Purnea University PG (MA MSc MCom) Admission 2021 :- Hello Friends, Purnea University ne Post Graduation Admission 2021 ke liye Date release kar diya hai. Jo bhi candidates Purnea University me MA MSc MCom Course me Admission lena chahte hai, Ve last date se pahle Admission Form online bhar sakte hai. Purnea University ne apne official website par Session 2021-2023 PG Admission ke liye notification release kiya hai. Aap sabhi candidates yaha is post me Purnea University PG Admission 2021 se related sabhi details prapt kar sakte hai.
Purnea University Post Graduation Admission 2021 ke liye online application jari karega, Jise aap sabhi candidates online fill kar sakte hai. Purnea University ne session 2021-23 ke liye PG (MA,M.Sc & M.Com) me admission lene ke liye application form release kiya hai. Jo bhi candidates BRABU me PG (MA M.Sc M.Com) course me admission prapt karna chahte hai, Ve iske liye online application form bhar sakte hai.
Purnea University PG MA MSc MCom course me admission lene ke liye sabhi candidates ko PG Admission Entrance 2021 (PG CET) me shamil hona hoga, Iske liye sabse pahle aapko online application form bharna hai. Purnea Admission department ke liye anusar PG Admission ke liye application form April-May 2021 se bhara ja sakta hai.
Punrea University PG Admission 2021
Purnea University ne sesion 2021-23 ke liye PG MA / MSc / MCom courses me Admission ke liye online application form accept karna shuru kar diya hai. Purnea University dwara jari ki gayi notification ke anusar Post Graduation MA MSc MCom 1st Semester Admission April 2021 se shuru hogi. Sabhi candidates PG Admission ke liye online application form Purnea University ke official website @purneauniversity.ac.in se bhar sakte hai.
Aap sabhi candidates ke jankari ke liye bata den ki PG MA / MSc / MCom course me admission PG Entrance Test 2021 ke basis par kiya jayega. Purnea University PG (MA,M.Sc & M.Com) courses me admission ke liye application form online mode me bhara jayega. Sabhi candidates is post Purnea University PG Admission 2021 Application form kaise bharna hai, Iski puri jankari prapt kar sakte hai.
Purnea University PG Admission 2021 – Details
University Name | Purnea University |
Article Name | PG Admission 2021 |
Courses | MA / MSc / MCom |
Exam Name | PG Entrance Exam (PGCET) 2021 |
Session | 2021-23 |
Application Form Fill Up Start Date | To be announced |
Application Form Fill Up Last Date | To be announced |
Official Website | brabu.edu.in |
Purnea University Available Seats Department Wise
पूर्णिया यूनिवर्सिटी एडमिशन 2021 के लिए जल्दी शुरू होने जा रही है, जिसमे आप PG कोर्स के लिए अप्लाई कर सकते है| अप्लाई करने का प्रोसेस ऑनलाइन है जो निचे बता दिया गया है आप उसे पढ़ कर आप अपना एप्लीकेशन ऑनलाइन कर सकते है
सबसे पहले आपको बता दें की पूर्णिया यूनिवर्सिटी में PG एडमिशन के लिए 42331 सीट्स अवेलेबल है| आप सभी कैंडिडेट्स कोर्स वाइज कितने सीट्स अवेलेबल है, उसकी जानकारी निचे प्राप्त कर सकते है |
Department | Total No of Seat |
Science department | 9300 |
Arts department | 9809 |
Commerce department | 23220 |
Purnea University PG Admission Application Form 2021
Purnea University, Bihar PG Admission Online Application form 2021-23 jald hi jari kiya jayega. Purnea PG Admission 2021 ke liye application form iske official website @purneauniversity.ac.in par online mode me bhara jayega. Purnea PG MA MSc MCom Admission 2021 ke liye application form April 2021 se bhara ja sakta hai.
Purnea University PG Admission 2021 ke liye application form bharne ke liye direct link & step by step method niche share kiya gaya hai. Sabhi candidates is post Purnea University PG Admission 2021 Application form kaise bharna hai, Iski puri jankari prapt kar sakte hai.
