SBTE Bihar Diploma Polytechnic Result 2021 :- Hello Friends, State Board of Technical Education, Bihar ne Polytechnic Semester Exam Result online release kar diya hai. SBTE Bihar ne apne official website @sbteonline.in par Odd-Even 1st 2nd 3rd 4th 5th 6th Semester Exam Result online jari kiya hai. Yadi aap SBTE Bihar se Diploma / Polytechnic / ITI Annual & Semester Exam 2021 me shamil the, To ab aap apne Semester Exam ka Result online check kar sakte hai.
SBTE Bihar ne apne official website @sbteonline.in par Diploma Polytechnic Odd-Even Semester Exam Result online release kiya hai. SBTE ne Diploma Result online PDF form me release kiya, Jise download karne ke liye hamne is post me direct link share kiya hai. Hamne aaj ke is post me Bihar SBTE Diploma Semester Result 2021 check karne ke liye link share kiya hai, Aap sabhi students yaha se Diploma Sem Result se related sabhi details yaha prapt kar sakte hai.
Latest update :- State Board of Technical Education (SBTE) has released Diploma Polytechnic Semester Exam Result 2021 on @sbteonline.in. You can get your Result & Merit List through this article. A direct link to download the SBTE Diploma Result is given below.
State Board of Technical Education (SBTE) ne Annual & Semester Exam 2021 ka aayojan kiya hai. Bihar ke aise bahut se student hai jo ITI me padh rahe hai, Aur Diploma course ke liye achhe se padhai kar rahe hai. Yadi aap bhi Bihar Diploma Polytechnic Course ke liye Semester Exam me shamil huye hai, To aap apna Result online check kar sakte hai. Bihar Polytechnic Diploma Exam Result 2021 online check karne ke liye direct link niche share kiya gaya hai.
SBTE Bihar dwara jari ki gayi notification ke anusar Board sabhi Diploma Courses ke liye Result jari karne ke liye date jari kar raha hai. Aap sabhi students bahut hi jald Bihar Polytechnic Diploma 1st 2nd 3rd 4th 5th 6th Semester Exam Result online niche diye gaye link se download kar sakte hai. SBTE Bihar Diploma Result 2021 check karne ke liye step by step method niche share kiya gaya hai.
SBTE Bihar sabhi Polytechnic Semester Exam Odd-Even me Semester Exam ka Result online jari karta hai, SBTE June 2021 me Even Semester Exam ka Result jari karne ja raha hai, Jise aap sabhi students niche diye gaye link se check kar sakte hai.
Board Name | State Board of Technical Education, Bihar |
Exam Name | Diploma / Semester Exam |
Exam Date | Oct/ Nov 2020 |
Article Name | Diploma Semester Exam Result 2021 |
Result Release Date | To be Available Soon |
Result Release Mode | Online |
Result Status | Available Soon |
Official Website | http://hsbte.org.in/ |
Bihar State Board of Technical Education ne Diploma Semester Exam Result & Merit List apne official website par jari kar diya hai. SBTE Bihar Diploma Result & Merit list check karne ke liye link niche share kiya gaya hai. Yadi aap SBTE Polytechnic Diploma Result & Merit List 2021 check karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kar sakte hai.
SBTE Bihar is bar 2nd 4th 6th Even Semester Exam ka aayojan kiya tha, Jiska Result online jari kiya gaya hai. Bihar Polytechnic Sem Exam Result 2021 download karne ke liye iske official website @sbteonline.in par visit kar sakte hai. Iske alava hamne aap sabhi ke suvidha ke liye Diploma Course Wise Exam Result PDF link niche share kiya hai.
SBTE Bihar Polytechnic Exam 2021 me jo bhi candidates qualify karnege, Unka naam Merit List me shamil kiya jayega. Yadi aap bhi is exam me shamil huye hai, Aur iske Cut Off Marks jitna marks score karte hai, To aap apna result online download kar sakte hai. SBTE Diploma Merit List PDF 2021 download karne ke liye diret link niche share kiya gaya hai.
Yadi aap SBTE Diploma Exam Result & Merit List 2021 online download karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-
-: Important Direct Links :-
SBTE Bihar Diploma Exam Result 2021 | Click Here To Download |
SBTE Bihar Diploma Merit List 2021 | Click Here To Download |
SBTE Bihar Official Website | https://sbteonline.in/ |
Yaha hamne SBTE Bihar Diploma Semester Exam Result 2021 ke bare me jankari pradan kiya hai. Hame ummid hai, Aapko yah article achhi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is exam se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.
The State Board Of Technical Education (SBTE), Bihar is constituted to regulate technical education in the state. It is established under the Dept. of Science & Technology, Govt. of Bihar. It is located at Patna city. More than 204 Government, Private Diploma, Polytechnic and ITI colleges/Institute affiliated to board.
There are various Full Time and Part Time Diploma Polytech. and ITI Courses in Engineering, Technology, Non-Engineering branches provided such as Diploma, Polytechnic, ITI, Engineering, Hotel Management & Catering Technology.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…