Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana 2021 :- Hello Friends, Rajasthan ke Chief Minister Ashok Gehlot ne apne State ke reserved category college students ke liye “Ambedkar DBT Voucher Yojana 2021” ki shuruat ki hai. Rajasthan government ke is yojana ka labh state ke sabhi SC, ST, OBC, MBC and EWS categories ke students ko diya jayega. Yadi aap Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana ke bare me janna chahte hai, To aap aaj ke is post me is yojana ke bare me puri jankari prapt kar sakte hai.
Rajasthan ke CM Ashok Gehlot ne state ke sabhi SC, ST, OBC, MBC and EWS category ke college students ke liye Ambedkar DBT Voucher Yojana ko lagu karne ke liye manjuri de di hai. Is yojana ke tahat state ke sabhi reserved category ke students ke liye higher studies ke liye Shahri kshetra me jane ke liye Subsidy degi. Yadi aap Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana ke liye Registration karna chahte hai, To iski bhi jankari is post me share ki gayi hai.
Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana 2021
राजस्थान के मुख्यमंत्री अशोक गहलोत (CM Ashok Gehlot) ने एससी (SC), एसटी (ST), ओबीसी (OBC), एमबीसी (MBC) तथा ईडब्ल्यूएस वर्ग (EWS Category) के विद्यार्थियों के लिए आम्बेडकर डीबीटी वाउचर योजना (Ambedkar DBT Voucher Scheme) लागू करने के प्रस्ताव को मंजूरी दे दी है। इस योजना के तहत प्रदेश के विभिन्न आरक्षित वर्गों (Reserved Category Students) के कॉलेजों में अध्ययनरत छात्रों को राज्य सरकार अपने घर से दूर शहरी क्षेत्रों में रहने के लिए आवासीय सुविधा हेतु वाउचर उपलब्ध करवाएगी।
Rajasthan State Government ne Ambedkar DBT Voucher Yojana 2021 ka labh sabhi reserved category ke College students ko diya jayega. Rajasthan government aise sabhi college students ko residential facilities provide karega, Jo higher studies ke liye urban areas me padhne jayenge. Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana ke antargat kitna amount diya jayega, Iski jankari niche share ki gayi hai.
Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana Benefits
Rajasthan Government ke jo bhi students undergraduate or postgraduate classes me study kar rahe hai, Ve is Ambedkar DBT Voucher Yojana 2021 ka labh utha sakte hai. Jo bhi students is yojana ke liye registration form bharnge, Unko is yojana ka labh diya jayega.
राजस्थान सरकार के आधिकारिक बयान के अनुसार, आंबेडकर DBT वाउचर योजना के तहत लाभार्थी छात्रों को रुपये का भुगतान किया जाएगा। संभाग मुख्यालय में आवासीय सुविधा के लिए प्रति छात्र प्रति माह 7,000 रुपये और अन्य जिला मुख्यालयों के लिए 5000 रुपये प्रति माह दिया जायेगा।
Rajasthan DBT Voucher Yojana 2021- Overview
Scheme Name | Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana |
Launched by | Government of Rajasthan |
Beneficiaries | Students of Rajasthan reserved category |
Scheme Objective | Providing vouchers for residential convenience. |
Subsidies | ₹ 5000 and ₹ 7000 |
No of beneficiaries | 5000 Students |
Post Category | Scheme/ Yojana/ Yojna |
Official Website | rajasthan.gov.in |
Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana 2021 – Main Objectives
SCHEME OBJECTIVES :-
- Rajasthan Chief Minister Ashok Gehlot ne Ambedkar DBT Voucher Yojana ko manjuri diya hai.
- Is yojana me state ke reserved SC, ST, OBC, MBC and EWS categories ke students ko labh diya jayega.
- Is yojana ke tahat state government residential facilities ke liye sabhi college students ko vouchers dega.
- Rajasthan ke total 5000 Students ko DBT Voucher YOjana ka labh diya jayega.
BENEFICIARY BENIFITS :-
- इस योजना के तहत, राज्य सरकार छात्रों को आवासीय आवास के लिए रुपये की 7000 प्रति माह राशि के वाउचर प्रदान करेगी। जो 1 साल में करीब 10 महीने के लिए दिया जाएगा।
- जिसमें 1 वर्ष में छात्र को आवासीय वाउचर के रूप में लगभग 70000 रुपये की राशि दी जाएगी।
Ambedkar DBT Voucher Yojana 2021- Eligibility Criteria
- Sabhi candidates ko Rajasthan ka nagrik hona chahiye.
- Jo bhi students undergraduate or postgraduate degrees me study kar rahe ho.
- Is yojana ka labh 5000 students ko diya jayega, Jinhone max 75% marks laye ho.
- Is yojana ka labh un students ko diya jayega, Jo urban areas me padhne jate hai.
- SC, ST, OBC, MBC and EWS categories ke students ko diya jayega.
Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana – Required Document
- BPL Card Attest Copy
- Verified copy of income certificate
- caste certificate
- Family register copy
- High school mark sheet
- Certificate of being unmarried
- Copy of the first page of passbook for FDR
- Copy of Voter Card / Aadhaar / Ration Card
- Photo / Email ID / Mobile Number
- 12th-grade roll number
How To Apply For Ambedkar DBT Voucher Yojana 2021?
Yadi aap Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana ke liye Online Appication Form bharna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap Rajasthan Govt. ke official website i.e. www.rajasthan.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Ambedkar DBT Voucher Yojana Form” ke link par click kare.
- Application form aapke screen par show ho jayega, Use download kare.
- Ab us Application form ko Fill kare, Aur usme apni sabhi Details enter kare.
- Apne sabhi documents ko usme attach kare.
- Form bharne ke bad aap ise apne Block Office , Assistant Social Welfare Officer ke yaha jama kare.
-: Important Direct Links :-
Ambedkar DBT Voucher Yojana | Apply Online Form Here |
Ambedkar DBT Voucher Yojana Notice | Click Here To Download |
Rajasthan Govt. Official Website | https://www.rajasthan.gov.in/ |
Yaha hamne Rajasthan Ambedkar DBT Voucher Yojana Scholarship ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is Yojana se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.