UP ITI Application Form 2022 :- Hello Friends, Yadi aap Uttar Pradesh ITI Application Form 2022 ki khoj kar rahe hai, To aap sabhi candidates ke liye ek good news hai. State Council for Vocational Training (SCVT) ne UP ITI 2022 ke liye Registration process bahut hi jald shuru karne ja raha hai. Uttar Pradesh ke jo bhi candidates ITI Course complete karna chahte hai, Ve niche diye gaye direct link ke madad se UP ITI Application Form 2022 onlin fill up kar sakte hai.
Aap sabhi ke jankari ke liye bata den ki Uttar Pradesh State Council for Vocational Training har saal ITI Admission ke liye Application form release karta hai, Jise bad sabhi eligible candidates online ITI Application form fill up karte hai. Is saal bhi bahut hi jald UP ITI Application Form 2022 ke liye official notification release kiya jayega. Aap sabhi candidates aaj ke is post UP ITI Exam Form Filling Date, Fee, Schedule & Details bhi yaha se check kar sakte hai.
Latest Update :- Uttar Pradesh SCVT Department ITI Application Form 2022 apne official website @www.scvtup.in par release karega. Aap sabhi candidates is post me ITI Registration Process 2022 ka sabhi details check kar sakte hai.
UP ITI Application Form 2022
Uttar Pradesh State Council for Vocational Training (SCVT) is saal bhi ITI ( Industrial Training Institute) Admission 2022 ke liye Application Form release karega. Yadi aap bhi Uttar Pradesh ke students hai, ITI Course karna chahte hai, To aap ITI Application Form 2022 online bhar sakte hai. SCVT Department application form accept karke, Merit basis par Result release kar dega. Yah Merit list aapke previous class ke mark sheet par ready kiya jayega.
Events | Important Dates |
UP ITI Admission 2022 Notification Date | 7th July 2022 |
Start Date to Fill SCVTUP ITI Admission Form 2022 | 7th July 2022 |
UP ITI Admission Form Last Date 2022 | 31st July 2022 |
ITI Admission Merit List Release Date | TBA |
Counselling Start Date | TBA |
UP ITI Exam Form 2022 online bharne ke liye aap yaha is post me diye gaye Direct link ka upyog kar sakte hai. Hamne UP ITI Exam Form bharne ki puri details yaha is post me share kiya hai. Yaha aap sabhi candidates UP ITI Admission 2022 se related eligibility, application procedure online check kar sakte hai. UP Industrial Training Institute (ITI) 2022 ke liye application form kaise, kaha aur kab se bharna hai, Iski jankari niche share ki gayi hai.
ITI Admission 2022 – Overview
Organization Name | State Council of Vocational Training, UP |
Admission Open For | UP ITI Admission 2022 |
Session | 2022-23 |
Form Apply Start Date | 7th July 2022 |
Application Mode | Online |
Selection Process | Merit-Based |
Official website | www.scvtup.in |
ITI Admission Form 2022 @scvtup.in
Hamne upar aapko Uttar Pradesh ITI Admission 2022 ke bare me batalya hai, Aapko sirf ITI Application form bharna hai, Yadi aapke marks achhe honge, Tb aapka selection jaldi hoga, Aur first merit list me naam bhi shamil ho sakta hai. UP ITI 2022 ke liye aapko online application form bharna hai, Jiske liye aap SCVT ke official website @www.scvtup.in par visit kar sakte hai.
State Council for Vocational Training (SCVT) bahut hi jald ITI Application Form 2022 ke liye official notification release karega, Jiske bad sabhi eligible students jari kiye gaye Schedule ke anusar Application Form online bhar sakte hai. UP ITI Application Form 2022 online SCVT ke official website se kaise bharna hai, Iski jankari niche di gayi hai.
ITI UP Eligibility Criteria 2022
Yadi aap Uttar Pradesh me ITI ka course karna chahte hai, To aapko sabse pahle ITI Eligibility Criteria full fill karna hoga, Aap sabhi niche SCVT ke eligibility criteria check kar sakte hai :-
- छात्रों को किसी मान्यता प्राप्त सरकारी संस्थान से कक्षा 8 या 10 को सफलतापूर्वक पूरा करना होता है।
- 1 अगस्त 2022 तक उनकी काफी उम्र 14 वर्ष है।
- साथ ही, 31 जुलाई 2022 के बाद जन्म लेने वाले उम्मीदवारों पर विचार नहीं किया जाएगा।
- इसके अलावा, वे उम्मीदवार, जिन्होंने कुछ योग्यता परीक्षा के लिए आवेदन किया है, वे भी प्रवेश प्रक्रिया में भाग लेने के लिए पात्र हैं।
- अंत में, प्रवेश के लिए आवेदन करने वाले उम्मीदवारों को मानसिक और शारीरिक रूप से स्वस्थ होना चाहिए।
UP ITIT Application Form 2022 Online
UP State Council for Vocational Training ne apne official website @scvtup.in par ITI Application Form 2022 bharne ke liye direct link active kar diya hai. SCVT bahut hi jald official notification release krega, Jiske bad aap online ITI Application form fill karenge, Aur Merit List release hone par, Aap alloted college me jakar ITI Admission le sakte hai.
UP ITI 2022 Application Form Fees
SCVT ne sabhi category ke students ke liye ITI Application Form Fee bhi jari kiya hai, Aap sabhi students ko online mode me hi yah fee bharna hai.
Category Students | Fees |
General / BC-II | Rs. 250 /- |
BC-I/ SC/ ST | Rs. 150 /- |
How To Fill UP ITI Application Form 2022 Online?
Yadi aap Uttar Pradesh ITI Application Form 2022 online fill karn chahte hai, To aap niche diye gaye Steps follow kar sakte hai :-
- Step 1 – Sabse pahle aap SCVT ke official website @www.scvtup.in par visit kare
- Step 2 – Iske home page par “UP ITI Application Form 2022” par click kare.
- Step 3 – Ab aap apne bare me details enter kare, Aur OTP ke jariye Login kare.
- Step 4 – Aapke screen par ITI Application form open ho jayega, Jise ache se bhare.
- Step 5 – Form bharne ke bad, Aap important Documents upload kar den.
- Step 6 – Form ka fees online pay kare, Aur form Submit kar den.
- Step 7 – Form submit karne ke bad, Aap Form ka ek print out nikal len.
-: Important Direct Links :-
ITI Admission Online Form | Click Here |
ITI Admission Notification | Click Here |
Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates is pakar Uttar Pradesh ITI Admission 2022 ke liye online Application form online fill up kar sakte hai. Yaha hamne UP ITI Exam se related sabhi jankari share kiya hai.
Yadi aapke paas abhi bhi isse related koi saval hai, To aap apna saval niche comment box me puch sakte hai. Ham aapke har saval ka javab denge.