Punjabteched Diploma Exam Date Sheet 2021 :- Hello Friends, Punjab State Board of Technical Education & Industrial Training ne apne official website par Polytechnic Diploma & ITI Exam Date Sheet jari kar diya hai. Punjab Diploma, ITI 1st 2nd 3rd 4th 5th 6th Sem Exam Date sheet jari kiya hai, Yadi aap bhi Punjabteched ITI June/ July Exam me shamil hone vale hai, To aap is Exam ka date sheet pdf online download kar sakte hai.
PSBTE Board June July 2021 me Diploma, ITI 2nd, 4th, 6th Semester exam ka aayojan karne ja raha hai. Iske liye Punjabteched ne apne official website @www.punjabteched.com par Exam Date sheet jari kiya hai. PSBTE yah sabhi exams offline mode me pen and paper-based exam aayojit karega. Jo bhi students Diploma, ITI ki taiyari kar rahe hai, Ve apne sabhi Exam ka Schedule niche is post me dekh sakte hai.
Latest Update :- Punjab State Board of Technical Education and Industrial Training (PSBTE) has released the Polytechnic, Diploma, ITI Exam Time Table on @www.punjabteched.net. You can get your Exam Time Table through this article. A direct link to download the Diploma 2nd 4th 6th Semester Exam Time Table is given below.
PSBTE Diploma, ITI Exam Date Sheet 2021
Punjab State Board of Technical Education and Industrial Training (PSBTE) ne Diploma, ITI Exam Time Table apne official website @www.punjabteched.net par jari kar diya hai. PSBTE sabhi Diploma & Semester Exam offline mode me aayojit karne ja raha hai. PSBTE Board June – July 2021 me Diploma 2nd 4th 6th Semester Exam aayojit karega, Sabhi candidates is exam ke liye Time Table niche diye gaye Direct link se download kar sakte hai.
PSBTE ne 2nd 4th 6th Semesters Exam ke liye Date Sheet/ Time Table online jari karne vala hai. PSBTE Exam ke 10 – 15 din pahle Exam Admit Card bhi jari kar dega. Aap sabhi candidates apne Admit Card par apne Centers aur Roll number ki jankari prapt kar sakte hai. Punjab Polytechnic Diploma, ITI Semester Exam 2021 se download karne ke liye hamne direct link & step by step method share kiya hai.
Punjab Diploma Exam Date Sheet 2021- Overview
Examination Board | Punjab State Board of Technical Education and Industrial Training (PSBTE) |
Exam Name | Polytechnic Diploma & ITI |
Article Name | Punjabteched Date Sheet 2021 |
Semesters | 2nd 4th 6th Semester Exam |
Exam Type | Even |
Date Sheet Release Date | June 2021 (Tentatively) |
Exam Date | July 2021 (Expected) |
Date Sheet Status | Available Soon |
Website | www.punjabteched.net |
Punjabteched 2nd 4th 6th Semester Date Sheet 2021
Punjabteched har saal do bar Semester Examination ka aayojan karta hai. Yah donon exam Odd Semester & Even Semester ke naam se jana jata hai. Odd 1st 3rd 5th semester me sabhi students November-December me shamil ho sakte hai, Aur Even 2nd 4th 6th-semester exam me sabhi students June-July me shamil ho sakte hai. PSBTE is bar Even Semester Exam ka aayojan karne ja raha hai, Jiske liye Time Table online jari kiya gaya hai.
PSBTE Polytechnic Diploma Exam Time Table 2021 jari ho jane ke bad aap sabhi students iske official website @www.punjabteched.net se online download kar sakte hai. Iske alava hamne aap sabhi ke suvidha ke liye Course Wise Exam Time table download link niche share kiya hai.
Punjabteched Even Semester Exam Date 2021
Punjab Diploma, Polytechnic Course ke liye Annual / Semester Exam 2021 ka aayojan June – July 2021 me karne ja raha hai. PSBTE ne session 2021 ke liye bhi Diploma ITI 2nd 4th 6th Exam May 2021 me aayojit karega. Aap sabhi students Exam Time Table 2021 se related sabhi update prapt karne ke liye hamare is page ke sath bane rah sakte hai.
How To Download Punjab Tech Exam Date Sheet 2021?
PSBTE ke sabhi students Diploma ITI 2nd 4th 6th Semesters Exam Time Table 2021 niche diye gaye steps ko follow kar aasani se download kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap PSBTE ke official website @www.punjabteched.net par visit karen.
- Ab iske home page par “Students Corner” par click karen.
- Ab us section se “ Examination Diploma Time Table 2021” ke link par click karen.
- Ab aap Polytechnic Exam 2021 ke page par chale aaenge.
- Yaha se aap 2nd 4th 6th Semester Exam Course ko select karen.
- Iske baad aap search button par click karen.
- Aapka course ka exam time table online pdf form me show hoga.
- Jise ab aap online download kar sakte hai.
Links To Download Exam Time Table 2021
PSBTE Diploma ITI Time Table 2021 | Click Here To Download |
PSBTE Official Website | http://www.punjabteched.net/ |
Yaha hamne PSBTE Diploma ITI Exam Time Table 2021 ke bare me jankari pradan kiya hai. Hame ummid hai, Aapko yah article achhi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is exam se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.