UP ITI Exam Date Sheet 2020 Download :- Hello friends, Vyavsayik Pariksha Parishad, Uttar Pradesh ne ITI Exam Date Sheet jari kar diya hai. Jin bhi candidates ne technical education diploma me padhne ke liye admission liya hain, Ve ab iske yearly examination me shamil ho sakte hai.
VPPU ne apne official website www.vppup.in par yah ITI Exam Date Sheet jari kiya hai. Jiske anusar yah ITI Exam 23 November 2020 se shuru hone ja rahi hai. Sabhi candidate niche diye gaye link se ITI Exam Date 1st 2nd 3rd Year download kar sakte hai.
Aap sabhi candidates ki jankari ke liye bata den AITT aur Supplementary Exam sabhi Annual aur Semester April ke liye postponed kar di gayi thi. Jo ki ab Nov-Dec mahine me aayojit ki jaa rahi hai. Hamne niche UP ITI Exam Date sheet download karne ke liye link bhi share kiya hai.
Latest Update :- NCVT & SCVT UP ITI Annual and Semester Exam November December me aayojit hone ja rahi hai. SCVTUP board ne detail exam date sheet jari ki hai, jise aap niche is post me dekh sakte hai.
Vyavsayik Pariksha Parishad, Uttar Pradesh aane vale kuch dino me “VPPUP Semester Exam Date Sheet” jari karega. Aisa mana ja raha hai ki examination authority UP Diploma Exam Date January mahine me jari karega. Aap sabhi candidate is page par UP ITI Date Sheet 2020 ki janch aur download kar sakte hain.
Uttar pradesh ke ise bahut se candidate hain jinhone NCVT SCVT Exam ke liye online apply kiya tha, Ve kafi dino se iske Exam Date Sheet ka wait kar rahe the. Aap sabhi candidate UP ITI ke official website se Exam date aur bhi kai jankari download kar sakte hai.
Authority Name | Vyavsayik Pariksha Parishad, UP (VPPUP) |
Examination Name | ITI Semester/Annual Exam |
VPPUP ITI Exam date | November-December |
Exam Date Sheet Releases | October |
Article | Exam Date Sheet |
Availability of Date sheet | Online |
Date Sheet Status | Available Soon |
Official website | www.vppup.in |
Aise bahut se candidates hain jo ki abhi UP ITI Date Sheet NCVT/ SCVT ki khoj kar rahe hai. Abhi VPPUP sabhi exam ka schedule taiyar karne me laga hua hai. Iskte turant bad hi UP ITI January February Exam Program bhi online jari kar diya jayega.
Uttar Pradesh State Council for Vocational Training Exam authority apne official website @www.vppup.in par ITI Exam Time Table ek mahine pahle jari karta hai. Is bar bhi isi tarah VPPUP 1st 2nd 3rd 4th Semester Exam Date jari kiye jayenge.
Examination Name | Exam Type | Exam Month |
Akhil Bhartiya Vyavsayik Main Exam | Yearly | July/August |
Akhil Bhartiya Vyavsayik Purak Exam | Yearly | January/ February |
Shishikshu Exam | Half Yearly | April/ May & October/November |
C.O.E Main Exam | Yearly | August |
C.O.E Purak Exam B.B.T | Yearly | February/March |
S.C.V.T Main Exam | Yearly | September / October |
S.C.V.T Purak Exam | Yearly | May/June |
Rajya Kausal Pratiyogita | Yearly | October/November |
Akhil Bhartiya Kausal Pratiyogita | Yearly | December/January |
Vyaktigat Abhyartion ka Mulyakan Test | Yearly | November/December |
Important Links For UP ITI Exam Date Sheet Download
UP ITI 1st 2nd Year Time Table Nov Dec 2020 | Click Here |
SCVTUP ITI 2nd 4th Sem Time Table Nov Dec 2020 | Click Here |
Official Website | Click Here |
Is prkar aap sabhi candidate UP ITI Exam Date Sheet 2020 online download kar sakte hai. Yaha hamne iski puri jankari share ki hain. Aap sabhi candidate UP ITI Semester/Annual Exam se sambandhit sabhi latest update prapt kar sakte hai.
MKBU B.Sc Sem 2 Result 2023 :- Hello Friends, Bhavnagar University B.Sc Sem 2 Result…
UNIRAJ BA 2nd Year Result 2023 :- Hello Friends, Rajasthan University (UNIRAJ) ne BA 2nd…
VKSU UG Admission 5th Merit List 2023 :- नमस्कार दोस्तों, बिहार की वीर कुंवर सिंह…
Puducherry Police Admit Card 2023:- Hello Friends, Puducherry Police ne Constable, Radio Technician & Deck…
जिला उद्योग केंद्र लोन योजना आवेदन फॉर्म 2023 :- नमस्कार दोस्तों, यदि आप अपना खुद…
VKSU UG Admission 1st Merit List 2023:- नमस्कार दोस्तों, जिन छात्रों ने वीर कुंवर सिंह…