Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 :- Hello Friends, Uttarakhand ke Chief minister Tirath Singh Rawat ne Covid-19 ke situations ko dekhte huye apne State ke anath bacho ke liye “Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021” shuru kiya hai. Uttarakhand ke jo bhi bache apne mata pita ko is corona virus pandemic me kho chuke hai, Un sabhi bacho ko is yojana ka labh diya jayega. Yadi aap is Mukhyamantri Vatsalya Yojana ke bare me janna chahte hai, Ve is post me iski puri jankari share ki gayi hai.
उत्तराखंड सरकार ने अपने राज्य के कोविड से अनाथ बच्चों के लिए “मुख्यमंत्री वात्सल्य योजना 2021” का शुरुआत किया है। इस योजना के अंतर्गत अनाथ बच्चों को हर महीने भत्ता देने के अलावा करेगी नौकरी की व्यवस्था| प्रदेश के ऐसे बच्चों का 21 साल की आयु तक सरकार भरण-पोषण व शिक्षा की व्यवस्था करेगी। उनको प्रतिमाह 3000 रुपए भत्ता दिया जाएगा। इन बच्चों के वयस्क होने तक उनकी पैतृक संपत्ति को बेचने का अधिकार किसी को नहीं होगा। साथ ही ऐसे सभी बच्चों को राज्य की सरकारी नौकरियों में 5 प्रतिशत क्षैतिज आरक्षण भी दिया जायेगा।
Uttarakhand ke CM Tirath Singh Rawat ne state ke sabhi Covid-19 me kho chuke mata pita ke anath bacho ke liye Mukhyamantri Vatsalya Yojana ko lagu karne ke liye manjuri de di hai. Is yojana ke tahat state ke ko unke rahan sahan aur padhai ke liye Subsidy degi. Yadi aap Mukhyamantri Vatsalya Yojana ke liye Registration karna chahte hai, To iski bhi jankari is post me share ki gayi hai.
Uttarakhand State Government ne Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 ka labh sabhi anath bacho ko diya jayega. Uttarakhand government aise sabhi bacho ko 21st Year tak rahan sahan & padhai ke liye kharcha degi. Aise sabhi bacho har mahine Rs. 3000 /- diya jayega. Iske alava unhe Government Job Vacancy me 5 % reservation bhi diya jayega.
Aap sabhi candidates is post me Mukhyamantri Vatsalya Yojana se related Scheme Benefit, Eligibility Criteria, Key Features of Scheme, Application Status, Application process check kar sakte hai. Hamne niche is Mukhyamantri Vatsalya Yojana ke liye online registration karne ke liye direct link & step by step method aap sabhi ke share kiya hai.
Scheme Name | Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana (UKMVY) |
Launched by | Chief Minister Tirath Singh Rawat |
Beneficiaries | उत्तराखंड के बच्चे जिन्होंने कोरोना वायरस संक्रमण के कारण अपने माता-पिता को खो दिया है। |
Major Benefit | 3000 Rs/ Monthly Finacial Support |
Subsidy Amount | ₹3000 |
State Name | Uttarkhand |
Post Category | Scheme/ Yojana/ Yojna |
Official Website | wecd.uk.gov.in |
Yadi aap Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana ke liye Online Appication Form bharna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
-: Important Direct Links :-
Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 | Apply Online Form Here |
Mukhyamantri Vatsalya Yojana Notice | Click Here To Download |
Uttarakhand Govt. Official Website | https://wecd.uk.gov.in/ |
Yaha hamne Uttarakhand Mukhyamantri Vatsalya Yojana 2021 ke bare me jankari diya hai. Hame ummid hai, Aapko yah jankari achi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is Yojana se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…