UBI KVS Teacher Login @epay.unionbankofindia :- Hello Friends, Yadi aap UBI Teacher Login, KVS UBI Free Login ke bare me jankari prapt karna chahte hai, To hamne aaj ke is post me UBI KVS Teacher Login ke bare me pura details share kiya hai. Kendriya Vidyalaya Sangathan (KVS) ne apne sabhi teachers ke liye UBI Login ki shuruat ki hai. Jiske jariye sabhi teachers online hi KVS se related sabhi details prapt kar sakte hai.
Union Bank of India KVS Teacher Login
Kendriya Vidyalaya Sangathan (KVS) ek educational institutions hai, Jaha ek badi sankhya me students study karte hai. Aise bade institutions me Fee payment, Money transactions ek badi problem ban chuki hai. Isliye Kendriya Vidyalaya Sangathan (KVS) ne ye sabhi online Tasks karne ke liye Union Bank of India ke sath partnership kiya hai.
Union Bank of India (UBI) Kendriya Vidyalaya Sangathan (KVS) ke sabhi Fee Payment, Money transactions & Other services ko online pura karta hai. Kendriya Vidyalaya Sangathan ne ek KVS Login bhi banaya hai, Jaha KVS ke sabhi teachers UBI ke official website @epay.unionbankofindia.co.in se sabhi details aasani se prpat kar sakte hai.
UBI Login 2021 @epay.unionbankofindia.co.in
India me Kendriya Vidyalaya Sangathan (KVS) focal government schools hai, Jisme ek badi sankhya me students apna education complete karte hai. KVS pahle ‘Kendriya Vidyalaya’ ke naam se jana jata tha, Iske bad kuch change kiya gaya aur ek foundations ke rup me ise Kendriya Vidyalaya Sangathan ka naam diya gaya hai.
Aap sabhi KVS ke teacher Union Bank of India ke official website @epay.unionbankofindia.co.in se online Login kar sakte hai. Iske liye aapko Login ID & Password ki jarurat padegi. Hamne niche UBI Portal par Login karne ke bare me puri janakri share kiya hai.
UBI KVS Teacher Login Features
KVS Login in sabhi features ke liye istemal kiya jata hai :
- United Bank of India Kendriya Vidyalaya Sangathan ke sabhi online fee collection process me use kiya jata hai.
- UBI offline and online modes me payment karne ke liye use kiya jata hai.
- Is UBI Portal ke jariye, stakeholders, parents, students of KVS kisi bhi Card se Digital payment kar sakte hai.
- Stakeholders/parents/students of KVS internet banking or mobile banking ke fee pay kar sakte hai.
- United Bank of India sabhi students ke Fee ka automatic calculation karta hai.
Steps To Do UBI KVS Teacher Login
Yadi aap KVS ke ek teacher hai, To aap niche diye gaye steps ko follow karke, KVS Teacher Login kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap UBI ke official website @epay.unionbankofindia.co.in par visit kare.
- Aap iske home page par “Click Here for – KV Fee Portal “ ke link par click kare.
- Iske bad aap ek Login page par chale jaoge, Jaha aapko kuch details enter karne honge.
- Login par par aapko “Login ID , Password & Captcha” enter karna hai.
- Login karte hi aap ek dusre page par chale jaoge, Jaha aap Home, Student, MISC, Reports, Change Password, and Sign Out ka option dekh sakte hai.
- Yaha se aap Data Entry, Verify/Modify and Deactivate/Activate Accounts of Existing and New Admissions of Students ke bare me details enter kar sakte hai.
- Is tarah aap KVS Teacher Login ka use kra sakte hai.
Steps To Pay KVS Fee Online through UBI
Aap sabhi candidates KVS Fee Online pay kar sakte hai, UBI Link ke dwara, Online pay karne ke liye niche diye gaye steps follow kare :-
- Sabse pahle aap UBI ke official website @epay.unionbankofindia.co.in par visit kare.
- Aap iske home page par “Click Here For Online Payment” ke link par click karenge.
- Iske agle page par aapko “Unique Student ID and Date of Birth” enter karne honge.
- Iske baad aap online Payment Debit/Credit Card ke jariye kar sakte hai.
Important Links For UBI KVS Login
UBI KVS Login | Click Here For Login |
UBI Fee Payment | Click Here For Fee Payment |
UBI Official Website | Click Here |
UBI Contact Information
Yadi aapko UBI ke official website epay.unionbankofindia.co.in se related koi saval hai, To niche diye Contact Details par contact kar sakte hai.
Union Bank of India, Saket branch,
A – 2/92 Saket, New Delhi – 110017
IP – 545802,
Telephone : 011-29552032 / 33
Email: helpdesk@unionbankofindia.com