Hindi Jankari

Search Name in Voter List: Download Voter’s List @electoralsearch.in

Search Name in Voter List @electoralsearch.in :- Hello friends, Indian government ne new voter list jari kar diya hai. Yadi aapne voter list me apna naam jodne ke liye apply kiya tha to ab aap Government dwara jari kiye gaye New Voter’s List me apna naam khoj sakte hai. Yadi aapka naam is voter list me shamil hoga tab hi aap aane vale election me apna matdan kar sakte hai.

Indian government ne yah Voter List apne National Voter’s Service Portal par online jari kiya hai. Aap sabhi log is page me diye gaye direct link se New Voter List me apna naam dekh sakte hai. Aaj ke is post me aap sabhi ke sath electoral list ke bare me jankari denge, Jo ki government ne apne official website @electoralsearch.in par jari kiya hai.

Search Name In Voter List @electoralsearch.in

India ke jitne bhi citizens 18 Years cross kar chuke hai, Aur voter list me apna naam judvane ke liye apply kar chuke hai, Ve niche diye gaye link se madhyam se Indian Government dwara jari ki gayi New Voter’s List me apna naam khoj sakte hai. Aap sabhi jante honge ki 18 Years hone par Indian Government apne citizens ko Voter ID Card deta hai.

Aap sabhi citizens yadi 18 Years ke ho chuke hai aur aane vale elections me vote dena chahte hai, To iske liye sabse pahle aapke Voter Id Card hona jaruri hai. Voter ID Card banvane ke liye aapko aavedan karna hoga aur uske bad aapko Voter List me apna naam khojna hoga. Yadi aapka naam us voter list me hoga tab aap elections me apna vote de sakte hai.

Lok Sabha Election Voter List – Details

Article Search Name in Voter List
Nameelectoralsearch.in Portal
Launched ByElection Commission of India
BeneficiariesPeople of India
Registration ProcessOnline
ObjectiveTo Provide Election Voter List
CategoryCentral Govt. Schemes
Official Websiteeci.gov.in/

Follow These Steps To Search Name In Voter List

India ke jo bhi citizens New Voter’s List me apna naam khojna chahte hai, Ve niche diye gaye steps ko follow kar sakte hai :-

By your details or Name :-

  • Sabse pahle aapko NVSP ke official website par jana hai.
  • Iske home page par apna details enter kare, Jaise ki –
    • Name
    • Date of Birth
    • Age
    • Address
    • Area
  • Iske baad captcha code enter kare.
  • Saerch button par click karen.
  • Voter List me apna nam khoje.

By EPIC Number :-

  • Sabse pahle NVSP ke Official website par jaen.
  • Iske home page par ke box me EPIC Number enter karen.
  • Apna address select karen.
  • Iske baad captcha code enter karen.
  • Submit button par click karen.
  • Ab voter list me apna naam khoje.

How to Download the Voter List through electoralsearch.in

Jo bhi desh ke nagrik Voter List or Electoral Roll download karna chahte hai, Ve niche diye gaye steps ko follow kare :-

  • Sabse pahle NVSP ke  Official Website par jaen.
  • Iske home page par ‘PDF Electoral Roll’ ke option par click karen.
  • Aapke samne ek naya page open hoga.
  • Us state par click karen, Jaha se aap register hai.
  • Ab us naam par click karen, Jisse aap vote karne keliye register hai.
  • Apne Matdata Kendra ke bagal me ‘Draft Roll’ ke option par click kare.
  • Ab aap us list ko download kar sakte hai.

State & UT Wise ECI Official Links

State/ Union Territories CEO websiteLinks
Andaman & Nicobar Islandhttp://as1.and.nic.in/newElection/
Andhra Pradeshhttp://ceoandhra.nic.in
Arunachal Pradeshhttp://ceoarunachal.nic.in/
Assamhttp://ceoassam.nic.in/
Biharhttp://ceobihar.nic.in/
Chandigarhhttp://ceochandigarh.nic.in/
Chhattisgarhhttps://ceochhattisgarh.nic.in/
Dadra & Nagar Havelihttp://ceodnh.nic.in/
Daman & Duihttp://ceodaman.nic.in/
Delhihttp://ceodelhi.nic.in/
Goahttps://ceogoa.nic.in/
Gujarathttps://ceo.gujarat.gov.in/
Haryanahttp://ceoharyana.nic.in/
Himachal Pradeshhttps://himachal.nic.in
Jammu & Kashmirhttp://ceojammukashmir.nic.in/
Jharkhandhttp://www.jharkhand.gov.in/ceo/
Karnatakahttp://www.ceokarnataka.kar.nic.in/
Keralahttp://www.ceo.kerala.gov.in/
Lakshadweephttp://ceolakshadweep.gov.in
Madhya Pradeshhttp://ceomadhyapradesh.nic.in/
Maharashtrahttps://ceo.maharashtra.gov.in/
Manipurhttps://ceomanipur.nic.in/
Meghalayahttp://ceomeghalaya.nic.in/
Mizoramhttps://ceomizoram.nic.in/
Nagalandhttp://ceonagaland.nic.in/
Odishahttp://ceoorissa.nic.in/main.html
Pudducherryhttp://www.ceopuducherry.py.gov.in/
Punjabhttp://ceopunjab.nic.in/
Rajasthanhttps://www.ceorajasthan.nic.in/
Sikkimhttp://ceosikkim.nic.in/
Tamil Naduhttp://www.elections.tn.gov.in/
Telanganahttp://ceotelangana.nic.in/
Tripurahttp://ceotripura.nic.in/
Uttar Pradeshhttp://ceouttarpradesh.nic.in/
Uttarakhandhttp://ceo.uk.gov.in/
West Bengalhttp://ceowestbengal.nic.in/

SMS Voter ID Status Tracking Procedure

StateSMS FormatNumber
BiharEEL<space>voter ID number56677
KarnatakaKAEPIC<>voter ID number9243355223
Andhra PradeshVOTE<>voter ID number9246280027
KeralaEEL<space>voter ID number54242/537252
OdishaCEOODI<space>voter ID number9238300131
Uttar PradeshUPEPIC<space>voter ID number9212357123
Andhra PradeshVOTE<space>voter ID number9246280027
ChandigarhBTH<space>voter ID number9216164606
West BengalWBEC<space> ID number51969
Tamil NaduEPIC<space>voter ID number9211728082

Leave a Comment