Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 :- Hello Friends, Uttarakhand ke Chief minister Tirath Singh Rawat ne Covid-19 ke situations ko dekhte huye apne State ke anath bacho ke liye “Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021” shuru kiya hai. Uttarakhand ke jo bhi bache apne mata pita ko is corona virus pandemic me kho chuke hai, Un sabhi bacho ko is yojana ka labh diya jayega. Yadi aap is Mukhyamantri Vatsalya Yojana ke bare me janna chahte hai, Ve is post me iski puri jankari share ki gayi hai.
उत्तराखंड सरकार ने अपने राज्य के कोविड से अनाथ बच्चों के लिए “मुख्यमंत्री वात्सल्य योजना 2021” का शुरुआत किया है। इस योजना के अंतर्गत अनाथ बच्चों को हर महीने भत्ता देने के अलावा करेगी नौकरी की व्यवस्था| प्रदेश के ऐसे बच्चों का 21 साल की आयु तक सरकार भरण-पोषण व शिक्षा की व्यवस्था करेगी। उनको प्रतिमाह 3000 रुपए भत्ता दिया जाएगा। इन बच्चों के वयस्क होने तक उनकी पैतृक संपत्ति को बेचने का अधिकार किसी को नहीं होगा। साथ ही ऐसे सभी बच्चों को राज्य की सरकारी नौकरियों में 5 प्रतिशत क्षैतिज आरक्षण भी दिया जायेगा।
Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021
Uttarakhand ke CM Tirath Singh Rawat ne state ke sabhi Covid-19 me kho chuke mata pita ke anath bacho ke liye Mukhyamantri Vatsalya Yojana ko lagu karne ke liye manjuri de di hai. Is yojana ke tahat state ke ko unke rahan sahan aur padhai ke liye Subsidy degi. Yadi aap Mukhyamantri Vatsalya Yojana ke liye Registration karna chahte hai, To iski bhi jankari is post me share ki gayi hai.
Uttarakhand State Government ne Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 ka labh sabhi anath bacho ko diya jayega. Uttarakhand government aise sabhi bacho ko 21st Year tak rahan sahan & padhai ke liye kharcha degi. Aise sabhi bacho har mahine Rs. 3000 /- diya jayega. Iske alava unhe Government Job Vacancy me 5 % reservation bhi diya jayega.
Aap sabhi candidates is post me Mukhyamantri Vatsalya Yojana se related Scheme Benefit, Eligibility Criteria, Key Features of Scheme, Application Status, Application process check kar sakte hai. Hamne niche is Mukhyamantri Vatsalya Yojana ke liye online registration karne ke liye direct link & step by step method aap sabhi ke share kiya hai.
Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021- Overview
Scheme Name | Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana (UKMVY) |
Launched by | Chief Minister Tirath Singh Rawat |
Beneficiaries | उत्तराखंड के बच्चे जिन्होंने कोरोना वायरस संक्रमण के कारण अपने माता-पिता को खो दिया है। |
Major Benefit | 3000 Rs/ Monthly Finacial Support |
Subsidy Amount | ₹3000 |
State Name | Uttarkhand |
Post Category | Scheme/ Yojana/ Yojna |
Official Website | wecd.uk.gov.in |
Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 – Main Objectives
- जिन बच्चों के माता-पिता की मृत्यु कोविड-19 के कारण हुई है. राज्य सरकार 21 वर्ष की आयु तक इनके भरण-पोषण, शिक्षा एवं रोजगार हेतु प्रशिक्षण की व्यवस्था करेगी।
- राज्य के ऐसे अनाथ बच्चों को 3000 रुपये प्रतिमाह भरण-पोषण भत्ता दिया जाएगा।
- राज्य सरकार इन अनाथों की पैतृक संपत्ति के लिए कानून बनाएगी जिसमें किसी को भी अपनी पैतृक संपत्ति को वयस्क होने तक बेचने का अधिकार नहीं होगा।
- उन्हें राज्य सरकार की सरकारी नौकरियों में 5 प्रतिशत क्षैतिज आरक्षण दिया जाएगा।
Mukhyamantri Vatsalya Yojana – Required Documents
- Aadhar Card
- Bank account statement
- Ration card
- Birth certificate
- income certificate
- Passport size photograph
- mobile number
- Death certificate of parents
How To Apply For Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021?
Yadi aap Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana ke liye Online Appication Form bharna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap Uttarakhand Govt. ke official website i.e. https://wecd.uk.gov.in/ par visit kare.
- Iske home page par “Mukhya Mantri Vatsalya Yojana Form” ke link par click kare.
- Application form aapke screen par show ho jayega, Jisme aapko us bache ki puri detail bharni hai.
- Ab us Application form ko Fill kare, Aur usme apni sabhi Details enter kare.
- Apne sabhi documents ko usme attach kare.
- Form dobara check kare, Aur fir Submit button par click kare.
-: Important Direct Links :-
Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 | Apply Online Form Here |
Mukhyamantri Vatsalya Yojana Notice | Click Here To Download |
Uttarakhand Govt. Official Website | https://wecd.uk.gov.in/ |
Yaha hamne Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is Yojana se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.