Sarkari News

School Kab Khulega 2021: Check All-State School Reopen Date, Latest Government Notice

School Kab Khulega in India 2021:- Hello Friends, Yadi aap India me School reopen ke liye date ka wait kar rahe hai, To aap sabhi ke liye good news hai. Sabhi state government ne July 2021 me School Reopen ko lekar Latest Notification jari kiya hai. Aap sabhi candidates niche State-Wise School Reopen notice check kar sakte hai.

Central government & State government ne Covid-19 situation ko dekhte huye School/ College/ Coaching Kab Khulenge/ Kab Start hongi, Iske liye Notice jari kiya hai. Aap jis state ke nagrik hai, Vaha ke state government School Reopen ke liye kaun si date jari kiya hai, Iski puri jankari hamne is article me share kiya hai.

भारत में नए COVID-19 मामलों में गिरावट के बीच, कई राज्यों ने लगाए गए प्रतिबंधों को खोलने और शिथिल करने की प्रक्रिया शुरू कर दी है। यहां हमने राजस्थान, आंध्र प्रदेश, झारखंड, हिमाचल प्रदेश, जम्मू-कश्मीर, ओडिशा, छत्तीसगढ़ और अन्य राज्यों में आज के अपडेट में स्कूलों के खुलने की तारीख 2021 की एक अपडेट दी है।

School Kab Khulega 2021

Jaisa ki aap sabhi students jante honge ki India me Covid-19 ke increase cases ke karan pure India me March 2021 se lockdown laga diya gaya tha. Ab Central & State government ne situation ko dekhte huye unlocking me juta hua hai. India ke kaise sare States ne School Reopen ke liye Date release kar diya hai.

India me sabhi School bahut hi jald khol diye jayenge, Abhi central & state government sabhi jagah situation ko dekh rahi hai, Aur jaise hi govrenment ko School kholne ka option sahi lagega, Tab hi iska notice jari kar diya jayega. Aap sabhi is article me niche State Wise Government notice check kar sakte hai.

School Kab Khulega State Wise Latest Update

Sabhi government & private school Covid-19 pandemic ke karan bahut dino se band hai. Aise me sabhi parents and students School khulne ka wait kar rahe hai, Kyunki online classes har jagah possible nahi ho pa rahi hai. In sabhi karno ko dekhkar sabhi State ne School Reopen ke liye notification release kiya hai.

Bihar: Bihar state me Covid-19 ke cases ko ghatte dekh, Bihar government ne School Reopen ke liye notice jari kiya hai. Sabhi private & government school ab Offline Mode me 12th July 2021 se khole ja sakte hai. Lekin sabhi school me abhi is month tak 50 per cent capacity ke sath hi students padhne aa sakte hai.

Uttar Pradesh (UP): Uttar Pradesh government ne Covid-19 pandemic ko kamte dekh 19th July 2021 Classes 9 to 12 tak kholne ka notice jari kar diya hai. UP Government bahut hi jald sabhi Classes ko kholne ke liye notice jari karega.

Delhi NCR: Abhi Delhi Government ne sabhi Private & Government schools ke teachers ko sabhi students and parents ke sath online meeting karne ko kaha hai, Tab tak Delhi me sabhi School Online Mode me hi chalega. August 2 se classes 9 to 12 ko offline mode me khola ja sakte hai.

Punjab: Punjab government ke latest notice ke anusar sabhi Schools me Summer vacation May 24 to June 23 tak chalu hai. Iske bad bahut hi jald Punjab government School Reopen ke liye official notification jari karega.

Maharashtra: Maharashtra government ne COVID-19 cases ko ghatta dekh kuch shahro me School Kholne ka permission de diya hai. Maharashtra me July 15 se Classes 8, 9, 10, 11, 12 khole ja sakte hai.

Madhya Pradesh (MP): Madhya Pradesh state’s Chief Minister ne Sabhi School ko 1st July 2021 se kholne ka permission de diya hai. Lekin ab government ne 28th July 2021 se school reopen ke liye notice jari kiya hai.

Rajasthan: Rajasthan state Government ke sources ke anusar sabhi Govt and private schools 15th July 2021 se kholne ja raha hai. Rajasthan me class 9th to 12th kholne ka permission diya gaya hai

Haryana: Haryana State me 30 July 2021 ke bad, Sabhi school khol diya jayega.

Telangana: Telangana government ne sabhi Colleges & Schools ko kholne ke liye Date release kar diya hai. Sabhi parents & students state government ke new notification check kar sakte hai.

Andhra Pradesh: The Government of Andhra Pradesh has declared the School re open Dates 2021. Form August 16, the Classes of 1 to Intermediate Schools will reopen for Offline Classes.

Uttarakhand: The Uttarakhand government has announced the school reopening date. As per latest news, the class 1 to 12 schools  will reopen from 12th July only form Teacher. Now decision is taken yet for students presence in classes.

Gujarat: Government government ne class 12 Students ke liye School July 15, 2021 se kholne ja raha hai. Sabhi private & government school ab Offline Mode me 12th July 2021 se khole ja sakte hai. Lekin sabhi school me abhi is month tak 50 per cent capacity ke sath hi students padhne aa sakte hai.

Leave a Comment