Rajasthan REET Application Form 2021 :- Hello Friends, Rajasthan Board of Secondary Education ne REET 2021 ke liye application form release kar diya hai. Yadi aapne abhi tak yah form online nahi bhara hai, To aap is post me diye gaye Direct link se REET 2021 Online Application Form bhar sakte hai. Jin candidates ne application form bhar diya hai, Ve REET 2021 Level-I Exam & Level-II Exam me shamil ho sakte hai.
Jo bhi candidates Rajasthan me Government school me job karna chahte hai, Unke liye yah sunhara mouka hai. Is bar REET 2021 me 32,000 3rd Grade Teacher vacancy primary & secondary school ke liye available hai.
Jo bhi candidates Rajasthan me govt. job karna chahte hai, Ve REET-2021 ke jariye D.El.Ed (2 Year elementary education degree) or Graduation + B.Ed degree vale candidates exam de sakte hai. Hamne niche is REET-2021 Application Form, Exam Date & Admit Card ke bare me full details share kiya hai.
REET 2021 Online Application Form @reetbser21.com
Hamne aapko bataya ki BSER, Ajmer ne Rajasthan Eligibility Examination For Teacher (REET) 2021 ke liye aaplication form jari kar diya hai. Jo bhi candidates REET-2021 me shamil hona chahte hai, Ve 11 January 2021 se 20 February 2021 tak Application form bhar sakte hai.
Sabhi candidates ko bata den ki REET-2021 Exam 25 April 2021 ko aayojit hone ja raha hai, Jiske liye Admit Card 10 April 2021 ko jari kar diya jayega. Sabhi candidates REET-2021 Exam notification, exam date, syllabus ki full details niche is post me prapt kar sakte hai.
REET 2021 Level-I Exam & Level-II Exam ki sabhi jankari niche share ki ja rahi hai. Iske sath hi aap REET-2021 ke liye online application form kaise bhar sakte hai, Iski bhi puri jankari niche share ki gayi hai.
REET 2021 Examination Leve I & II – Details
Board Name | Board of Secondary Education Rajasthan |
Job Name | Rajasthan Eligibility Examination For Teachers (REET-2021) |
Total Vacancy | 32,000 Posts |
Registration Date | 11 January 2021 – 20 February 2021 |
REET Exam Date | 25 April 2021 |
Selection Process | Written Test & Academic Records (B.ED) / (D.El.Ed) |
Official Website | www.reetbser21.com |
REET 2021 Vacancy Details – Post Wise
- Total No. of Vacancy :- 32,000 Seats
- REET Level – I Seats :- Notify Soon
- REET Level- II Seats :- Notify Son
REET 2021 Eligibility Criteria
- Level – I :- 12th + D.El.Ed (BSTC Marks Sheet)
- Level – II :- Graduation + B.Ed ( In any subject)
REET-2021 Exam Important Dates
Notification Release Date | 05 January 2021 |
Registration Start Date | 11 January 2021 |
Registration End Date | 20 February 2021 |
REET 2021 Admit Card | 10 April 2021 |
REET 2021 Exam Date | 25 April 2021 |
How To Apply REET 2021 Application Form?
Yadi aap REET-2021 ke liye application form fill karna chahte hai, To niche diye gaye steps ko follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap BSER ke official website @www.reetbser21.com/ par visit kare.
- Iske home page se “REET-2021” ke link par click karen.
- Ab instructions padhkar, next par click karen.
- Ab vaha se “REET 2021 Apply” ke link par click karen.
- Ab form ko ache se bhare, Aur For Fee paye karen.
- Ab form ko submit kar den, Aur ek print out nikal len.
Important Links For REET-2021
1 | Register & Generate Fee Challan For REET-2021 |
2 | Deposite Difference Fee for LEVEL- I |
3 | Fill Application Form For REET-2021 |
4 | Re-Print Exam Form For REET-2021 |
Aap sabhi candidates is pakar REET 2021 ke liye online application form bhar sakte hai. Yaha hamne REET-2021 Exam se related sabhi jankari share kiya hai. Yadi aapke paas abhi bhi isse related koi saval hai, To aap apna saval niche comment box me puch sakte hai.