Download Sainik School Admit Card 2022:- Hello friends, All India Sainik School Entrance Exam (AISSEE) 2021 ke liye admit card 20 December 2021 ko online jari kar diya jayega. Yadi aapne bhi Sainik School me Class 6th & 9th me admission lene ke liye application form bhara hai, To ab aap apna admit card online download kar sakte hai. Yaha is post me aapko admit card download karne ke liye direct link provide karaya gaya hai, Jisse aap apna Sainik School Admit Card 2021 download kar sakte hai.
National Testing Agency (NTA) ne tak Class 6th & Class 9th Admission ke liye application form accept kiya tha. Ab AISSEE Admit Card 20 December ko online jari kar diya jayega. Sabhi students yah Sainik School Admit Card 04 January 2021 tak online download kar sakte hai.
Latest Update :- All India Sainik School Entrance Exam (AISSEE) 2021 ke liye Admit Card 20 December 2021 ko online jari kar diya jayega. Sainik School Exam 9 January 2022 ko aayojit hone ja raha hai. Sabhi students niche diye gaye link se apna admit card download kar sakte hai.
Aap sabhi ke jankari ke liye bata den ki pure India me total 33 Sainik School hain. Sabhi Sainik school me Class 6th & Class 9th me admission ke liye AISSEE Exam ka aayojan kiya jata hai. Is bar bhi Session 2021 me application form jari kiya gaya tha, Jiske liye ke badi sankhya me students ne application form bhara hai, Ab aap sabhi students is exam ke liye online admit card download kar sakte hai.
Post | सैनिक स्कूल एडमिट कार्ड क्लास 6th 2022 |
Exam Name | ऑल इंडिया सैनिक स्कूल एंटेरन्स एग्जाम (AISSEE) |
आवेदन की अंतिम तिथि | 05 नवंबर 2021 |
एडमिट कार्ड जारी तिथि | 20 दिसम्बर |
परीक्षा तिथि | 9 जनवरी 2022 |
परीक्षा माध्यम | ऑफलाइन |
आधिकारिक वेबसाइट | aissee.nta.nic.in |
Jaisa ki hamne aapko bataya ki All India Sainik School Entrance Exam (AISSEE) 2021 exam 10 January 2021 ko aayojit hone ja rahi hai. Ab aap sabhi application form bharne vale students exam ka preparation karne me lag jaen. Niche hamne Sainik School 2021 ke liye exam pattern share kiya hai.
Subject | No. of questions | Marks for each question | Aggregate marks |
Mathematics | 50 | 3 | 150 |
General knowledge (GK)-Science/social studies | 25 | 2 | 50 |
Language | 25 | 2 | 50 |
Intelligence | 25 | 2 | 50 |
Total(sum) | 125 | – | 300 |
Subject | No. of questions | Marks for each question | Aggregate marks |
Mathematics | 50 | 4 | 200 |
English | 25 | 2 | 50 |
Intelligence | 25 | 2 | 50 |
General Science | 25 | 2 | 50 |
Social Studies | 25 | 2 | 50 |
Total(sum) | 150 | – | 400 |
Sabhi class 6th and class 9th ke students ke liye Passing Marks is prkar honge :-
Aap sabhi students Sainik School Admit Card 2022 download karne ke liye niche diye gaye steps ko follow kar sakte hai :-
Important Links For Sainik School Admit Card 2022
Sainik School Admit Card | Click Here To Download |
Download Official Notice | Download |
Official Website | Website 1 Website 2 |
Aap sabhi students upar bataye gaye steps ke anusar Sainik School Admit Card 2022 online download kar sakte hai. Yaha hamne Sainik School Exam ke bare me puri jankari pradan ki hai. Yadi aapke man me abhi isse related koi question hai, To aap apna question hamse niche comment box me puch sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…