Purnea University Admission 2021: Important Dates
Events | Dates |
Release of official notification for PG Admission 2021 | April 2021 |
Start of Online Application form submission for BRABU PG Admission 2021 | April 2021 |
Last Date of Online Application form submission for BRABU PG Admission 2021 | May 2021 |
Online Application Editing Period | May 2021 |
Declaration of Merit List of PG Admission 2021 | Update Later |
Counseling for PG Admission 2021 | Update Later |
Admission on the Basis of Merit List | To be Notified |
Start of PG Course session 2021 | To be Notified |
Purnea University PG Admission Eligibility Criteria
Jo bhi candidates Purnea University PG Courses me admission lena chahte hai, Unhe niche diye gaye eligibility criteria ko fullfill karna hoga :-
Education Qualification
- Scored 45% in Graduation for admission in Honors Subject in PG
- Scored 55% in Graduation for admission in Subsidiary/Allied Subject in PG
Age Limit
Purnea university me admission lene ke liye koi age limit nahi hai.
Admission Application Fee
Category | Fee |
General/ OBC | Rs. 600 |
SC/ ST | Rs. 300 |
With Late Fine General/ OBC | Rs. 1500 |
With Late Fine SC/ ST | Rs. 1000 |
Purnea University PG Entrance Exam Selection Process
Jaisa ki hamne aapko bataya ki Purnea University me PG Admission ke liye aapko sabse pahle iske Entrance Exam me shamil hoga. Yah Entrance exam 100 Marks ka hoga, Iska exam pattern in subjects par based hoga, General Awareness, General Knowledge, Numerical Aptitude, Logical Reasoning, Puzzle, etc.
Total Question | 200 |
Total Time | 3:00 hrs |
Total Paper | 2 ( General Studies, Professional Studies ) |
How To Apply for Purnea University Admission 2021 Online?
Jo bhi candidates Purnea University me PG (MA / MSc / MCom) course me Admission lena chahte hai, Ve niche diye gaye steps ko follow karke, Online Application form bhar sakte hai :-
- Sabse pahle aap Purnea University ke official website @purneaunivresity.ac.in par visit kare.
- Iske home page par “PG Admission 2021 Application Form” ke lihnk par click kare.
- Ab aapke screen par ek naya page khulega.
- Yaha aapko“Click Here for PG Admission 2021 Form” ke link par click karna hai.
- Ab ek Application Form open hoga, Usme apna details enter kare.
- Application form bharne ke bad, Form submit kare den.
- Aur fir Form ka fee pay kar den, Aur form ka ek print out nikal len.
-: Important Links :-
PG Admission 2021 Application Form | Click Here To Apply |
Official Website | https://purneauniversity.ac.in/ |
Aap sabhi candidates is pakar Purnea University PG Admission 2021 ke liye online Application form bhar sakte hai. Yaha hamne PG MA MSc MCom Admission se related sabhi jankari share kiya hai.
Yadi aapke paas abhi bhi isse related koi saval hai, To aap apna saval niche comment box me puch sakte hai. Ham aapke har saval ka javab denge.
List Of Purnea University Affiliated College
Government College | Private College |
Araria College, Araria | SNSY Degree College, Rambagh, Purnia |
Marwari College, Kishanganj | N. D. College, Rambagh, Purnea |
Forbesganj College | K. D. College, Raniganj |
Nehru College, Bahadurganj | J.D.S.S. Mahila College, Forbesganj |
R. D. S. College, Salmari | A.M. College, Barari |
K. B. Jha College, Katihar | S. R. C., Degree Katihar |
R. L. College, Madhawnagar | B. .D. College, Barsoi |
M.L.A. College, Kasba | Y. N. P. Degree College, Raniganj |
Purnea College, Purnia | R. Y. Manihari College, Manihari |
D. S. College, katihar | R. K. K. College, Purnea |
M. J. M. M. College, Katihar | R.K.S. Mahila College, Kishanganj |
Purnea Mahila College | SNSY Degree College, Rambagh, Purnia |
– | K. D. College, Raniganj |
– | A.J.M. College, Banmankhi |
– | J.D.S.S. Mahila College, Forbesganj |
– | Peoples College, Araria |
– | B. N. C. Dhamdaha |
– | MLDPKY College, Araria |
– | MHAND College, Thakurganj |
About Purnea University
Purnea University, Purnia which was carved out of Bhupendra Narayan Mandal University, Madhepura on 18th March 2018 by an act of Bihar Assembly which was notified in Bihar Gazette (Ashadharn) on 17th August 2016 under Bihar State University Act (BSU ACT 1976) amended under section 3(1) of Bihar Act 23, 1976 and called the Bihar State Universities Amendment Act 13, 2016.