warder Exam Syllabus & Exam Pattern aap sabhi ke sath share kiya hai. Aap sabhi candidates Syllabus & Exam Pattern download karke ye sabhi chije pata kar sakte hai, Jaise ki Total no. of questions, Total topics, total number of questions, maximum marks, negative marking etc.
Yadi aap Punjab Police Exam Pattern & Syllabus ki khoj kar rahe hai, To aap is post me iski puri jankari prapt kar sakt ehai. Yaha aap sabhi ke sath Punjab Police Jail Warder Syllabus 2021 ki puri details share ki gayi hai. Aap sabhi candidates Syllabus & Exam Pattern download karke, Iske exam ka Preparation ache se kar sakte hai.
Authority Name | Subordinate Services Selection Board Punjab |
Article Name | Punjab Police Jail Warder Syllabus 2021 |
Post Name | Jail Warder (Male) & Matron (Female) |
Total Post | 847 Post |
Application Date | 10.05.2021 – 30.05.2021 |
Apply Mode | Online |
Official Website | https://sssb.punjab.gov.in/ |
Yadi aapne bhi Jail Warder & Matron Post ke liye Recruitment form apply kiya hai, To aap sabhi jante honge ki kisi bhi exam ko pass karne ke liye uske Syllabus ka pata hona bahut jaruri hai. Jisse sabhi ko Exam ki taiyar karne me madad milti hai. Aaj ham aapko Jail Warder Exam Pattern ke bare me puri details me bataynge.
Aapko yah bhi bata den ki PSSSB online mode me Jail Warder & Matron Exam ka aayojan karega. Isliye sabhi candidates ko naye exam pattern ka pata hona chahiye. Niche aap sabhi Post wise exam pattern dekh sakte hai.
Total Vacancy :847 Post
Category | Warder (Only For Males) | Matron (Only For Females) |
General | 352 | 13 |
Economic Weaker Section. | 82 | 3 |
Scheduled Caste (M&B) | 82 | 3 |
Scheduled Caste (R&O) | 81 | 3 |
Backward Class | 80 | 4 |
Exserviceman (General) | 57 | 3 |
Exserviceman (SC-M&B) | 16 | 1 |
Exserviceman (SC-R&O) | 16 | 1 |
Exserviceman (BC) | 17 | – |
Sports (General) | 16 | – |
Sports (SC-M&B) | 4 | – |
Sports (SC-R&O) | 4 | – |
Freedom Fighter | 8 | 1 |
Total | 815 | 32 |
Subjects | Questions | Scores |
General Knowledge | 30 | 30 |
English | 15 | 15 |
Quantitative Knowledge | 25 | 25 |
Punjabi | 15 | 15 |
Computer | 15 | 15 |
Total | 100 | 100 |
Punjab Police Jail Warder & Matron Examination 2021 ka taiyari karne se pahle aapko iske Syllabus ka bhi pata hona bahut jarui hai. Aap sabhi Exam syllabus dekh kar, Kam samay me sahi topic ke bare me padh sakte hai. Ham niche aapko Punjab Police Jail Warder Exam 2021 ke bare me jankari denge.
Apply Online For Jail Warder Recruitment | Click Here To Apply |
Jail Warder Syllabus & Exam Pattern | Click Here To Download |
PSSSB official Notification | Click Here To Download |
PSSSB Official Website | https://sssb.punjab.gov.in/ |
Aap sabhi candidates upar diye gaye direct link se “Punjab Police Jail Warder Exam Syllabus & Exam Pattern 2021” ke liye online application form bhar sakte hai. Yaha hamne PSSSB dwara nikali gayi latest job vacancy ke bare me jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi is vacancy se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai. Aap hamare is Website se sabhi latest Job ki full details prapt kar sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…