Result

UP DELED Result 2021: Download All Semester Exam Result Online

UP DELED 2019 All Semester November 2020 Examination Result:- Hello friends, Yadi aapne bhi DELED Admission ke liye exam diya hai, To ab aap apna Result online Check kar sakte hai. UP DELED 1st Semester & 2nd Semester ka result Merit List 2021  & BTC Counselling Result online jari kar diya hai. Aap sabhi candidates niche diye gaye Direct link se apna Result online download kar sakte hai.

Uttar Pradesh DELED ke liye har varsh lakho students exam dete hai, Jo ki sabse pahle iske Entrance Exam me shamil hote hai, Jiske bad merit list me shamil ho jane ke bad ve DELED se apni padhai puri kar sakte hai. Yadi aapne bhi is varsh DELED Admission ke liye apply kiya hai, To aapko jankar khushi hogi ki UP Exam Board ne apne official website @upbasiceduboard.gov.in par sabhi Results, Merit list jari kar diya hai.

Latest Update :- UP Exam Board ne DELED All Semester Exam Result 2021 online @http://btcexam.in/ website par jari kar diya hai. Aap sabhi candidates apna Result check karne ke liye niche diye gaye link ka upyog kar sakte hai.

UP BTC Semester Exam Result 2021 Overview

Organization NameState Board Of Technical Education And Training
Name Of ExamUP DElEd 1st & 2nd Semester
Exam DateSeptember / October 2020
Results Date 29th January 2021
Declaration Of ResultAvailable Now
Official SItebtcexam.in

UP DELED All Semester Cut off 2020 – 2021

UP DELED All Semester Cut off Marks 2020 – 2021 candidates category wise uplabdh hoga, Aap sabhi candidates niche expected cut off marks ki jankari prapt kar sakte hai. Abhi UP Board Exam ne Cut off marks ko lekar koi bhi notification jari nahi kiya hai, Lekin ummid ki ja rahi hai ki jald hi official website par jari kar diya jayega.

CategoryGov. College Cut OffPvt. College Cut Off
General 225 (Min) – 230 (Min)190
OBC 220 (Min) – 224 (Min)180
SC 205 (Min) – 215 (Min)170
ST 195 (Min) – 200 (Min)160

How To Check UP DELED Result 2021?

Aap sabhi candidates apne Semester ke anusar apna Result online download kar sakte hai, Hamne niche result check karne ki puri jankari hindi me share ki hai :-

  • Sabse pahle aap UP Board Exam ki official website @updeled.gov.in par jaen.
  • Iske home page par aapko “DELED Result All Semester” ke link par click karna hai.
  • Iske bad aapko apna “Roll Number & DOB” enter karna hai.
  • Aapke samne ek PDF file khulegi, Jisme aapko apna name search karna hai.
  • Yadi aapka naam us list me hoga, Tab aap apne College name aur Addrss ka pata laga sakte hai.
  • Ab aap us PDF ko download kar len, Yah aapko Admission lene wakt jaruri hoga.

UP DELED All Semester Result 2021 – Link

UP DELED 2019 2nd Semester Result29/01/2021Click Here
UP DELED 2018 Fourth Semester Result17/01/2021Click Here
UP BTC 2015 Fourth Semester Result17/01/2021Click Here
UP DELED 2018 Third Semester Result11/01/2021Click Here
UP BTC 2015 Result11/01/2021Click Here

Yaha upar diye gaye link se aap apna Result, Merit List online download kar sakte hai. Yadi aapko abhi bhi apne Result check karne me problem ho rahi hai, To aap hamse apna question niche comment section me puch sakte hai.

Leave a Comment